Chehra

by Sonu on May 31, 2006, 03:27:46 AM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 5096 times)
Sonu
Guest
Reply with quote

Kehte The Voh Ki Humse Pyar Karte Hai,
Zindagi Ne Ab To Ye Bhi Hai Dikhaya,
Lakho Log Khade Thhey Merey Janazey Par,
Bas Uska Chehra Nazar Nahi Aaya !!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chehra by salaam2all in Shayri for Dard -e- Judai
Tere chehra by Jahangir in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ak Andekha Chehra by deepika_divya in Miscellaneous Shayri
chehra........... by akela in Shairi - E - Zindagi
badlta chehra by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: June 01, 2006, 07:21:30 AM »
Reply with quote
Nice One Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #2 on: June 01, 2006, 08:23:07 AM »
Reply with quote
Azeem brothter thanks... apko humari shari passend ahye bahut bahut shukriya....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #3 on: June 01, 2006, 08:24:57 AM »
Reply with quote
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
   Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
      Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
     Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
   Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
   Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya...
      Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka
     Mujhko apne dil-e-nadaan  pe rona aaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: June 03, 2006, 08:11:09 AM »
Reply with quote
Nice One Sonu Sis,..

Andheron Se Rishtaa Jord Liya Maine,..
Jab Ujaalon Ne Mera Chaarag Loota,..

___________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #5 on: June 07, 2006, 06:33:50 AM »
Reply with quote
Azeem brother bahut bahut shukriya.... apney bhi bahut acha likha hia

andhero sey rishta jord ker huney ujaaloon sey nata todh deya
her shaks ko apna kheyna chud deya
ujalo sey ab humey dar legta hai
mehfiley bhari ho yea kahli per chiragu sey humey dar legta hai
husan jitna bhi keo na hu lajvab per ishq ladney sey dar legta hai
es pyar key dushman jamaney mey dil phir sey laganey ko dar legta hia
bus ek bar unkey ahney ka ehsaas cahiye bus sans na rukh jaye kahi esi bat ka dar legta hia

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,..

Andheron Se Rishtaa Jord Liya Maine,..
Jab Ujaalon Ne Mera Chaarag Loota,..

___________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: June 07, 2006, 07:04:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"

Ujaale To Bas Char Din ke Hote Hain,..
Baat To Andhere Ki Hai Jo Sab Andhere Mein Rote Hain,..
Jaane Kyun Sab Ujaale Se Mohabbat Karke Andhere Ko Thukraate Hain,..
Balki Wo Sab Andhere Ko Paakar Ujaale Ko Khote Hain,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #7 on: June 07, 2006, 07:11:26 AM »
Reply with quote
Azeem brother bahut khoob...

jub adhikar batney lagey
hum apney kertaveyo ka nibtara kertey rahey
tu hi beta, keya humney kuch galat kertey rahey?
nafert ki tasvero mey pyar ka rang bhartey rahey
kagez key phoolu mey khusbu bhartey rahey,
andheyri raho per roshni kertey rahey
keya hum kuch galet kertey rahey.  :cry:  :cry:

«Reply #8 on: June 07, 2006, 07:16:46 AM »

Nice One Sonu Sis,..Lage raho,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #9 on: June 08, 2006, 04:10:41 AM »
Reply with quote
Azeem bahi shukriya....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: June 08, 2006, 04:12:45 AM »
Reply with quote
Raahoon pe nazar rakna, hoontoon pe dua rakna
Aajayee koi shayad, derwaza kulaa rakna
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: June 08, 2006, 10:10:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Raahoon pe nazar rakna, hoontoon pe dua rakna
Aajayee koi shayad, derwaza kulaa rakna

Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,..

Darwaaza Apna Khula Hai Aaj Bhi Jahan Se Tu Guzra Tha,..
Tere Aane Ke Intezaar Mein Main Kahin Jaa Bhi Na Sakaa,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: June 09, 2006, 05:33:42 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Azeem bahi...... bahut khoob...

ek gunnah aap se pyar karna tha
dujah gunnah aapk qatal kaarna hoga

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Raahoon pe nazar rakna, hoontoon pe dua rakna
Aajayee koi shayad, derwaza kulaa rakna

Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,..

Darwaaza Apna Khula Hai Aaj Bhi Jahan Se Tu Guzra Tha,..
Tere Aane Ke Intezaar Mein Main Kahin Jaa Bhi Na Sakaa,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: June 11, 2006, 07:52:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bahut bahut shukriya Azeem bahi...... bahut khoob...

ek gunnah aap se pyar karna tha
dujah gunnah aapk qatal kaarna hoga

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Raahoon pe nazar rakna, hoontoon pe dua rakna
Aajayee koi shayad, derwaza kulaa rakna

Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,..

Darwaaza Apna Khula Hai Aaj Bhi Jahan Se Tu Guzra Tha,..
Tere Aane Ke Intezaar Mein Main Kahin Jaa Bhi Na Sakaa,..

______________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob,..
Kya Aap Mera Qatal Kareinge,..

Sab Ke Hothon Par Tabassum Tha Mere Qatal Hone Ke Baad,..
Jaane Kya soch Kar Rota Raha Qateel Mera,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: July 15, 2006, 09:21:04 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut bahut shukriya... bahut khoob..

gulshan ki faqat phoolon se nahi,
kaaton se bhi zeenat hoti hai.
jeene ke liye is duniya main
khushi ke saath gham ki bhi zarurat hoti hai. ...
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:16:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer