samir_bc
Guest
|
«Reply #15 on: December 10, 2009, 06:10:22 AM » |
|
U R welcome Samir jee reply me likh rahi kuch galti maaf karna
kismat ne khela kuch aisa mere saath khwab khwab hi rahe jo dekhe the sath
uss ne de diya mujhe bewafa ka naam yeh to naseeb me tha jo hue mere saath
khush rahe vo sada her khushi mile usse main chali sab se door uski yadon ke sath
ek koshish aasha ji.... galti maaf karna.
kiyon khwab tut gaye kyon sath chhut gaye yeh sochna ki tera bhi kuch to kasur hoga
kiyon de diya usne tujhe bewafa ka naam yeh sochna ki majbur woh bhi jarur hoga
tum to chal diye yadon ko le ke saath yeh sochna ki chahta to woh bhi zarur hoga
samir"dilse"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #16 on: December 10, 2009, 06:14:23 AM » |
|
You are welcome Samir Ji. Ek maroof ghazal ke do sher arz hain:
Roya karenge aap bhi pahron isi tarah Atka kahin jo aapka dil bhi meri tarah Mar chuk kahin ke is gham-e-hijra'n chhut jaye Kahte to hain bhale ki wo lekin buri tarh.
kamal ki line hain riyaz ji... thanks for sharing.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #17 on: December 10, 2009, 11:49:52 AM » |
|
Nice sharing riyaz jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #18 on: December 10, 2009, 11:51:16 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #19 on: December 10, 2009, 11:56:11 AM » |
|
wah asha ji... ate hi sixer maar diya apne. bahot khoob. apko aage bhi padne ki tamanna rahegi ab. keep writing.
Aap ki tareef par kar dil khush ho geya hai.hosla afzaaye ke liye teh dil se sukriya!!! aap ko pasand aaye bahut meharbani.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #20 on: December 10, 2009, 12:01:47 PM » |
|
ek koshish aasha ji.... galti maaf karna.
kiyon khwab tut gaye kyon sath chhut gaye yeh sochna ki tera bhi kuch to kasur hoga
kiyon de diya usne tujhe bewafa ka naam yeh sochna ki majbur woh bhi jarur hoga
tum to chal diye yadon ko le ke saath yeh sochna ki chahta to woh bhi zarur hoga
samir"dilse"
wah wahhh bohot khoob.bhoot acha reply kiya.try karti hu kuch.thora muskil he but let me try.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #21 on: December 10, 2009, 11:58:16 PM » |
|
dil ke dard ko kagaz pe utarun kaise bewafa keh kar tujhe aaj pukarun kaise
tere sath rehne ki thi adat sada mujhe in judai ki ghadiyon ko guzarun kaise
milna bichadna to khel hai kismat ka in hathon ki lakeeron ko sawarun kaise
samir"dilse"
Bahut khoob Samir Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #22 on: December 10, 2009, 11:59:15 PM » |
|
U R welcome Samir jee reply me likh rahi kuch galti maaf karna
kismat ne khela kuch aisa mere saath khwab khwab hi rahe jo dekhe the sath
uss ne de diya mujhe bewafa ka naam yeh to naseeb me tha jo hue mere saath
khush rahe vo sada her khushi mile usse main chali sab se door uski yadon ke sath
Wonderful response Asha Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #23 on: December 11, 2009, 03:38:00 PM » |
|
Nice creation samir ji and good response Khan ji and aasha ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #24 on: December 11, 2009, 04:46:12 PM » |
|
Nice creation samir ji and good response Khan ji and aasha ji
thanks rishi ji.... Bahut khoob Samir Ji
bahot bahot shukriya rajesh ji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #25 on: December 11, 2009, 04:47:52 PM » |
|
wah wahhh bohot khoob.bhoot acha reply kiya.try karti hu kuch.thora muskil he but let me try.
thanks asha ji.... aap bhi acha likhti hain.. keep trying.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #26 on: December 13, 2009, 05:22:34 AM » |
|
Wonderful response Asha Ji
Bahoot bahoot shukriya Rajesh Harish jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #27 on: December 13, 2009, 05:23:44 AM » |
|
Nice creation samir ji and good response Khan ji and aasha ji
Thanks Rishi jee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asha2089
Guest
|
|
«Reply #28 on: December 13, 2009, 05:29:47 AM » |
|
thanks asha ji.... aap bhi acha likhti hain.. keep trying.
Tareef ka bahut bahut shukriya.main koshish kar rahi reply me likhne kuch.pata nahi acha lagega ya nahi.galti maaf karna. kaho kyun saath chhuta kyun khwab toota unki nazron me basake fir gira kyun diya
kya kasoor tha mera kyun majboor kiya milake yu bichharne ka dard kyun diya
samir jee ye kyun ka jawab mujhe na mila khuda ne bhi kyun sun ke ansuna kar diya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samir_bc
Guest
|
|
«Reply #29 on: December 13, 2009, 08:34:42 PM » |
|
Tareef ka bahut bahut shukriya.main koshish kar rahi reply me likhne kuch.pata nahi acha lagega ya nahi.galti maaf karna.
kaho kyun saath chhuta kyun khwab toota unki nazron me basake fir gira kyun diya
kya kasoor tha mera kyun majboor kiya milake yu bichharne ka dard kyun diya
samir jee ye kyun ka jawab mujhe na mila khuda ne bhi kyun sun ke ansuna kar diya.
u r welcome asha ji. acha likha apne ....nice try...... likhte rahiye... keep it up. jo ho sake na pure, jo reh gaye adhure un khwabon ke tutne ka tu ab malal na kar
jo tujhe samjh saka na tere sang chal saka na uske sath chutne ka tu ab khayal na kar
jawab ban tu khud apne hi sawalon ka ro ro ker khuda se tu ab sawal na kar
samir"dilse:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|