Daar Lagta hai ....... <(Neel)>

by neelgold on April 25, 2010, 07:10:52 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4690 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: April 25, 2010, 08:58:28 PM »
Reply with quote
yaadon pe kahaan koi zor chala paate hain,
jab ji karta hai wo bekhauff chale aate hain,
kuch beete huye lamhe jinhe bhoolna chahte hain,
ye yaadein apne sang unhe bhi le aate hain....


Kyon voh beete hue paal yaad aate hai
Yaad karna nahi chate fir bi yeh kyon chale aate?

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dukaan Daar by indianraj_us in SMS , mobile & JOKES
Daar ta hu... by dev_omu in Shayri-E-Dard
Gum Aur Khushi.....Neel by neelgold in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Guanah!!! (neel) by neelgold in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Pyar Ke Do Bol..... (Neel) by neelgold in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #16 on: April 25, 2010, 09:19:28 PM »
Reply with quote
Neel ji sach mein aapne bahut dard bhari kavita likhi.bahut gaherai aur khoobsurti se apne ehsaaso ko likhi.reall heart touching creation.excellent.Kapil ji aap bhi kuch kam nahi likht.great lines.keep up the good work. Hats off to you! Both Thumbs Up Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: April 25, 2010, 09:42:23 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Madhu ji...!!!

Neel ji sach mein aapne bahut dard bhari kavita likhi.bahut gaherai aur khoobsurti se apne ehsaaso ko likhi.reall heart touching creation.excellent.Kapil ji aap bhi kuch kam nahi likht.great lines.keep up the good work. Hats off to you! Both Thumbs Up Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: April 26, 2010, 05:48:14 AM »
Reply with quote
Tanha chhod do mujhe, aab iss shor se mujhe darr lagta hai
Yeh mehfilon se ab dil bhar gaya, Par Tanhai main rehne se bhi darr lagta hai

Voh hum se bichhad gaye kuch aise ki , aab kissi se milne ko bi darr lagta hai
Khafa na ho mere Dost, Teri dosti se nahi uske baad ki dusmani se darr lagta hai

Kitne fasle teah kaar aaye hum , aab to in raston pe chalne se bhi darr lagta hai
Teri Talash main garam ret paar youn chale hum ki , aapne panv (feet) ke chaalon( wound) se darr lagta hai

Zinda hai aur jeena bhi hai , par ab zindagi jeene se darr lagta hai
Har darkan pe naam tumhara tha, aab to sans lene se bi darr lagta hai

Tum se juda hue hum jis raste pe , Ab to kissi manzil ki aur badne se bhi darr lagta hai
Youn toot ke choor hue teri mohabbat main hum ki ab to Pyar karne se bhi darr lagta hai

Milan ke baad judai aur judai ke baad milan bhi hota hai
Tum kahin na mujhe mil jao fir se, Isliye aab har Mulakaat se darr lagta hai .............


**Neel**


Bahut hi uchkoti ki peshkash hai Neel Ji
Itna dard kahan chhupa ke rakkha tha aap ne

Ab to hume is dard mein doob jaane se darr lagta hai
Mehfil mein aap dono, (Kapil aur Neel)ke aane se darr lagta hai
Kabhi muskura dete the ab muskurane se darr lagta hai
Kuchh sudhaar kiya hoon par teri narazgi se darr lagta hai



Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #19 on: April 26, 2010, 09:49:37 AM »
Reply with quote
Wah ! wah !! wah !!! Neel-di bade he khoobsoorat andaaz mai.....
apne zindagi k kitne he pehluon mai chhupe darr ka izhaar kiya hai.....
Kahin atti se uoob hai tou kahin bhavishya k garbh mai chheepe darr ki kalpana...    

Applause Clapping Smiley Applause Clapping Smiley Applause Clapping Smiley Applause Clapping Smiley

Tariffo ka silsila iss kadar badh raha hai sakhee kay
Ab tumhe fuuul k kuppa hone ka darr na lagne lage

Taaliyon ki gadd-gaddahat ka shor suunn kay sakhee
Darti hu ki kahin tumhe iss shor se darr na lagne lage



Tanha chod do muze, aab iss shor se muze daar lagta hai
Yeh mehfilo se aab dil bhar gaya, Par Tanhai main rehne se bi daar lagta hai

Voh hum se bichad gaye kuch aise ki , aab kissi se milne ko bi daar lagta hai
Khafa na ho mere Dost, Teri dosti se nahi uske baad ki dusmani se daar lagta hai

Kitne fasle teah kaar aaye hum , aab to in raston pe chalne se bi daar lagta hai
Teri Talash main garam ret paar youn chale hum ki , aapne pav (feet) ke chaalo( wound) se daar lagta hai

Zinda hai aur jeena bi hai , paar aab jindgi jeene se daar lagta hai
Haar darkan pe naam tumra tha, aab to sans lene se bi daar lagta hai

Tum se juda hue hum jis raste pe , Ab to kissi manzil ki aur badne se bi daar lagta hai
Youn toot ke choor hue teri mohbat main hum ki aab to Pyar karne se bi daar lagta hai

Milan ke baad judai aur judai ke baad milan bi hota hai
Tum kahin na muze mil jao fir se, Isliye aab haar Mulakaat se daar lagta hai .............


**Neel**

Logged
riyaz106
Guest
«Reply #20 on: April 26, 2010, 11:21:02 AM »
Reply with quote
Bahot hi achhi poem likhi hai Neel ji. Kamaal kar diya. Bahot purkashish aur dard se labrez. Bravo.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: April 26, 2010, 12:12:55 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai aapne Rajesh ji...

Rajesh ji aap bhi humein khoob sharminda karte hain,
Neel ji ki kalam k aage hum to paani bharte hai,
kabhi socha karte the ki kabhi hum bhi likh lete hain,
ab inka lekh padhke kuch likhne se bhi hum darte hai...


Bahut hi uchkoti ki peshkash hai Neel Ji
Itna dard kahan chhupa ke rakkha tha aap ne

Ab to hume is dard mein doob jaane se darr lagta hai
Mehfil mein aap dono, (Kapil aur Neel)ke aane se darr lagta hai
Kabhi muskura dete the ab muskurane se darr lagta hai
Kuchh sudhaar kiya hoon par teri narazgi se darr lagta hai




Logged
neelgold
Guest
«Reply #22 on: April 26, 2010, 11:08:45 PM »
Reply with quote
Thanx a lot Madhu ji....
Really thnx for ur appricaition !!!!!!!!!

Ur words lots 2 me .. Thnx again 4 ur tym!!!!!!!!!!!!

Behappy alwyz!!!!!
 Usual Smile Usual Smile

Neel ji sach mein aapne bahut dard bhari kavita likhi.bahut gaherai aur khoobsurti se apne ehsaaso ko likhi.reall heart touching creation.excellent.Kapil ji aap bhi kuch kam nahi likht.great lines.keep up the good work. Hats off to you! Both Thumbs Up Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
neelgold
Guest
«Reply #23 on: April 26, 2010, 11:11:08 PM »
Reply with quote
Thnx A  lot RAjesh ji BHut khoob kaha aap ne bi

Hamri Narzgi se kya darna eh Dost
Hum to jeete hai sirf teri hansi dekh dekh ke

 icon_flower icon_flower
Bahut hi uchkoti ki peshkash hai Neel Ji
Itna dard kahan chhupa ke rakkha tha aap ne

Ab to hume is dard mein doob jaane se darr lagta hai
Mehfil mein aap dono, (Kapil aur Neel)ke aane se darr lagta hai
Kabhi muskura dete the ab muskurane se darr lagta hai
Kuchh sudhaar kiya hoon par teri narazgi se darr lagta hai




Logged
neelgold
Guest
«Reply #24 on: April 26, 2010, 11:13:11 PM »
Reply with quote
Wah Wah Koyal ji ......

BHut khoob jawab

Thnx 4 ur appericaition !!!!!!!
Keep smiling!!!!!!!!

Wah ! wah !! wah !!! Neel-di bade he khoobsoorat andaaz mai.....
apne zindagi k kitne he pehluon mai chhupe darr ka izhaar kiya hai.....
Kahin atti se uoob hai tou kahin bhavishya k garbh mai chheepe darr ki kalpana...     

Applause Clapping Smiley Applause Clapping Smiley Applause Clapping Smiley Applause Clapping Smiley

Tariffo ka silsila iss kadar badh raha hai sakhee kay
Ab tumhe fuuul k kuppa hone ka darr na lagne lage

Taaliyon ki gadd-gaddahat ka shor suunn kay sakhee
Darti hu ki kahin tumhe iss shor se darr na lagne lage



Logged
neelgold
Guest
«Reply #25 on: April 26, 2010, 11:14:52 PM »
Reply with quote
Thnx Riyaz ,

EK choti si khosish thi pasand aah gaye to Happy..

Thnx 4 ur tym & appericaition !!!!!!!!
Khush Rehe...
 Usual Smile Usual Smile
Bahot hi achhi poem likhi hai Neel ji. Kamaal kar diya. Bahot purkashish aur dard se labrez. Bravo.
Logged
neelgold
Guest
«Reply #26 on: April 26, 2010, 11:16:38 PM »
Reply with quote
Kapil aise b khuch maat bolo
Yeh Raaz aise maat kholo
EK khosish ki thi pasand aah gaye
Abb aur tarif maat karo...

bahut khoob likha hai aapne Rajesh ji...

Rajesh ji aap bhi humein khoob sharminda karte hain,
Neel ji ki kalam k aage hum to paani bharte hai,
kabhi socha karte the ki kabhi hum bhi likh lete hain,
ab inka lekh padhke kuch likhne se bhi hum darte hai...


Logged
neelgold
Guest
«Reply #27 on: April 26, 2010, 11:20:08 PM »
Reply with quote
Kapil Bhut khoob kaha .....

Yadain to fir yadian hai,
In paar zor koi nahi chalta hai
Haar mausum, haar samy yeh chali aati aati hai
In ko rok kaha koi sakta hai ....
yaadon pe kahaan koi zor chala paate hain,
jab ji karta hai wo bekhauff chale aate hain,
kuch beete huye lamhe jinhe bhoolna chahte hain,
ye yaadein apne sang unhe bhi le aate hain....


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #28 on: April 27, 2010, 12:25:36 AM »
Reply with quote
kaam aapne aisa kiya hai,
hum taarif kaise na karein,
raaz ab ye raaz na raha ,
ab chup hum kaise rahein...

Kapil aise b khuch maat bolo
Yeh Raaz aise maat kholo
EK khosish ki thi pasand aah gaye
Abb aur tarif maat karo...

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #29 on: April 27, 2010, 12:27:08 AM »
Reply with quote
shukriya Neel ji... aapne bhi bahut khoob likha hai...



yaadein hain jaise nadi ka paani,
dono ki hai ek jaisi kahani,
apni bahaaw me baha k le jaati,
lagti hai kabhi wo badi suhaani,

nadi ka qahar tab pata chalta hai,
jab usme kabhi baadh aata hai,
yaadein bhi hoti hain baadh k jaisi,
apne sang humein baha k le jaata hai.....


Kapil Bhut khoob kaha .....

Yadain to fir yadian hai,
In paar zor koi nahi chalta hai
Haar mausum, haar samy yeh chali aati aati hai
In ko rok kaha koi sakta hai ....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:09:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer