DHALTI HUI SHAM KE SAAYE

by mamta bajpai on May 17, 2010, 05:12:09 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3462 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
DHALTI HUI SHAAM KE SAAYE SE DHAL GAYE
HUM TUMHARI YAAD SE AISE NIKAL GAYE

SAFAR DAR SAFAR HAI KOI MUKAAM NAHI
MANZIL QAREEB THI TO RASTE BADAL GAYE

TAREEKIYON KE RUBAROO MAI EK KIRAN HOON DHOOP KI
WO GARMI-E-HAALAT ME BARF KI TARAH PIGHAL GAYE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dhalti sham ka ehsas hai by zee_kool786 in SMS , mobile & JOKES
~*~Dhalti Sham~*~ by pankshivam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Jab sanjh dhalti jati hai to yad teri ati hai by mrigank in Shayri for Khumar -e- Ishq
raat dhalti rahi... by shamima abbas in Shayri for Dard -e- Judai
Dhalti rahi hu mai by raghu1205 in Shayri for Dard -e- Judai
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #1 on: May 17, 2010, 05:29:12 PM »
Reply with quote
wah mamta saheba , wah ,, 2nd sher ne ruk liya ,, bahoth din baad aisa koi sher nazar se guzra hai ,, dil me ghar karne wala sher hai ,, baaqi ashar bhi qoob rahe .. ahh kahen ya wah , khuch samjh nahi aata , qoob .. dad hazir hain qubool karen .. allah apko hamesha khush rakhe..


duwa go

qadeertoopchi
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #2 on: May 17, 2010, 05:40:20 PM »
Reply with quote
THANKS QADEER BHAI!AAP ISLAH KARTE TO YAHI KHAYAL JAADUI RANG ME RANG JATE.OPEN THREAD ME BHI AGAR AAP MERI GALTIYA KO ISHARA KARENGE TO YAQEEN MANIYE ZARA BHI BURA NAHI LAGEGA.UMEED HAI GOUR FARMAYENGE...
Logged
vb
Guest
«Reply #3 on: May 17, 2010, 05:44:09 PM »
Reply with quote
buhat he achhi poem... achha laga par kar..
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #4 on: May 17, 2010, 05:49:37 PM »
Reply with quote
THANKS QADEER BHAI!AAP ISLAH KARTE TO YAHI KHAYAL JAADUI RANG ME RANG JATE.OPEN THREAD ME BHI AGAR AAP MERI GALTIYA KO ISHARA KARENGE TO YAQEEN MANIYE ZARA BHI BURA NAHI LAGEGA.UMEED HAI GOUR FARMAYENGE...


Mahutrama Mamta saheba ,,

Mai khud eak talib a ilm hon , shayari ki nok palak sikh raha hon , Apki mahubbath hai jo mujhe kissi qabil samjhti hain app , allah apko khush rakhe ..

Duwa Go

Qadeertoopchi
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #5 on: May 17, 2010, 06:14:24 PM »
Reply with quote
GOOD ONE MAMTA JI..ISEY MOKAMMAL GHAZAL KI  SHAKAL DEIN TO AUR BHI NIKHAR AAYE GA Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: May 17, 2010, 09:52:15 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai aapne Mamta ji...!!!
Logged
neelgold
Guest
«Reply #7 on: May 17, 2010, 11:37:21 PM »
Reply with quote
Wah!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Bhut khoob Mamta ji

DHALTI HUI SHAAM KE SAAYE SE DHAL GAYE
HUM TUMHARI YAAD SE AISE NIKAL GAYE

SAFAR DAR SAFAR HAI KOI MUKAAM NAHI
MANZIL QAREEB THI TO RASTE BADAL GAYE

TAREEKIYON KE RUBAROO MAI EK KIRAN HOON DHOOP KI
WO GARMI-E-HAALAT ME BARF KI TARAH PIGHAL GAYE
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #8 on: May 19, 2010, 12:07:40 AM »
Reply with quote


SAFAR DAR SAFAR HAI KOI MUKAAM NAHI
MANZIL QAREEB THI TO RASTE BADAL GAYE

umda likha hai aapne ...bahoot khoob wah...marhoom saheb ki jo raae hai woh biklul sahi hai..ghazal mukammal karein to aur bhi behtreen ashar padhne ko milinge ..ise na mukammal chord kar hamein mayuss na karein..guzarish hai hukum nahi....phir aisa na koi user ajae aur kahe "nazar "ji" aap ka andaaz hukumana hai..urdu ki nafasat ko bhool gae...bus mazaq kar raha hoon..daad qubool karein
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #9 on: May 19, 2010, 06:29:42 AM »
Reply with quote
HA HA HA HA HA.NAZAR SAHEB !EK -SHAYAR EK YAADGAR BAN GAYA ,BAAT HI BAAT ME WO HANSI KA VAIZ BAN GAYA.AAP BHI CHUTKIYALENE ME KAM NAHI.VAQAI HANSI AATI HAI AISE LOGON PAR.AAP KI SALAH PAR GOUR FARMAOONGI. DAAD KE LIYE BEHAD SHUKRIYA.
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #10 on: May 19, 2010, 06:46:18 AM »
Reply with quote
TUM NA BADLE GAR TO HUM BADAL JAYEGE
TERA DAAMAN CHOD KAR KAHI NA JAYEGE
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #11 on: May 19, 2010, 06:57:35 AM »
Reply with quote
CHAHAT TUJSE CHAHANE KI MERI USDIN BHI NA BADAL PAYEGI
JISROJ  HUSAN KE SAATH SAATH TERI UMAR BHI DHAL JAYEGI
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #12 on: May 19, 2010, 07:00:32 AM »
Reply with quote
HUSAN DAULAT MEI USKE MANOJ AB RAHA NAHI KOI DUM HAI
PAANE KE LIYE USKO MAGER AAJ BHI MERI AANKH NAM HAI
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #13 on: May 20, 2010, 06:58:58 AM »
Reply with quote
Bahot khoob Mamta ji. Bahot pyari takhleeq hai aapki
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #14 on: May 20, 2010, 07:15:46 AM »
Reply with quote
DHANYAVAAD RIYAZ BHAI!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:20:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer