Ek Khayal~~~~~~

by Saba_Saba on July 11, 2005, 09:48:45 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 23805 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #120 on: January 01, 2006, 07:39:48 PM »
Reply with quote
Mom just too good

Anjaan they un raaho.n se
jo ishq me hum ne kaati hai
Apno me hi nahi gairo.n me Sanam
Hum ne to mohabbat baati hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek khayal .... ( Divya) by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
aaj koi khayal aaye na by saahill in Miscellaneous Shayri
Khayal ki Titli by dksaxenabsnl in Share Poetry You Like
Khayal..... by satish-Aman in Ghazals
Khayal by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
harashmahajan
Guest
«Reply #121 on: January 04, 2006, 06:26:08 AM »
Reply with quote
bahoot khoob sonu ji...

Uthha jo aitbaar apne yaar ka,
bas hua hai silsila intzaar ka.

Kumhla gaye hain phool mere baag ke,
Dafan ho gaya hai mausam karaar ka.

Quote from: "Sonu"
shukriya harash ji... khney ko to lafaz nahi mager suney ko to koi harz nahi hia... dil chahey ketna bhi roey mager bataney ko koi alfaz nahi hia...

bahoot khoob harash ji...

kyaamat jo husn waalo ne di
maatam bichaa rakkha hai tanhaai main bhi
laakh samjhaaya par samajh na paya.. yeh dil
ghaayal kar rakkha hai bewafaaii main hee...

thanks gudiyaa...

saba tumney bhi bahot acha likha hai...

abb toh bas aarzoo hi na rahi
jab se hum dil ko duubo baithey
woh bijli gira gaye hum par
aur hum.. zindgi bhula baithey
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #122 on: January 04, 2006, 06:36:41 AM »
Reply with quote
theek kaha saba ji..lekin kya karein aahein nikalti hain na...

kahaan pade hum deewano se bekaaron ki basti main,
kab milega saahil humko, makkaron ki basti main.

lage ab jeena mushqil hai yuin, kaale tang dil waalon main,
kya jaane ab hoga kya , in gaddaron ki basti main.

Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Sonu"
harash ji... yea kadem ab ruk nahi pangey... basi ahi jindi yaad es dil mey usey bhula na paehngey, ab to her ek beywafa legta hai bus dildaro ki kami nahi hai es jahan mey...

bahoot khoob harash ji...

khud ko gunhagar samjhtey keo ho, jo tumhra kabhi tha he nahi usey apna kheytey keo hoo, jinkey ahkho mey mudadto sey bahrey hia ansoo unko khushi key pal deytey keo hoo, bikhar jangey sab ahkh key moti unko puchtey keo ho

waah sonu ji...ab kya kahoon..

Kho gaya yuin yaadgaar pyaar yaar bheed main,
Ho gaya hai dil ka saaz taar-taar bheed main.

Kyuin karein Gila, Unki Bewazeh Judayee ka,
ker gaya woh dil pe waar aar-paar bhed main.

Kab tak chhipe ye dard unki be-wafayee ka,
Dus raha jo ban ke naag, baar-baar bheed main.

Bhool ker bhi bhoolte nahi hain din shabaab ke,
Ro raha hai dil bhi aaj , Jaar-jaar bheed main.

Berang khaton ke dher, dekh ker kareeb se,
'harsh' roye jaar-jaar baar-baar bhed main.

Logo ke hujum me hum akele rahe
Roshni ki talash me bejaan andhere rahe

Tum se wada tha ek mulaqat ka
Hum tere intezar me savere rahe

Tum huye juda sab rounke lekar SABA
Ab humare paas bas duniya ke bakhere rahe
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #123 on: January 04, 2006, 09:38:45 AM »
Reply with quote
Harash Ji ...... Bohat kuchh feel kar rahi hu
Aap ke shero.n se aag ki lipte nikal rahi hai

Chalo ek aisa jaha basaye
Jaha ho bas mohabbat ki baharein
Har aankh me jugnu chamke
Har lab aasudgi se muskuraye.n

mili_genie
Guest
«Reply #124 on: January 04, 2006, 08:58:37 PM »
Reply with quote
good saba ji..... and harsh sir ji......Usual Smile

Yeh pyaar to jhutha wada hai,
Kab koi pyaar nibhata hai???
Ehsaas dilakar chaahat ka,
Har koi judaa ho jaata hai...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #125 on: January 05, 2006, 06:46:27 AM »
Reply with quote
Saba ji...humaare dil se nikle ashars agar aapko feel kerne pe mazboor karein toh hum samjhenge ki hum apne jajbaaton main kaamyaab hue....bahoot umda jawaab diya ...aapne bhi feel kerne ko mazboor kertien hain....bahoot khoob saba ji...

Kitne hi Imtihaan se Guzri hai Zindagi,
baloo main padi naav si thehri hain zindagi.

Aayega inklaab ye sunte rahein hain hum,
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.

Tere labo.n pe rakh ke lab apna ai sahil,
us din ke intzaar main thehri hai zindagi.

«Reply #126 on: January 05, 2006, 06:53:05 AM »
Reply with quote
Shukriya mili ji.....aisa ahsaas nahi paalna chahiye mili ji..bahoot achha likha aapne....leking shaks ko umeed ka daaman nahi chhorna chiye./...

Jiski hamein talaash thi socha ki paa gaye,
Ik boond ko talaashte sehra main aa gaye.

Seedhi khuli kitaab hai apni ye zindagi,
Phir bhi gamon ke saaye ghataaon se chha gaye.

Hamdard ban ke khaar ne daaman pakad liya,
kutchh der ke liye sahi dhokha toh kha gaye.

Quote from: "mili_genie"
good saba ji..... and harsh sir ji......Usual Smile

Yeh pyaar to jhutha wada hai,
Kab koi pyaar nibhata hai???
Ehsaas dilakar chaahat ka,
Har koi judaa ho jaata hai...
Logged
Princess21
Guest
«Reply #127 on: January 05, 2006, 06:53:38 AM »
Reply with quote
BUhat ache!! Sub ne buhat acha likha!!
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #128 on: January 06, 2006, 08:22:29 PM »
Reply with quote
ji bohat kuchh feel kar rahi hu

Chahe wo takalluf kre chahe mushkil me daal de
Lekin tu us ke paao se kaanta nikal de
Chahe mazak me woh meri baat taal de
Ilzaam e bewafayi magar kya majal de
Kab tak rahega apni ana ka aseer tu
Behtar hai khud ko waqt ke saanche me dhal de
Kab ki hai maine chand siaro.m ki aarzu
lekin jo kuchh bhi de mere hasb-e-haal de
Islaaf ke bataye huye raasto.n pe chal
Woh kaam kar ke har koi teri misaal de
Is daur me siley ki tamanna se dar guzar
Neki to kar magar usey darya me daal de
Itni guzarishat bhi achhi nahi SABA
Aisa na ho ke kal woh koi baat taal de ... tongue3

Quote from: "harashmahajan"
Saba ji...humaare dil se nikle ashars agar aapko feel kerne pe mazboor karein toh hum samjhenge ki hum apne jajbaaton main kaamyaab hue....bahoot umda jawaab diya ...aapne bhi feel kerne ko mazboor kertien hain....bahoot khoob saba ji...

Kitne hi Imtihaan se Guzri hai Zindagi,
baloo main padi naav si thehri hain zindagi.

Aayega inklaab ye sunte rahein hain hum,
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.

Tere labo.n pe rakh ke lab apna ai sahil,
us din ke intzaar main thehri hai zindagi.

Quote from: "Saba_Saba"
Harash Ji ...... Bohat kuchh feel kar rahi hu
Aap ke shero.n se aag ki lipte nikal rahi hai

Chalo ek aisa jaha basaye
Jaha ho bas mohabbat ki baharein
Har aankh me jugnu chamke
Har lab aasudgi se muskuraye.n

Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #129 on: January 06, 2006, 08:28:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "mili_genie"
good saba ji..... and harsh sir ji......Usual Smile

Yeh pyaar to jhutha wada hai,
Kab koi pyaar nibhata hai???
Ehsaas dilakar chaahat ka,
Har koi judaa ho jaata hai...

Thanxxxxx Mili Genie aur Neha

Bohat sahi kaha hai aap ne

Moond kar aankh mai dil thame huye baithi hu
Mud ke dekhugi to ho jaaugi pat.thar logon
Rooh ke zakham purane hai bohat gehre hai
Dhoond ke laao kahi se naye khanjar logon
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #130 on: January 07, 2006, 05:18:08 AM »
Reply with quote
saba ji aap feel karein our soch main ashars na ubharein ..ye kaise ho sakta hai....takalluf ho ya mushkil..kanta toh nikaalna i padega na :oops:
mazaak kabhie-kabhie khud hi saanche main dhal jaata hai..Ru........... :oops: ji  bahoot khoob...

Hum toh teri Justju main the niha.n jo ab talak,
pyaar ke kisse the jo pal main fasaane ho gaye.

Milne pe teri aarzu main jo sakoo.n muzhko mila,
sach baharo.n ke woh din Guzre zamane ho gaye.

Chhah thi hum, hum-safur, tere bane ab hum-bagal,
khwaab woh apne suhaane sab thikaane ho gaye.

Dard ab seene main fir-fir doond-ta hai raasta,
chot kha ke 'harsh' apne kai thhikaane ho gaye.

Quote from: "Saba_Saba"
ji bohat kuchh feel kar rahi hu

Chahe wo takalluf kre chahe mushkil me daal de
Lekin tu us ke paao se kaanta nikal de
Chahe mazak me woh meri baat taal de
Ilzaam e bewafayi magar kya majal de
Kab tak rahega apni ana ka aseer tu
Behtar hai khud ko waqt ke saanche me dhal de
Kab ki hai maine chand siaro.m ki aarzu
lekin jo kuchh bhi de mere hasb-e-haal de
Islaaf ke bataye huye raasto.n pe chal
Woh kaam kar ke har koi teri misaal de
Is daur me siley ki tamanna se dar guzar
Neki to kar magar usey darya me daal de
Itni guzarishat bhi achhi nahi SABA
Aisa na ho ke kal woh koi baat taal de ... tongue3

Quote from: "harashmahajan"
Saba ji...humaare dil se nikle ashars agar aapko feel kerne pe mazboor karein toh hum samjhenge ki hum apne jajbaaton main kaamyaab hue....bahoot umda jawaab diya ...aapne bhi feel kerne ko mazboor kertien hain....bahoot khoob saba ji...

Kitne hi Imtihaan se Guzri hai Zindagi,
baloo main padi naav si thehri hain zindagi.

Aayega inklaab ye sunte rahein hain hum,
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.

Tere labo.n pe rakh ke lab apna ai sahil,
us din ke intzaar main thehri hai zindagi.

Quote from: "Saba_Saba"
Harash Ji ...... Bohat kuchh feel kar rahi hu
Aap ke shero.n se aag ki lipte nikal rahi hai

Chalo ek aisa jaha basaye
Jaha ho bas mohabbat ki baharein
Har aankh me jugnu chamke
Har lab aasudgi se muskuraye.n

Logged
Sonu
Guest
«Reply #131 on: January 08, 2006, 05:47:09 AM »
Reply with quote
sabney bhot he acha likha hia.... wonderful all

izhar-e-ishq agar kar dete jo sar-e-aam
to hume bhi kuch apne hasti ka ehesas ho jata!
aisa to lagta ke humare lye bhi koi hai...
jo kar dega usska sub kuch mere naam....!
na sona, na chandi chaya hia humey
bus ek ho dil unka meyrey naam....!
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #132 on: January 09, 2006, 06:41:35 PM »
Reply with quote
Harsh Ji & Mom Bohat KhuuB

Mai kuchh is tarah dil ki baat kehna chahugi

Jab se tere naam kar di, zindagi achhi lagi
Tera gum achha laga, teri khushi achhi lagi
Tera pekar, teri khushbu, tera lehja, teri baat
Dil ko teri guftugu ki saadgi achhi lagi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #133 on: January 10, 2006, 03:46:15 AM »
Reply with quote
thanks saba... bahut khoob likha tumney...

Fitrat me nahi Humare,
Mohabbat me aason Bahana,
Bewafaiko unki apni yadon me dohrana,
Do boond Sharab ki,
Bhuladeti hai sare gam,
Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me
Nikal padte hai Hum !!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #134 on: January 10, 2006, 07:05:52 AM »
Reply with quote
are re re re ye kya hua sonu tumeh..is kadher badlaav...kahaan se kahaan phoonch gayeein....

Chain se beete the kutchh din ab toh ye hona hi tha,
Jurm hasne ka kya tha Ik din ye hona hi tha. Usual Smile

Quote from: "Sonu"
thanks saba... bahut khoob likha tumney...

Fitrat me nahi Humare,
Mohabbat me aason Bahana,
Bewafaiko unki apni yadon me dohrana,
Do boond Sharab ki,
Bhuladeti hai sare gam,
Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me
Nikal padte hai Hum !!
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 09:04:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer