Ek Khayal~~~~~~

by Saba_Saba on July 11, 2005, 09:48:45 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19
ReplyPrint
Author  (Read 23722 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #210 on: February 26, 2006, 11:08:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
very nice posts saba faree and nawabian.......


pata hai tu mera naseeb nahi
tu mera khwab hai haqikat nahi
mere sapno mai bas tu hi tu hai
tere khayalo mai kaya hu jo mai nahi.............


Thanxxx Vikas and very nice

sapno me basa ke tumhe
aankho ko jo band kar lu
Koi shikwa na ho RAB se
Jo zindagi yu hi basar kar lu
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek khayal .... ( Divya) by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
aaj koi khayal aaye na by saahill in Miscellaneous Shayri
Khayal ki Titli by dksaxenabsnl in Share Poetry You Like
Khayal..... by satish-Aman in Ghazals
Khayal by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #211 on: February 26, 2006, 11:41:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"
Kya Likhu, Likha Nahi Jaata
Bin Tere Ab Raha Nahi Jaata
Yeh Kaisi Uljhan, Yeh Kaisi Bebasi
Jee Raha Hoon, Per Jeeya Nahi Jaata


Faree Cool one

Likh ke siyah kar diya
har ek panna tere naam se
Phir diya dhoka khud ko
de ke kitab ka tohfa tere naam se
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #212 on: March 03, 2006, 02:18:39 PM »
Reply with quote
Saba ji very nice......

meri chahat mai koi kami na thi
jo mera payar begana ho gaya
woh sonchte hai khush hain hum
par humme hanse to zamana ho gaya........
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #213 on: March 04, 2006, 08:46:01 AM »
Reply with quote
tamannao ko tadapna aap hi ne sikhaya hoga
ek hi khayal ko yaad karna aap hi ne sikhaya hoga
woh to ek humsafar tha use sathi aap hi ne banaya hoga.
jo woh teri neendo main ane lage
itna majboor bhi aap ne hi banaya hoga
koi mohabbat is tarah nahi aati
uske dil ko aapke dil ne bulaya hoga
agar woh saks tera pyaar hai to
kasam mohabbat ki khuda ne use sabse juda banaya hoga

ye chota sa najrana aap ko pesh kar raha hoon
koosis ka dariya laya hoon mohabbat ka paigam laya hoon
pahchan mujhe main koi aur nahi sirf tera saya hoon.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #214 on: March 04, 2006, 02:37:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "mohsin akhter"
tamannao ko tadapna aap hi ne sikhaya hoga
ek hi khayal ko yaad karna aap hi ne sikhaya hoga
woh to ek humsafar tha use sathi aap hi ne banaya hoga.
jo woh teri neendo main ane lage
itna majboor bhi aap ne hi banaya hoga
koi mohabbat is tarah nahi aati
uske dil ko aapke dil ne bulaya hoga
agar woh saks tera pyaar hai to
kasam mohabbat ki khuda ne use sabse juda banaya hoga

ye chota sa najrana aap ko pesh kar raha hoon

koosis ka dariya laya hoon mohabbat ka paigam laya hoon
pahchan mujhe main koi aur nahi sirf tera saya hoon.


Supetb ... Mohsin Akhtar ji ..... Aisa laga mere saare khayalo ko ek gazal me piro diya aap ne ...
Ek khayal .... ka saara nichod is gazal me hai ....

Logged
raz patel
Guest
«Reply #215 on: March 07, 2006, 06:11:16 PM »
Reply with quote
wah  wah  saba
                      to  suno hamari  orse.
mohabbat 1se ho to  bholapan hai
2se ho to apnapan hai
3se ho to deewanapan hai
4se ho to pagal pan hai
or agar firbhi na ruke to KAMINAPAN HAI
..........RAZ
Logged
raz patel
Guest
«Reply #216 on: March 07, 2006, 06:15:27 PM »
Reply with quote
SABA  SABA  plz
send  this  pic  really  i  like
Logged
raz patel
Guest
«Reply #217 on: March 07, 2006, 06:16:57 PM »
Reply with quote
saba yane  phool
phool  yane  honey
hony yane saba
saba  yane  sweet......raz
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #218 on: March 08, 2006, 02:02:01 PM »
Reply with quote
kya likhu ye dil samajh nahi pata
tere khyalo main hi yu hai waqt gujar jata
arman hai koi majboor kare likhne ko
ke bin likhe ab raha nahi jata

hatho ko adat hai kuch kar gujarne ki
dil ko hasrat hai kisi se mohabbat karne ki
ek kwab hi to tootta hai neend ke khulne par
magar mujhe adat hai kwab main tumse milne ki

teri zulfe jo bikre to samet jata hoon
kasam khuda ki thuje aur sirf tujhe chahta hoon
jo jaam nahi piya phir bhi bahak jata hoon
tere naam ko sun ne se hi machal jata hoon
tu soch yahan ka alam kya hoga
jo din bhar teri baton main gujar jata hai

ek aur kosis hai

sayar ki sayri main ek sair baki hai
sayari main abhi saman ka naam baki hai

mohsin akhter
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #219 on: March 09, 2006, 10:15:25 AM »
Reply with quote
Na Wo Mujhe Bhooli Hogi,..
Aur Na Wo Raat Ko Soyi Hogi,..
Humne Na Socha Tha Kabhi Ke Judai Hogi...
Shayad Khuda Ne Sune Liya Hoga.
Jab Humne Na Bichardne Ki Kasam Khai Hogi,..

Logged
Meena is back
Guest
«Reply #220 on: March 09, 2006, 06:25:22 PM »
Reply with quote
wonderful!!!  :D
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #221 on: March 11, 2006, 05:05:16 PM »
Reply with quote
tera khayal jab aaya to saath mai aayi
us pal ki yaad jis pal hum mile they
aayi us lamhe ki yaad jab hum juda hue they
aai yaad phir teri yaad aur aayi
teri har woh baat jo kahi ya ankahi....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #222 on: March 11, 2006, 07:28:56 PM »
Reply with quote
very  nice    Vikas..............bahot  khoob......
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #223 on: March 16, 2006, 04:42:00 PM »
Reply with quote
Very Nice Vikas

Na kaam ho ke dil ne yeh kaam kar diya hai
Naam o nishan humara be naam kar diya hai

Kab khatm hoga ya RAB mausam judaiyo ka
Ro ro ke hum ne din ko fir sham kar diya hai

Jo dekhta hai hum ko leta hai naam tera
Hum ko mohabbato ne badnam kar diya hai

Ab tak faseel par hai apne diye salamat
Hum ne hawa ka hamla na kaam kar diya hai

Dil tak bhara hua tha khwahisho ke meh se
Ab zindagi ne khali yeh jaam kar diya hai

Hum ne Saba us ko chaha tha dil hi dil me
Us ne fasana e dil kyu aam kar diya hai
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #224 on: March 18, 2006, 04:06:14 AM »
Reply with quote
thanks Waheed

and Saba very nice and thanks.

mere khayal se se wo meri thi
par uska khyal kahin aur tha

sapne mai uske dekhta tha
par uska sapna koi aur tha

dhadhkta tha dil mere uske khyal se
par uske khayalo mai koi aur tha

nami reti hai meri aankho mai aaj bhi
par accha lagta hai hansi uski dekh kar aaj bhi
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:11:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.206 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer