Dam Ba Dam

by Abul Asad on December 09, 2011, 09:00:22 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1272 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Please read the meanings of words at the bottom and subsequent correction too.

Dhundte they jo kabhi Aashiyan Har gali dam ba dam
Thi jab talash-e nasheman har khadam ba khadam
 
They dast afshan bhi jab khun ba dam
They jab chasme tar bhi dam ba dam
 
Rah takti ankhen bhi rahi muntazar har dam
Pabajaolan thi sonch bhi apni aye ham dam
 
Teer-e ilzaam bhi itne ke niklay ye dam
Dast e qatil ke bhi haath woh josh o dam
 
Rafta rafta aya dil-e nashad mein koi kham
Na manzil, na sahara na koi zat-e a- dam
 
Nijat-e dil ki ghadi ke muntazir raha jo dam
Rahe dushman bhi mast-o raqsan us dam
 
Dhundte the jo kabhi Aashiyana Har gali dam ba dam
Na thi Jab talashe nasheman koi khadam ba khadam
 
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 09, 2011, 09:04:02 PM »
Reply with quote
Is Forum ke Ahbaab ki nazr,

Yeh chand ashar ki koshish hai meri, aap ki pesh e khidmat,
Yeh iltejah hai meri ke hain mere ghalatiyan bahut aur rahe ap ki islah har dam.




dua' goon
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 09, 2011, 09:21:48 PM »
Reply with quote
Dhundte they jo kabhi Aashiyan Har gali dam ba dam
Jo thi jab talash-e nasheman khadam ba khadam
 
They dast afshan bhi jab khun ba dam
They jab chasme tar bhi dam ba dam
 
Rah takti ankhen bhi rahi muntazar har dam
Pabajaolan thi sonch bhi apni aye ham dam
 
Teer-e ilzaam bhi itne ke niklay ye dam
Dast e qatil ke bhi haath woh josh o dam
 
Rafta rafta aya dil-e nashad mein koi dam
Na manzil, na sahara na koi zat-e a- dam
 
Nijat-e dil ki ghadi ke muntazir raha jo dam
Rahe dushman bhi mast-o raqsan us dam
 
Dhundte the jo kabhi Aashiyana Har gali dam ba dam
Na thi Jab talashe nasheman koi khadam ba khadam
 
Abul Asad

Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: December 10, 2011, 04:06:46 AM »
Reply with quote
wah wah Asad ji--

aapki ye ghazal ek alg andaaz e bayaan hai judai ka--

kuch tough raha hamare lie kuch urdu alfaazoN ko samajhna--

mashaalah bht khoob ghazal pesh ki aapne--

ehsaason ka zakhira hai ye--

daad kubul kareN
likhte raheN
khus raheN

Usual Smile
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: December 10, 2011, 04:07:43 AM »
Reply with quote
wah wah Asad ji--

aapki ye ghazal ek alg andaaz e bayaan hai judai ka--

kuch tough raha hamare lie kuch urdu alfaazoN ko samajhna--

mashaalah bht khoob ghazal pesh ki aapne--

ehsaason ka zakhira hai ye--

daad kubul kareN
likhte raheN
khus raheN

Usual Smile
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 10, 2011, 04:31:47 AM »
Reply with quote
Sarfira Saheb,

Adaab, aap ki dad vasul kar ke acha laga, mazarat khwan hoon ke meri ghazl kuch
hat kar thi, iss ka ilm hai mujhe, shayed isse yanhan nahin post karna chahye tha mujhe. Ab to do jo ho gaya so ho gaya.

Iss ke kuch alfazon ke maaine likh raha hoon, galati ki maafi talb. Aap khud sahib-e fehm o sukhan hain, may kia suraj ko raushni dikhaon. Phir bhi jo aur bhi isse daikhenge jo shayad dakhil urdu na samjhe, unki peshe nazr hain yeh.

Meri qataon ki phir se maafi talab hoon, aur be jhijhak islah ka darkhwast rahoon.

Dast: hands, wrists,
Pa: legs
Pabajaola: shackled feet, zanjeer mein bandhe hove pair, bandhe hue pair
A-dam: Adam, a human, zate adam
Nasheman: ghosla
dam ba dam: continuously, every time
dam: tang karna, tang ho na also means at that time like in har dam, everytime.
     also dam mean, life jaan. jaise ke dam ka nikalna.
ham dam: sathi, jis ki jaan aapke saath judhi hovi ho.
Chasme: ankhen, jis se chasma, ainak bhi nikla, eyes or opticals.
Chasme tar: geeli ankhen, tears flowing


Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: December 10, 2011, 04:45:41 AM »
Reply with quote
I am sorry, if i made any mistakes, please feel free to make any corrections
i am still just an ordinary student of urdu, and a lover of urdu


Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: December 10, 2011, 07:26:02 AM »
Reply with quote
Sarfira Saheb,

Adaab, aap ki dad vasul kar ke acha laga, mazarat khwan hoon ke meri ghazl kuch
hat kar thi, iss ka ilm hai mujhe, shayed isse yanhan nahin post karna chahye tha mujhe. Ab to do jo ho gaya so ho gaya.

Iss ke kuch alfazon ke maaine likh raha hoon, galati ki maafi talb. Aap khud sahib-e fehm o sukhan hain, may kia suraj ko raushni dikhaon. Phir bhi jo aur bhi isse daikhenge jo shayad dakhil urdu na samjhe, unki peshe nazr hain yeh.

Meri qataon ki phir se maafi talab hoon, aur be jhijhak islah ka darkhwast rahoon.

Dast: hands, wrists,
Pa: legs
Pabajaola: shackled feet, zanjeer mein bandhe hove pair, bandhe hue pair
A-dam: Adam, a human, zate adam
Nasheman: ghosla
dam ba dam: continuously, every time
dam: tang karna, tang ho na also means at that time like in har dam, everytime.
     also dam mean, life jaan. jaise ke dam ka nikalna.
ham dam: sathi, jis ki jaan aapke saath judhi hovi ho.
Chasme: ankhen, jis se chasma, ainak bhi nikla, eyes or opticals.
Chasme tar: geeli ankhen, tears flowing


Abul Asad
baht bht sukriya janaab Abul sahab--
aap ese hi meaning likh dia kareN jab bhi koi difficult Urdu word use karen
kyunki meri hi tarah kuch aur bhi log honge jinhe urdu word ki
jankari kam hogi--

aur janaab hum to bilkul nausikhie hain shayri ke sansaar me--

hume to thk se kuch likhna bhi nahi aata--
bas shayri aur kavitayen parhne ka sauk rakhte hain isslie yahan hain Usual Smile
aapka sukriya jo aapne meanings likh kar die--

thanq very much

khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 10, 2011, 09:20:17 AM »
Reply with quote
Sarfira Saheb,

Behad dilkhush hain aap ke alfaz har waqt, kuch aap se kam magar
tifl-e maktab hain hum.

Aap ki izzat-o haunsla afzai ka shukriya, behad shukrguzaar rehaenge aapke.

InshAllah ham zaroor koshish karegne ke apne kalaam ko ba ma'ine pesh karen.

Dau goo
Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:16:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer