!!DURIYA!!

by amrita on June 11, 2005, 07:33:14 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2795 times)
amrita
Guest
Reply with quote
Duriya bahut hai par intna samjhlo
pass rehkar bhi koi rishta khaas nahi hota,
tum dil ke pas itne ho
k duriyon ka ehsaas nahi hota...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ye duriya by jochahohojayein in Shayri for Dard -e- Judai
Duriya by Sonu in Miscellaneous Shayri
DURIYA BAHUT HAI....... by praveen k in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
Duriya(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Duriya nahi ho jati , dur janese...... by jyuthika in Miscellaneous Shayri
Talat
Guest
«Reply #1 on: June 11, 2005, 09:35:21 AM »
Reply with quote
bohot khoob............................!!!Amrita !!!!!!!!!!!!!
Logged
Last Mughal
Guest
«Reply #2 on: June 13, 2005, 05:24:45 AM »
Reply with quote
kya baat hai meri jaan.........................!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #3 on: June 13, 2005, 06:10:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "Last Mughal"
kya baat hai meri jaan.........................!!!!!!!!!!!!!!!!!



shukriya meri JAAN!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: June 14, 2005, 10:00:21 PM »
Reply with quote
buhat acha likha hai aap ney Amriat ji

For Sweet Amrita


aap yoon na damaan churaa ke jaiye
aakhair mera kasoor to bata ke jaiye
nahi jeena manzoor hamein aap ke baghair
agar jana hai hum ko mita ke jaiye
poochenge mujh se log naam qatel ka
yeh naqaab chehre se haata ke jaiye
kis ne tore hain phool mere khuwaabon ke
naam to mere raqeeb ka bata ke jaiye
dekhiye phir tanha reh jaoon ga main
aik chiraagh to mazar par jala ke jaiye
toote dil se bhi tum ko duaein den ge
na hoyeeye udaas muskora ke jaiye
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: June 15, 2005, 05:10:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Duriya bahut hai par intna samjhlo
pass rehkar bhi koi rishta khaas nahi hota,
tum dil ke pas itne ho
k duriyon ka ehsaas nahi hota...


wah... well said amrita!!!

 :D
Logged
amrita
Guest
«Reply #6 on: June 15, 2005, 06:01:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
buhat acha likha hai aap ney Amrita ji

For Sweet Amrita


aap yoon na damaan churaa ke jaiye
aakhair mera kasoor to bata ke jaiye
nahi jeena manzoor hamein aap ke baghair
agar jana hai hum ko mita ke jaiye
poochenge mujh se log naam qatel ka
yeh naqaab chehre se haata ke jaiye
kis ne tore hain phool mere khuwaabon ke
naam to mere raqeeb ka bata ke jaiye
dekhiye phir tanha reh jaoon ga main
aik chiraagh to mazar par jala ke jaiye
toote dil se bhi tum ko duaein den ge
na hoyeeye udaas muskora ke jaiye


humare khawabon mein sirf
 patjhad ke mausam hote hain
hum woh raqeeb hain
jo bin qatal kiye hi jaan lete hain..

whts the meaning of raqeeb by the way...??
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 15, 2005, 06:13:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
buhat acha likha hai aap ney Amrita ji

For Sweet Amrita


aap yoon na damaan churaa ke jaiye
aakhair mera kasoor to bata ke jaiye
nahi jeena manzoor hamein aap ke baghair
agar jana hai hum ko mita ke jaiye
poochenge mujh se log naam qatel ka
yeh naqaab chehre se haata ke jaiye
kis ne tore hain phool mere khuwaabon ke
naam to mere raqeeb ka bata ke jaiye
dekhiye phir tanha reh jaoon ga main
aik chiraagh to mazar par jala ke jaiye
toote dil se bhi tum ko duaein den ge
na hoyeeye udaas muskora ke jaiye


humare khawabon mein sirf
 patjhad ke mausam hote hain
hum woh raqeeb hain
jo bin qatal kiye hi jaan lete hain..

whts the meaning of raqeeb by the way...??
raqeeb= woh shkhs jo aap k mehboob s pyar kre
.....................................
Logged
vaibhav7143
Guest
«Reply #8 on: June 18, 2005, 08:10:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
buhat acha likha hai aap ney Amriat ji

For Sweet Amrita


aap yoon na damaan churaa ke jaiye
aakhair mera kasoor to bata ke jaiye
nahi jeena manzoor hamein aap ke baghair
agar jana hai hum ko mita ke jaiye
poochenge mujh se log naam qatel ka
yeh naqaab chehre se haata ke jaiye
kis ne tore hain phool mere khuwaabon ke
naam to mere raqeeb ka bata ke jaiye
dekhiye phir tanha reh jaoon ga main
aik chiraagh to mazar par jala ke jaiye
toote dil se bhi tum ko duaein den ge
na hoyeeye udaas muskora ke jaiye



JAB KABHI AAP KO KOI GUM SATAYE
KOI BHI BAAT DIL KO NA BHAYE
AANKHEN SAGAR CHALKAYE
YAAD KARKE DEKHNA HUME
KYA PATA KOI EK AANSOO KAM HO JAYE  ~~~  ~~~  ~~~  ~~~  ~~~
Logged
amrita
Guest
«Reply #9 on: June 18, 2005, 10:24:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "vaibhav7143"
Quote from: "fakharenaveed"
buhat acha likha hai aap ney Amriat ji

For Sweet Amrita


aap yoon na damaan churaa ke jaiye
aakhair mera kasoor to bata ke jaiye
nahi jeena manzoor hamein aap ke baghair
agar jana hai hum ko mita ke jaiye
poochenge mujh se log naam qatel ka
yeh naqaab chehre se haata ke jaiye
kis ne tore hain phool mere khuwaabon ke
naam to mere raqeeb ka bata ke jaiye
dekhiye phir tanha reh jaoon ga main
aik chiraagh to mazar par jala ke jaiye
toote dil se bhi tum ko duaein den ge
na hoyeeye udaas muskora ke jaiye



JAB KABHI AAP KO KOI GUM SATAYE
KOI BHI BAAT DIL KO NA BHAYE
AANKHEN SAGAR CHALKAYE
YAAD KARKE DEKHNA HUME
KYA PATA KOI EK AANSOO KAM HO JAYE  ~~~  ~~~  ~~~  ~~~  ~~~


Chot mitane ke liye aansoo bahaya
nahi jante they ki usne aur nasoor banaya

dard ko jab kisi ne dard se dekha
to dard e dil ko aur bhi dard hua

iss dard ne hi humare
is chot ko aur  nasoor banaya..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 18, 2005, 10:08:45 PM »
Reply with quote
Woh kehtey hai ki janey waley to gaye,
Par yadon ko kya jo humarey sath jayegi.
Kis baat ki saza de hai humein deykhney waley,
Ki abb dard aur aansuon se bari har ahh aayegi.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:43:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer