Saba_Saba
|
«Reply #165 on: January 26, 2006, 08:39:45 PM » |
|
Saba ji very nicely said.......
judai ki ghari mai jo dekha mud kar usne us manzar ko aaj bhi yaad karte hai jab dheemi hone lagti hai saanse hum band kar aankhe tumko dekh lete hai.... Vikas very nice aap se judayi ke baare me kya kahu woh manzar dil bhool nahi pata woh aansu aaj bhi dil par girte hai jab us ne kaha tha alvida woh lafz mere kaano me ab bhi gunjte hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #166 on: January 26, 2006, 08:44:25 PM » |
|
bahut khoob saba ji suraj ke bina sabera kaha, teri yadoon ke bina basera kaha, laakh kaali raat ho yaha lekin, ik chand dikh jaye fir andhera kaha.
tumne to kar dia juda mujhe, wo mitti ke khilone,aur gudiyan kaha, mudh gaye modh par majboori thi meri, tumse alag ho kar ab jeena kaha.........1 Thanx Shirish Ji aap ne bohat khuub likha sab kuchh luta ke bhi jee liye hum muskurake bhi jee liye tu khush tha hum se duur hokar yehi soch kar besabab hi jee liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sonu
Guest
|
|
«Reply #167 on: January 27, 2006, 04:09:07 AM » |
|
nice shirish ji... harash ji... and gudiya... sabhi ney bahut acha likha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #168 on: January 27, 2006, 10:57:00 AM » |
|
bahoot bahoot shukriya vikas ji ...bahoot sunder likha aapne..judayee ka gum wakya main aisa hi hota hai... Judayee ne teri humko, dewaana bana diya, apne hi ghar ko humne maikhana bana liya. wow sonu and harsh ji great going........
Judaai ka ghum, aisa hota hai, dil mein tadap ankhon mein ansoon hote hain, shikayath kare tho kisse, jab chahne wale hi door hote hain Thanks and great again Harsh Ji. Chehra kuch aisa basa hai unka nazaro mai mai ko bhi dekhta hun to darta hun peene se aine se mohabbat ho aye hao ab to mujhe jab bhi dekhta khudko paata hun unka chehra.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #169 on: January 27, 2006, 11:04:12 AM » |
|
Saba ji very nicely said.......
judai ki ghari mai jo dekha mud kar usne us manzar ko aaj bhi yaad karte hai jab dheemi hone lagti hai saanse hum band kar aankhe tumko dekh lete hai.... Vikas very nice aap se judayi ke baare me kya kahu woh manzar dil bhool nahi pata woh aansu aaj bhi dil par girte hai jab us ne kaha tha alvida woh lafz mere kaano me ab bhi gunjte hai Thanks Saba and wonderfully expressed the feelings. veerano main jake baithea hun tumse juda hone ke baad har apna paraya sa lagta hai har parchaai se darta hun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #170 on: January 28, 2006, 08:49:58 PM » |
|
Saba ji very nicely said.......
judai ki ghari mai jo dekha mud kar usne us manzar ko aaj bhi yaad karte hai jab dheemi hone lagti hai saanse hum band kar aankhe tumko dekh lete hai.... Vikas very nice aap se judayi ke baare me kya kahu woh manzar dil bhool nahi pata woh aansu aaj bhi dil par girte hai jab us ne kaha tha alvida woh lafz mere kaano me ab bhi gunjte hai Thanks Saba and wonderfully expressed the feelings. veerano main jake baithea hun tumse juda hone ke baad har apna paraya sa lagta hai har parchaai se darta hun Beautiful ....... Vikas Parchaiya ateet ki mujhe jeene nahi deti Yaadein teri raat bhar sone nahi deti Mai chah kar bhi is se duur ho nahi paayi yeh zindagi kaisee hai ke marne nahi deti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #171 on: January 29, 2006, 11:35:00 AM » |
|
Saba ji very nicely said.......
judai ki ghari mai jo dekha mud kar usne us manzar ko aaj bhi yaad karte hai jab dheemi hone lagti hai saanse hum band kar aankhe tumko dekh lete hai.... Vikas very nice aap se judayi ke baare me kya kahu woh manzar dil bhool nahi pata woh aansu aaj bhi dil par girte hai jab us ne kaha tha alvida woh lafz mere kaano me ab bhi gunjte hai Thanks Saba and wonderfully expressed the feelings. veerano main jake baithea hun tumse juda hone ke baad har apna paraya sa lagta hai har parchaai se darta hun Beautiful ....... Vikas Parchaiya ateet ki mujhe jeene nahi deti Yaadein teri raat bhar sone nahi deti Mai chah kar bhi is se duur ho nahi paayi yeh zindagi kaisee hai ke marne nahi deti Very good Saba Tod dete ha dil ko sad hi sitamgarh aur wajaha is bewahaai ki bataya nahi karte mehkte rehte hai dil ke chaman mai aur is par haq bhi jatane nahi dete
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #172 on: January 29, 2006, 12:45:43 PM » |
|
Saba ji very nicely said.......
judai ki ghari mai jo dekha mud kar usne us manzar ko aaj bhi yaad karte hai jab dheemi hone lagti hai saanse hum band kar aankhe tumko dekh lete hai.... Vikas very nice aap se judayi ke baare me kya kahu woh manzar dil bhool nahi pata woh aansu aaj bhi dil par girte hai jab us ne kaha tha alvida woh lafz mere kaano me ab bhi gunjte hai Thanks Saba and wonderfully expressed the feelings. veerano main jake baithea hun tumse juda hone ke baad har apna paraya sa lagta hai har parchaai se darta hun Beautiful ....... Vikas Parchaiya ateet ki mujhe jeene nahi deti Yaadein teri raat bhar sone nahi deti Mai chah kar bhi is se duur ho nahi paayi yeh zindagi kaisee hai ke marne nahi deti Very good Saba Tod dete ha dil ko sad hi sitamgarh aur wajaha is bewafaai ki bataya nahi karte mehkte rehte hai dil ke chaman mai aur is par haq bhi jatane nahi dete Greatttt .... VIKA SvERY TRUE Sitamgar jo thehre sitam to karenge Jafao ko apni wafa woh kahenge Jo pholo ke beech aa hi gaye hai SABA To zakham kaanto ke bhi hum hans ke sahenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #173 on: January 30, 2006, 09:33:51 AM » |
|
Very beautifuly written Saba
daag duniyaa ne diye zakhm zamaane se mile ham ko ye tohfe tumhein dost banaane se mile Hum tarste hi tarste hi tarste hi reh gaye hume to bas faaslea faaslee aur faaslee hi mile
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #174 on: January 30, 2006, 07:41:00 PM » |
|
very Nice Vikas
Dard aur faasle yeh bhi bohat hai Kuchh to daaman me mere aaya hai Na raas aati hai mujhe kuchh pal ki khushi Jaane gumo.n ka kaisa mujh pe saaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #175 on: January 31, 2006, 07:08:18 AM » |
|
very Nice Vikas
Dard aur faasle yeh bhi bohat hai Kuchh to daaman me mere aaya hai Na raas aati hai mujhe kuchh pal ki khushi Jaane gumo.n ka kaisa mujh pe saaya hai Saba very good and verrrry good us chandni raat mai jab mile the pehli baar hum Kab bhulta hai dil us dilo ke milan ki raat ko nahi rehta kuch aur yaad aur na aata hai karar ab intezaar mai hai aaj bhi kab aayegi wo shab-eraat abb.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #176 on: February 01, 2006, 06:04:56 PM » |
|
very Nice Vikas
Dard aur faasle yeh bhi bohat hai Kuchh to daaman me mere aaya hai Na raas aati hai mujhe kuchh pal ki khushi Jaane gumo.n ka kaisa mujh pe saaya hai Saba very good and verrrry good us chandni raat mai jab mile the pehli baar hum Kab bhulta hai dil us dilo ke milan ki raat ko nahi rehta kuch aur yaad aur na aata hai karar ab intezaar mai hai aaj bhi kab aayegi wo shab-eraat abb. WoWWWWW Vika s ... simply fantastic Woh raat aur woh chandni ka fasoo Us par teri mohabbat ka jaadoo Yaad aate hai jab bhi woh pal Dil mera ho jata hai phir be kaaboo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #177 on: February 02, 2006, 07:15:15 AM » |
|
very Nice Vikas
Dard aur faasle yeh bhi bohat hai Kuchh to daaman me mere aaya hai Na raas aati hai mujhe kuchh pal ki khushi Jaane gumo.n ka kaisa mujh pe saaya hai Saba very good and verrrry good us chandni raat mai jab mile the pehli baar hum Kab bhulta hai dil us dilo ke milan ki raat ko nahi rehta kuch aur yaad aur na aata hai karar ab intezaar mai hai aaj bhi kab aayegi wo shab-eraat abb. WoWWWWW Vika s ... simply fantastic Woh raat aur woh chandni ka fasoo Us par teri mohabbat ka jaadoo Yaad aate hai jab bhi woh pal Dil me ho jata hai phir be kaaboo Great simply fantastic SABA jisko dil ne apna maan liya use dil todne ke aadat hai hume to dil jodna aata that par unhe to todne ki addat hai hume bardasht karne aat tha par use to mazak karne ki aadat hai hume to khus rehna aat hai par usse to gum dene ki aadat hai ashko ko to hum chupa lenge par unko tadpane ki aadat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #178 on: February 04, 2006, 03:15:51 PM » |
|
Very nice Vikas
Jo hua haal mera us ne suna to hoga Us ke armaano ka bhi khoon hua to hoga Dil me yaado ke haseen phool khile to hoge Aankh me ashko ka toofan utha to hoga Ho rahe honge meri darbadri ke charche Bazm me un ki mera zikar chhira to hoga Khashmagi nazre yeh kehti hai ke kuchh kehna hai Unko khud apni is haalat ka pata to hoga Woh batayenge nahi puchh ke dekh Saba Zindagi me magar unki bhi khala to hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vikas2210
Guest
|
|
«Reply #179 on: February 04, 2006, 07:12:59 PM » |
|
Very nice Vikas
Jo hua haal mera us ne suna to hoga Us ke armaano ka bhi khoon hua to hoga Dil me yaado ke haseen phool khile to hoge Aankh me ashko ka toofan utha to hoga Ho rahe honge meri darbadri ke charche Bazm me un ki mera zikar chhira to hoga Khashmagi nazre yeh kehti hai ke kuchh kehna hai Unko khud apni is haalat ka pata to hoga Woh batayenge nahi puchh ke dekh Saba Zindagi me magar unki bhi khala to hoga Saba wooowwwwww ur writing shows the pain and love both. Meri is haalat ka unko pata to hoga hua hai mera jo haal unko pata to hoga rooti hai meri aanke ek aansu unki aankh mai aaya to hoga dhadkta hai jo mera dil dard unko hua to hoga mangi jo maine maut kafan unhone to kharida hi hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|