Chehra

by Sonu on May 31, 2006, 03:27:46 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 5171 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 18, 2006, 12:15:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem bahi bahut bahut shukriya... bahut khoob..

gulshan ki faqat phoolon se nahi,
kaaton se bhi zeenat hoti hai.
jeene ke liye is duniya main
khushi ke saath gham ki bhi zarurat hoti hai. ...


Bahoot Khoob Sonu Sis,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chehra by salaam2all in Shayri for Dard -e- Judai
Tere chehra by Jahangir in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ak Andekha Chehra by deepika_divya in Miscellaneous Shayri
chehra........... by akela in Shairi - E - Zindagi
badlta chehra by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: July 18, 2006, 12:17:16 PM »
Reply with quote
Phool Se Kya Mohabbat Karte Ho Wo To Murjhaa Jaata hai,..
Mohabbat Karo to Kaanton se  Karo Jo Chubne Ke Baad Bhi Yaad Aata Hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: July 31, 2006, 06:21:28 AM »
Reply with quote
Shukria Azeem bahi.... bahut khoob... yeo hi likhtey rahow....

humney to kato sey dosti ki hia
phoolu ko humney teyrey her rastey mey becha rakha hai
kahye koi tumhey kata na chubh jaye esleya kanto ko apna dost bena rakha hai

Quote from: "Jaanasheen"
Phool Se Kya Mohabbat Karte Ho Wo To Murjhaa Jaata hai,..
Mohabbat Karo to Kaanton se  Karo Jo Chubne Ke Baad Bhi Yaad Aata Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: August 01, 2006, 09:41:51 AM »
Reply with quote
Shukriya didi,..
Gar App Sath hain To Har Cheez Mumkin Hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: August 02, 2006, 12:33:57 AM »
Reply with quote
Azeem bahiya mey hameysha apkey sath ho.. god bles u....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya didi,..
Gar App Sath hain To Har Cheez Mumkin Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: August 03, 2006, 02:21:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..

Dum Labon Par Hai Agar Ab Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Kya Sunaao Main Apna Haal Tumse "Jaanasheen",..
Mera Haal Sunoge Tum To Tadap Jaaoge,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #21 on: August 03, 2006, 04:32:11 AM »
Reply with quote
bahut khoob Azeem bahi... esi thra likhtey rahu...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..

Dum Labon Par Hai Agar Ab Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Kya Sunaao Main Apna Haal Tumse "Jaanasheen",..
Mera Haal Sunoge Tum To Tadap Jaaoge,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: August 07, 2006, 09:37:02 AM »
Reply with quote
Shukriya App Bhi Saath Dete Rehna,,

Mera Haal Dekhkar Saare Log Mere Haal Pe Haste Hain,..
Waah tere Sheher Mein "O" Zaleem Aise Log Bhi Rehte Hain,..

____________________________________________-Jaansheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: September 04, 2006, 06:36:09 AM »
Reply with quote
bahut khob bahi yeo hi likhtey rahow... hum apka sath deytey rahngey...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya App Bhi Saath Dete Rehna,,

Mera Haal Dekhkar Saare Log Mere Haal Pe Haste Hain,..
Waah tere Sheher Mein "O" Zaleem Aise Log Bhi Rehte Hain,..

____________________________________________-Jaansheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: September 04, 2006, 06:39:15 AM »
Reply with quote
Yaad Karega jab tu mujhe,
shayad is duniya mein, mein na rahu.

Dhoond ne ke liye dur mat jana,
Hamesha sanso mein tere saath hu mein
Udhas hoga jab kabhi tu
Hasane ke liye shayad mein na rahu,

Phir bhi hasna mat chorna
keon ki hasi mein teri khil rahi hu mein.
Thak jaoge kabhi, goom ho jaoge kabhi,
mere liye do boond aansu bhi bahaoge kabhi
Lekin aansu pochne ke liye
shaayad mein na rahu,

Phir bhi Jeena mat chorna
kyun ki jine mein tere jee rahi hu mein.
Wo Subhaa kaisi, jahaan Suraj nahin!
Wo Zindagi kaisi, jahaan Kushiyaan nahin!
Wo Pyaar kaisa, jahaan Tum nahin!

Mujhe wo Suraj chahiye jo apni roshni se
Mujhe tumse milne ka rasta dikha sake,
Mujhe wo Zindagi chahiye,
jisme khushi Tumse milne ke baad muje mile.
Mujhe wo Pyaar chahiye, jo mujhe sirf Tumse mile

Ye Zindagi kuch bhi nahi,
shayad isme mein na rahu.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: September 04, 2006, 02:45:45 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi Bahoot Hi Kamaal Ka Kalaam Likha Hai Apne,..
Kaash ke Ye adaa Hamare mein Bhi Hoti,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: September 05, 2006, 05:21:33 AM »
Reply with quote
shukrya bahiya... arey bus bus etna asman pey nahi cahodow nahi to gir jaungi  :lol:  :lol: ....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi Bahoot Hi Kamaal Ka Kalaam Likha Hai Apne,..
Kaash ke Ye adaa Hamare mein Bhi Hoti,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: September 05, 2006, 06:58:51 AM »
Reply with quote
Asamaan Ka Taara Geerega Bhi To Wo Taara Hi keh Laayega
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: September 05, 2006, 09:57:28 PM »
Reply with quote
babatey banana koi tumsey sikhey...

Quote from: "Jaanasheen"
Asamaan Ka Taara Geerega Bhi To Wo Taara Hi keh Laayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: September 06, 2006, 08:53:55 AM »
Reply with quote
Accha To App Mere Feelings Ko Baatein Keh Rahe Hain,.

Accha Ji,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:11:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer