dard-e-daastan

by samir_bc on December 16, 2009, 05:02:31 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1988 times)
samir_bc
Guest
«Reply #15 on: December 17, 2009, 05:15:12 AM »
Reply with quote

Samir jee Bahot khoob. Achcha likha hai. Daad kabul kijiye.

dil se shukriya asha ji daad dene ke liye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Daastan-e-Net by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
daastan e dil by ankit20 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
daastan by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
DARD KI DAASTAN. by qadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dard-e-Daastan ...... Parkar by vin1984 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #16 on: December 17, 2009, 06:48:42 AM »
Reply with quote
Badnaam na hojaaye wo es darr se main
Dard-e-daastan apni sunana nahi chahti

Shaq na ho logo ko hamaare toote rishto ka
Labo pe muskaan bikherti hu,ashq behne nahi deti...

Bahut Hi Sundar Reply Diya Hai Koyal JI Aapne
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #17 on: December 17, 2009, 07:30:29 AM »
Reply with quote
Hosla-afzhahi k liye shukriya Rishi-bhai...
Taariff k ye shabd he kalam ko taakat dete hain likhne ki...

Bahut Hi Sundar Reply Diya Hai Koyal JI Aapne
Logged
mkv
Guest
«Reply #18 on: October 27, 2011, 07:06:27 AM »
Reply with quote

main is mehfil ko ashko me dubana nahi chahta
isiliye dard-e-daastan ko sunana nahi chahta  Applause Applause Applause

kuch hi to samjhte hain, aksar sabhi haste hain
isiliye zakhm-e-dil ko dikhana nahi chahta

wada kiya tha usse, na badnaam hone dunga
isiliye main naam uska batana nahi chahta   Applause Applause Applause Applause Applause

yeh zakhm to tohfe hain jo usne diye hain
isiliye in zakhmo ko sukhana nahi chahta   Applause :clap:Bahut khoob   Applause Applause

nibha rha hun jo wada-e-wafa kiye the maine
isiliye main bewafa use bulana nahi chahta  Applause Applause Applause Applause Applause

main is mehfil ko ashko me dubana nahi chahta
isiliye dard-e-daastan ko sunana nahi chahta





samir"dilse"

Vaah Vaah samir ji
dil khush kar diya
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #19 on: October 29, 2011, 04:12:08 PM »
Reply with quote
Vaah Vaah samir ji
dil khush kar diya

bahot bahot shukriya mkv ji.......
Logged
suman59
Guest
«Reply #20 on: December 23, 2013, 01:37:05 AM »
Reply with quote

main is mehfil ko ashko me dubana nahi chahta
isiliye dard-e-daastan ko sunana nahi chahta

kuch hi to samjhte hain, aksar sabhi haste hain
isiliye zakhm-e-dil ko dikhana nahi chahta

wada kiya tha usse, na badnaam hone dunga
isiliye main naam uska batana nahi chahta

yeh zakhm to tohfe hain jo usne diye hain
isiliye in zakhmo ko sukhana nahi chahta

nibha rha hun jo wada-e-wafa kiye the maine
isiliye main bewafa use bulana nahi chahta

main is mehfil ko ashko me dubana nahi chahta
isiliye dard-e-daastan ko sunana nahi chahta


samir"dilse"

bahut bahut khoob samir ji Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:51:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer