~*~duri ka dard~*~

by roshni246 on April 11, 2006, 12:30:27 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 23137 times)
ur_amar
Guest
«Reply #105 on: April 28, 2006, 04:26:10 PM »
Reply with quote
thx roshniji
thx nirbhay bhai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duri Kyun Hoti hai by pakipimpsta in Shayri-E-Dard
<>*sahi nahin jati tumse duri sanam*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Duri by yasmeen khan in Share:Love Poetry
DURI by heena i.s in Shayri-E-Dard
khaash yeh duri na hoti..... by Jaggu Diljale in Shayri for Dard -e- Judai
ur_amar
Guest
«Reply #106 on: April 28, 2006, 04:41:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
Quote from: "ur_amar"
Kaha hai tu, kin andhero me baitha hai,
Tham kar dard se sina,kis gum ko liye baitha hai..
Dhekh maine tere liye chandni se tasveer banai hai,
Par ek tu hai ki kagaj par dundhli lakeere liye baitha hai.......

Aarju gumnam huie har humrah begana huwa,
Jo sada se chala aaya hai wahi fasana huwa,
Milti hai saja Jurm-e-ulfat me kisi ko,
Par ek tu hai ki iljam sar apne liye baitha hai........

Bhul gaya hai koi mud k kisi ne na dhekha hai,
Mashroof jamane ne dard kisi ka kaha dhekha hai,
Wafa, judai, ishq, jajbat kagaj ki bate hai,
par ek tu hai ki Laila Majnu ki misale liye baitha hai......

yaad kartEy heIn tumhien raatoon mein
le kar sab arman ankhoon mein

haath tha tumhara mere hathoon mein
kushion ke raag thay fizaoon mein

kya kami thee humari wafaoon mein
jo chorh diya saath ulfat ki rahoon mein

karenge tumhien bhi shumar parayon mein
na aayen gay kabhi tumhari rahoon mein

chal paray hain hum jeven ki naye rahoon mein
le ke sab kushiyon kay rang ankoon mein

ek pagam hai tumaharay liyay in batoon mein
kareen gay aabad naya jaha kisi ki bahoon mein

jo aye phir kabhi tum humari rahoon may
na hoga kuch tumhare liyay in nighahoon main

!~ROSH~!

Khubsurat  shayri hai roshni ji....... wonder full

kosish karta hu.
Logged
roshni246
Guest
«Reply #107 on: April 28, 2006, 08:21:47 PM »

apki khoshishen din a din achi hoti jarahi hai !!! Puzzled !
Logged
ur_amar
Guest
«Reply #108 on: April 29, 2006, 04:13:59 PM »

Khoye rahte the ek dusre me jab hum tum,
Muhabbat ka wo jamana tujhe yaad to hoga...

Rah rah kar jatate the tum wafa-e-muhabbat,
Yakeen dilana wo kasmo ka khana tujhe yaad to hoga....

Diya tha jab tumne meri wafao ka sila,
Wo tute dil ki aawaj wo aasuo ka bahana tujhe yaad to hoga......

Ek jara si bat par jindgi meri tanha huie,
Mujhe yaad ho ya na ho wo fasana tujhe yaad to hoga.....

Kya fayda fool chadane se majar par muhabbat ki,
Aahe bhar bhar kar til til mera marna tujhe yaad to hoga............
Logged
roshni246
Guest
«Reply #109 on: April 30, 2006, 03:21:40 PM »

iska jawab hum apko denge !!!
khoshish jaari hai !!! Puzzled !  Puzzled !
Logged
roshni246
Guest
«Reply #110 on: April 30, 2006, 04:18:24 PM »
Reply with quote
Meri zindagi bhi tu kisi aur ki khoshi bhi tu
to hai meri zarorat tu kisi aur ki kami bhi tu

Meri diwangi main akssr rehti hai teri khwaish
Mera hoshohawaas banker milta hai bekhudi main tu

Teri dulhan banoon main,mere ye naseeb main na tha
Meri taqdeer tujhko manoon aur meri badnasibi main tu

Kisi aur ka hai to rahta hai saath bhi usi ke
meri rooh se koi poche milta hai mujhi main tu

Mera dil bas tujhko mange main kya karoo tuhi bata de
Meri Zid main rahker bhi milta hai bebasi main tu

Main zamana chor dongi tere ek iishare per
mujhe kuch khaber nahi hai meri diwanghi hai tu

Main karo bhi tu kaya karo? ab mujhe raasta bata de
to kisi aur ki hai chhat aur meri aashiqi bhi tu

Teri khatir sah rahi hun hoke majboor apne dil se
tera samjhota koi hai aur meri bandaghi hai tu

bebasi pyaar ki ye koi kaya samjhega es zamane main
mere gham ke es samunder main sahil ki kashti hai tu

Meri zindaghi bhi tu kisi aur ki khushi bhi tu

~rosh~
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #111 on: April 30, 2006, 04:40:22 PM »
Reply with quote
Wonderfull Roshni.......Very Nice!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #112 on: April 30, 2006, 04:49:35 PM »
Reply with quote
thxx touchy !!!
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #113 on: April 30, 2006, 04:54:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
Meri zindagi bhi tu kisi aur ki khoshi bhi tu
to hai meri zarorat tu kisi aur ki kami bhi tu

Meri diwangi main akssr rehti hai teri khwaish
Mera hoshohawaas banker milta hai bekhudi main tu

Teri dulhan banoon main,mere ye naseeb main na tha
Meri taqdeer tujhko manoon aur meri badnasibi main tu

Kisi aur ka hai to rahta hai saath bhi usi ke
meri rooh se koi poche milta hai mujhi main tu

Mera dil bas tujhko mange main kya karoo tuhi bata de
Meri Zid main rahker bhi milta hai bebasi main tu

Main zamana chor dongi tere ek iishare per
mujhe kuch khaber nahi hai meri diwanghi hai tu

Main karo bhi tu kaya karo? ab mujhe raasta bata de
to kisi aur ki hai chhat aur meri aashiqi bhi tu

Teri khatir sah rahi hun hoke majboor apne dil se
tera samjhota koi hai aur meri bandaghi hai tu

bebasi pyaar ki ye koi kaya samjhega es zamane main
mere gham ke es samunder main sahil ki kashti hai tu

Meri zindaghi bhi tu kisi aur ki khushi bhi tu
to hai meri zarorat tu kisi aur ki kami bhi tu

~rosh~

Beautiful...Roshni..keep it up
Logged
roshni246
Guest
«Reply #114 on: April 30, 2006, 04:56:59 PM »
Reply with quote
thxxx honey!!
Logged
biswas_amitabh
Guest
«Reply #115 on: April 30, 2006, 05:20:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
Quote from: "ur_amar"
Quote from: "roshni246"
Quote from: "ur_amar"
Kaha hai tu, kin andhero me baitha hai,
Tham kar dard se sina,kis gum ko liye baitha hai..
Dhekh maine tere liye chandni se tasveer banai hai,
Par ek tu hai ki kagaj par dundhli lakeere liye baitha hai.......

Aarju gumnam huie har humrah begana huwa,
Jo sada se chala aaya hai wahi fasana huwa,
Milti hai saja Jurm-e-ulfat me kisi ko,
Par ek tu hai ki iljam sar apne liye baitha hai........

Bhul gaya hai koi mud k kisi ne na dhekha hai,
Mashroof jamane ne dard kisi ka kaha dhekha hai,
Wafa, judai, ishq, jajbat kagaj ki bate hai,
par ek tu hai ki Laila Majnu ki misale liye baitha hai......

yaad kartEy heIn tumhien raatoon mein
le kar sab arman ankhoon mein

haath tha tumhara mere hathoon mein
kushion ke raag thay fizaoon mein

kya kami thee humari wafaoon mein
jo chorh diya saath ulfat ki rahoon mein

karenge tumhien bhi shumar parayon mein
na aayen gay kabhi tumhari rahoon mein

chal paray hain hum jeven ki naye rahoon mein
le ke sab kushiyon kay rang ankoon mein

ek pagam hai tumaharay liyay in batoon mein
kareen gay aabad naya jaha kisi ki bahoon mein

jo aye phir kabhi tum humari rahoon may
na hoga kuch tumhare liyay in nighahoon main

!~ROSH~!

Khoye rahte the ek dusre me jab hum tum,
Muhabbat ka wo jamana tujhe yaad to hoga...

Rah rah kar jatate the tum wafa-e-muhabbat,
Yakeen dilana wo kasmo ka khana tujhe yaad to hoga....

Diya tha jab tumne meri wafao ka sila,
Wo tute dil ki aawaj wo aasuo ka bahana tujhe yaad to hoga......

Ek jara si bat par jindgi meri tanha huie,
Mujhe yaad ho ya na ho wo fasana tujhe yaad to hoga.....

Kya fayda fool chadane se majar par muhabbat ki,
Aahe bhar bhar kar til til mera marna tujhe yaad to hoga............

iska jawab hum apko denge !!!
khoshish jaari hai !!! Puzzled !  Puzzled ![/quot

GUMSUM KISI KHAYAL ME ,HAR SHAM YE ANKHE
JHUKTE HUYE KARNE LAGI HAI SHAM YE ANKHE

JHEEL HAI YA MOUJ ME ,BAHATA HUA SAGAR
SHAYAD INHI KA ,AKHRI MUKAM YE ANKHE

YE WO NASHA HAI JO UTARNA JANTA NAHI
SABSE PURANI MAY KA KOI JAAM ,YE ANKHE

HAIRAN HU ,MAI KYA LIKHU,INPER KOI GHAZAL
SABSE HASI GHAZAL-E-UMAR KHAYYAM YE ANKHE

LIKHTE HUYE ,AKSAR KAHI,APNI KITABO ME
CHUP CHUP KE FIR PARTI HAI MERA NAAM YE ANKHE.

BISWAS_AMITABH
Logged
biswas_amitabh
Guest
«Reply #116 on: April 30, 2006, 05:21:18 PM »

«Reply #117 on: April 30, 2006, 05:27:12 PM »
Reply with quote
NICE ONE BIWAS JI!!!
Logged
biswas_amitabh
Guest
«Reply #118 on: April 30, 2006, 05:28:44 PM »
Reply with quote
THANKS ROSHNI JI.APKI SHAYARI GHAJAB KI HAI ,UR AMAR MERA DOST HAI USNE BATAYA AAPKA PATA
Logged
roshni246
Guest
«Reply #119 on: April 30, 2006, 06:21:46 PM »
Reply with quote
AAAAAHH really aapka shukriya !!!
to aap amar ji k dost hain !!! aapke dost aur apki shayari to kya kehna keep writing honey!!!
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 08:46:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer