dalti huyi sham

by Naya_Daur on August 03, 2006, 03:11:26 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2823 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: August 15, 2006, 03:47:59 AM »
Reply with quote
us se juda hue toh ek dard sa dil mein koi reh gaya
woh kar ke vaada mujhe milne ka kahi kho gaya
woh dete rahe meri wafao ka sila apni baato se
dil ka koi zakham rista sa har pal reh gaya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
UNSE MULAKAAT HUYI by poem143s in Shayri-E-Dard
Woh bahoo kya huyi ? by Amit Janglan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA by jasbirsingh in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
bujhti huyi roshni by salil2002 in Shayri-E-Dard
kisi ki book se padhi huyi shayri,, by chandra10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: August 23, 2006, 08:14:18 AM »
Reply with quote
Tum To Suraj Ho,
Tum Kya Jaano Raat Ka Dard,..
Kabhi Aao Hamare Ghar Bhi Shaam Ke Baad,.

________________________-Daag Dehalvi-
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #17 on: September 05, 2006, 06:49:56 AM »
Reply with quote
Suraj ki chamak,Roshni kya jaane
Chand ki chamak,Chandni kya pehchane
jinke dil mein basi ho Matlab ki duniya
JEET ke Ashkon ki saugaat,woh kya jaane...Huh?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: September 05, 2006, 07:08:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"
Suraj ki chamak,Roshni kya jaane
Chand ki chamak,Chandni kya pehchane
jinke dil mein basi ho Matlab ki duniya
JEET ke Ashkon ki saugaat,woh kya jaane...Huh?


Waah Bhai Bahoot Khoob
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #19 on: September 05, 2006, 07:17:16 AM »
Reply with quote
Sukriya Azeem bhai,,,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: September 05, 2006, 07:23:08 AM »
Reply with quote
Ur welcome Bhai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: March 05, 2007, 09:24:16 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jeet, Vikas, Ranju ji and Jaansheen!!

Jeet apki post ka topic pad kar ek gaana yaad aa gaya ... likh rahi hu:

Dhalti Jaaye Raat, Kehele Dil Ki Baat,
Shamma Parawane Ka Na Hoga Phir Saath,
Dhalti Jaaye Raat, Kehele Dil Ki Baat
Shamma Parawane Ka Na Hoga Phir Saath,
Dhalti Jaaye Raat..

Mast Nazare Chand Sitaare,
Raat Ke Mehemaan Hai, Yeh Saare,
Ut Jaayegi, Shab Ki Meheefil,
More Seher Ke Sunke Nakaare,
Hona Na Ho, Dubara Mulaqaat,
Hmmmm...
Dhalti Jaaye Raat..

Neend Ke Bas Mein Khoyi Khoyi,
Kul Duniya Hai, Soyi Soyi,
Aise Mein Bhi Jaag Raha Hai,
Ham Tum, Jaisa Koyi Koyi,
Kya Haseen Hai Taaron Ki Baraat,
Hmmmm...
Dhalti Jaaye Raat..

Jo Bhi Nigahen Chaar Hai Karata,
Uspe Zamana Vaar Hai Karata,
Raah-e-wafa Ka, Ban Ke Raahi,
Phir Bhi Tumeh Dil, Pyar Hai Karata,
Baita Na Ho Leke Khoyi Dhaal,
Hmmmm...

Dhalti Jaaye Raat, Kehele Dil Ki Baat,
Shamma Parawane Ka Na Hoga Phir Saath,
Dhalti Jaaye Raat, Kehele Dil Ki Baat
Shamma Parawane Ka Na Hoga Phir Saath,
Dhalti Jaaye Raat..  (NOT MINE laughing4
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:46:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer