Talat
Guest
|
«Reply #105 on: May 19, 2005, 02:31:00 PM » |
|
mohabbat ke anjaam se aashna hai dil phir kisi ki chah main tu jalta kyun hai
wo to khush hai apni dunya main jaa kar yaad kare tujhko, ye bharam rakhta kyun hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Aflatoon
Guest
|
|
«Reply #106 on: May 19, 2005, 02:45:52 PM » |
|
wah ...
Anjam-e-mohhobet to ho chuki kab ki phir soch ke yeh dil tadpta kyun hai
jab ke zugar rhi hai andero mein zindgi phir yeh ik diya sa chamkta kyun hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salaam2all
Guest
|
|
«Reply #107 on: May 19, 2005, 02:59:58 PM » |
|
terey aaney ka intezaar ye karta kyoun hay na janey tera aietbaar ye karta kyoun hay jiski chahat may jal raha hay ashiya ye mera wo poochta hay bhala dil mera jalta kyoun hay
salaam................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #108 on: May 20, 2005, 07:25:53 AM » |
|
NIce ones Aflatoon n Salaam !!
Socha hai yunhi guzaar denge ye zindagi Par ek ek lamha tham sa jaata kyun hai !!
Hum to hanste the naam-e-mohabbat par Ab yahi naam rula ke hume jata kyun hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salaam2all
Guest
|
|
«Reply #109 on: May 20, 2005, 12:55:01 PM » |
|
bewafa ishq tughey phir say satata kyoun hay ye dard_e_dil teri aankhon ko rulata kyoun hay hain tughsay door kya pata ye maazra kya hay kisi ka intezaar tughko satata kyoun hay koi tou hay jo teri aas lekay baitha hay kisi ka pyar tughey phir say bulata kyoun hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #110 on: May 20, 2005, 01:13:47 PM » |
|
Bewafa nahin kuch majbooriyan hain uski Jaanta hai dil phir bhi ye intezaar kyun hai
Har baar yahi socha na karen byaan-e-ulfat Har baar zubaan par dil ka pyaam aata kyun hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salaam2all
Guest
|
|
«Reply #111 on: May 20, 2005, 01:41:37 PM » |
|
majboori hay kaisi ye kisko pata hay na wo bewafa hay na hum bewafa hay ye socha na tha ishq karney say pehley khata kiski hay kisko di ye saza hay diya usko dil jisko parwah nahi hay kabhi usko dey jisko keemat pata hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #112 on: May 20, 2005, 02:02:49 PM » |
|
Maana jawab main mili nahin hai mohabbat hume main mutmayeen hoon ki dil uski panah me hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aflatoon
Guest
|
|
«Reply #113 on: May 20, 2005, 02:10:01 PM » |
|
wah ..
mahfile adab hai kya kiya jaye phir aaj unki anayat hai kya kiya jaye hum jaante hain ke tum mere ho nahin saakte mujhe tumhien se mohabbat hai kya kiya jaye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salaam2all
Guest
|
|
«Reply #114 on: May 20, 2005, 02:22:33 PM » |
|
sawaal aqsar ye ishq may aata kyoun hay koi jalta hay tou ye aag lagata kyoun hay jalkay jiskay liye kari hay roshni itnee wo merey naam ka chirag bujhata kyoun hay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #115 on: May 21, 2005, 06:02:10 PM » |
|
Bohot achcha likha hai aap dono ne...Afaltoon n Salaam !!! Very Nice !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #116 on: May 21, 2005, 06:08:08 PM » |
|
Maine mohabbat nahin uski ibaadat ki hai Anjaam jaan kar bhi apni ye haalat ki hai Kabhi to hoga usko meri chahat par yaqeen Bas yahi soch kar usse humne chahat ki hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #117 on: May 21, 2005, 06:15:57 PM » |
|
v nice Talat......Salmaa2all ...n aflatoon.....
chahat karne waale tera khatm hoga intezaar... rakh sirf apne pyaar par aitbaar... teri judaai uska bhi cheenegi karaar.... phir tere daaman main aayegi bahaar.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #118 on: May 21, 2005, 06:20:22 PM » |
|
Thanks Dolly n Good one !!
Hum ko maaloom hai har ek ko milta nahin sila mohabbaton ka jaane kya soch kar phir bhi har pal bheegi rehti hain ye aankhain !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #119 on: May 21, 2005, 06:45:36 PM » |
|
well said Talat.....
bheegi aankhein hain aitbaar ki nishaani..... umeed hai inko..khatm hoge yeh intezaar ke lamhe...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|