Dil-e-Tarap

by Pooja on March 27, 2006, 04:51:22 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 6798 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: March 29, 2006, 04:44:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "lallu"
jo keh na sake wo fasana yaad aata hai
guzra hua dilkash jamana yaad aata hai

jab husn se ishq takraya tha kabhi
ghayal hua tha ek parwana yaad aata hai

raaton ko tanha yaad mein kisiki
dhuan udata ek deewana yaad aata hai


wah kaya baat hai, bahooot khoob!!!

kah dety jo fasana to koi sath nicha jaata
her gujart waqat ko, hasin lamhaat bana jaata

husan aor Ishaq ne to sari umar takrana hai
parwaane ka kaam, shama per jal jaana hai

raaton ko shama bhi unhi chupchap na jalati
pal pal khud ki aag mai, aise na tarapti

jalana uska kaam hai, jalati wo jayegi
bujh gai jis din yah shama, e-parwaane,
tuje uski bahoot yaad ayegi!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tarap by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
!!__-Tarap-__!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #16 on: March 29, 2006, 04:49:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Unse Bichde Hain Kayi Zamaane Se,..
Rota Hoon Aksar Kayi Bahaane SE,..
Naa Jaane Kyun Takleef Hoti Hai,..
Koi Mujhe Dekh kar Muskuraane SE,..


Good one!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 30, 2006, 07:22:00 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Ji,..

Ab To Ujdi Mehfilein Hi Mera Theekaana Hai,..
Naa Jaane Kyun Ujda Mera Ashiaana Hai,.
Ab To Dard-e-Judai Sehna Hai,..
Unse Bichde To Dushman Bhi Ye Zamaana Hai,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: April 16, 2006, 07:59:20 AM »
Reply with quote
kabhikuch, to kabhi kuch samjhaya khud ko
issi tarah se bahlaya khud ko
haqiqat khud ko khud ki pata thi mujko
phir bhi ashqo mai sajaya khud ko
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 16, 2006, 02:33:46 PM »
Reply with quote
Koun Samjha Hai Samjhaane Se,..
Yaad Bahoot Aati hai Kisi Ko Bhoolaane Se,..

Azeez Thi Hum Ko Meflein Bahoot,..
Ab To kahin Dil Nahi Lagte Wahan Jaane se,..

Tujhse Bichardkar Main Ghamon Mein Doob Gaya,..
Aur Muskuraya Nahi Mein Zamaane Se,..

____________-Azeem-______________
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #20 on: April 21, 2006, 06:41:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena is back"
gud gud didi..last 2 lines to bohot achi hai!!

 :D
Raat Ko Jalte Diye bhi Din mai Bujh jaya Karte Hai
   Aur ek hum hain jo ki Tere Pyar Me Din Raat Jala Karte Hai
   Saamne baithe raho dil ko qaraar aa'aegaa
   Jitnaa dekhenge tumheiN utnaa hi pyaar aa'aegaa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 21, 2006, 07:47:24 AM »
Reply with quote
Bahoot ache Tabrez Khan
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: April 24, 2006, 05:59:00 AM »
Reply with quote
Good one Tarbez khan
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #23 on: May 22, 2006, 06:03:05 AM »
Reply with quote
dil ki tadap ko samjhaya nahi jaata
tum bin ek pal bhi biataya nahi jaata
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 22, 2006, 09:03:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
dil ki tadap ko samjhaya nahi jaata
tum bin ek pal bhi biataya nahi jaata
Nice One


Dil Ki Tarap Ko Kisi Se Chupaya Nahi Karte,..
Kisi Ko Dil Mein Basaa Ka Bhulaaya Nahi Karte,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #25 on: May 25, 2006, 06:02:17 AM »
Reply with quote
bhulaya nahi kisi ko wo ruth gaya
aisa gaya ki wapis mudna phir bhool gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: May 25, 2006, 09:01:44 AM »
Reply with quote
Nice One Pankhuri Ji,..

Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai Yaaron,,.
Sada Apni Duniya Mein Aisa Nazaara,..
Kabhi Unko Phoolon Se Pooja Hai Sabne,..
Kabhi Jinko Logon Ne Pathar Se Maara,..

____________________________-Jaanasheen-

Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #27 on: May 26, 2006, 12:10:47 AM »
Reply with quote
WAH KAYA BAAT HAI, BAHOOT KHOOB JSHEEN JI!!

Phoolo se pooj kar wo pathar bana gaya
apna ho kar bhi, anjano mai mera naam likha gaya
zamaana dekhta hi raha tamsha sada se
apni juban se na jaane, kaya kaya suna gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: May 26, 2006, 08:08:24 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Ji,..
And Nice One,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: May 26, 2006, 08:10:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
WAH KAYA BAAT HAI, BAHOOT KHOOB JSHEEN JI!!

Phoolo se pooj kar wo pathar bana gaya
apna ho kar bhi, anjano mai mera naam likha gaya
zamaana dekhta hi raha tamsha sada se
apni juban se na jaane, kaya kaya suna gaya


Phool To Jhard Jayeinge Mausam Ke Bahaane,..
Koi Kaanton Se Seekhe Rishte Nibhaane,..
_____________________________________
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:59:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer