Ek Khayal~~~~~~

by Saba_Saba on July 11, 2005, 09:48:45 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19
ReplyPrint
Author  (Read 23794 times)
mohsin akhter
Guest
«Reply #225 on: March 18, 2006, 02:06:25 PM »
Reply with quote
Kuch batain tumhe bhi bechain karti hogi
dil ki dhadkan bhi anhe bharti hogi
tanha rahna tum chahte to
Na jane kitni mahfil tumhara intzaar kati hogi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek khayal .... ( Divya) by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
aaj koi khayal aaye na by saahill in Miscellaneous Shayri
Khayal ki Titli by dksaxenabsnl in Share Poetry You Like
Khayal..... by satish-Aman in Ghazals
Khayal by Lovely-Prince in Shayri for Dard -e- Judai
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #226 on: March 23, 2006, 07:44:13 PM »
Reply with quote
Hello Mohsin Ji
Lijiye aa gaye fir mehfil me Usual Smile

Tanhayi ka bhi apna maza hai
yeh to hum ne tanha reh kar jaana hai
Mehfilein raas aati nahi aksar
akele pan me sab kuchh apna hai
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #227 on: March 28, 2006, 01:03:33 PM »
Reply with quote
is mahfil main ane ka sukriya
mujhko mohsin kahne ka sukriya
do ijajat to tere dard ko bhi main bat loo
apni mahfil main mujhe lane ka sukriya
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #228 on: March 29, 2006, 01:49:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "Saba_Saba"

Lijiye aa gaye fir mehfil me Usual Smile

Tanhayi ka bhi apna maza hai
yeh to hum ne tanha reh kar jaana hai
Mehfilein raas aati nahi aksar
akele pan me sab kuchh apna hai


bahut khoob saba ji and good one mohasin bhai.....

HUM AISE MAHAFIL ME KAISE JAYEN,
JAHAN KE MANJAR HUMEN JALAYEN.....
GAR HAI JALNA, JALENGE TANHA,
TUMKO APNI TANHAIYON ME KAISE LAYEN....
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #229 on: March 29, 2006, 02:09:53 PM »
Reply with quote
kya baat hain mere bhai bahoot khoob likha hai


tanha jaloge ye ruswai dosti ki hogi
tere sath jalne ki meri bhi aarzoo hogi
jo na bulaya aapne apni mahfil main
to baad marne ke mere apko meri juftzoo hogi
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #230 on: March 29, 2006, 06:28:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "mohsin akhter"
is mahfil main ane ka sukriya
mujhko mohsin kahne ka sukriya
do ijajat to tere dard ko bhi main bat loo
apni mahfil main mujhe lane ka sukriya


Allah itne saare shukriya .... kahi dab hi na jaau :wink:

Baar hua is dil par bohat shukriya
Humko aap ne pukara bohat shukriya
Humko aadat to nahi kehne ki logo ko magar
Aap se ulfat huyi chaliye is baat par shukriya tongue3
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #231 on: March 29, 2006, 06:37:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
Quote from: "Saba_Saba"

Lijiye aa gaye fir mehfil me Usual Smile

Tanhayi ka bhi apna maza hai
yeh to hum ne tanha reh kar jaana hai
Mehfilein raas aati nahi aksar
akele pan me sab kuchh apna hai


bahut khoob saba ji and good one mohasin bhai.....

HUM AISE MAHAFIL ME KAISE JAYEN,
JAHAN KE MANJAR HUMEN JALAYEN.....
GAR HAI JALNA, JALENGE TANHA,
TUMKO APNI TANHAIYON ME KAISE LAYEN....


Thanksssss and very nice Vicky

In mehfilo.n me hum kho gaye
Jaane kab juda ho gaye
Jal jal jiye jal jal mare
Fir bhi tanhayi ke azaab seh gaye
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #232 on: March 30, 2006, 05:49:20 AM »
Reply with quote
shukriya saba ji...aur nice one.......


MUJHE GAIRO KI MAHAFIL MAIN CHOD NA JANA,
AAP HI KE LIYE JEE RAHE HAIN, DIL TOD NA JANA....
IN TANHAIYON SE AB LAGNE LAGA HAI DAR,
KINARE SE DOOR BEECH GAHARAI ME CHOD NA JANA.....
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #233 on: March 30, 2006, 11:46:41 AM »
Reply with quote
    [list=]

    toone jo har baat par sukriya kaha
    to mera dam yahin nikla
    mujhe sambhalne ke liye ek dost tha yanha
    khusi is baat ki hai ki wo
    vicky akela nikla[/list][/list][/b]
    Logged
    _Vicky_
    Guest
    «Reply #234 on: March 30, 2006, 12:25:31 PM »
    Reply with quote
    Quote from: "mohsin akhter"
      [list=]

      toone jo har baat par sukriya kaha
      to mera dam yahin nikla
      mujhe sambhalne ke liye ek dost tha yanha
      khusi is baat ki hai ki wo
      vicky akela nikla[/list][/list][/b]


      KYA BAAT HAI MOHASIN BHAI........NICE....kya baat hai ...wah!

      MOHSIN AKHTER, yeh kaise baat tu karta hai,
      kya shukriya kahane par bhi, kisi ka dam nikalta hai.....

      sambhala hai aaj tujhe, sambhalunga kal bhi,
      dost kahata hai, phir kyun sharminda karta hai.....
      Logged
      mohsin akhter
      Guest
      «Reply #235 on: March 30, 2006, 01:01:51 PM »
      Reply with quote
      Quote from: "mohsin akhter"
      Kuch batain tumhe bhi bechain karti hogi
      dil ki dhadkan bhi anhe bharti hogi
      tanha rahna tum chahte to
      Na jane kitni mahfil tumhara intzaar kati hogi
      kisi ki kami lagti hai kyon dost tujhe nahi lagta


      tu bhi tanha main bhi tanha
      isi liye mera gam samajhta hai
      ek baat bata du mohabbat main
      ek ahat se bhi dan nikalta hai
      mujhe maloom hai mere dost
      gam tere pass kyon nahi hai
      kyonki gam bhi sayad tujh se darta hai
      Logged
      Saba_Saba
      Yoindian Shayar
      ******

      Rau: 0
      Offline Offline

      Waqt Bitaya:
      0 minutes.

      Posts: 2239
      Member Since: May 2005


      View Profile
      «Reply #236 on: March 30, 2006, 01:50:23 PM »
      Reply with quote
      Ahan !!!
      Good going Dosto.n

      Na mai tanha hu na tanhayi se meri dosti hai
      Akela pan to Dosto.n kuchh palo ki dillagi hai
      Mohabbat me maana har aan dil dhrakta hai
      Yeh darr yeh uljhan hi to pyar ki dilkashi hai
      Logged
      Bharat
      Guest
      «Reply #237 on: April 02, 2006, 12:32:56 PM »
      Reply with quote
      Quote from: "Saba_Saba"
      Very Nice Vikas

      Na kaam ho ke dil ne yeh kaam kar diya hai
      Naam o nishan humara be naam kar diya hai

      Kab khatm hoga ya RAB mausam judaiyo ka
      Ro ro ke hum ne din ko fir sham kar diya hai

      Jo dekhta hai hum ko leta hai naam tera
      Hum ko mohabbato ne badnam kar diya hai

      Ab tak faseel par hai apne diye salamat
      Hum ne hawa ka hamla na kaam kar diya hai

      Dil tak bhara hua tha khwahisho ke meh se
      Ab zindagi ne khali yeh jaam kar diya hai

      Hum ne Saba us ko chaha tha dil hi dil me
      Us ne fasana e dil kyu aam kar diya hai


      saba

      Bohot hi achcha likha hai
      very impressive....
      Logged
      Saba_Saba
      Yoindian Shayar
      ******

      Rau: 0
      Offline Offline

      Waqt Bitaya:
      0 minutes.

      Posts: 2239
      Member Since: May 2005


      View Profile
      «Reply #238 on: April 02, 2006, 09:06:51 PM »
      Reply with quote
      Thank you Bharat .... Usual Smile

      Mein tum ko buhat aane lago jab yaad, chale Aana
      Bhool jana apni kahi har baat, chaley aanaa

      Judaai ka woh lamha aur woh manzar dhaltey sooraj ka
      Yaad tum ko jab aaney lagey woh shaam, chaley aanaa

      Bhool jaao tum agar manzil kabhi apni
      Uthana apney qadam phir meri taraf , chaley aanaa

      Had sey guzar jaaye jub mera zabt-e-ghum
      Aur mein pukaaroon tum ko baar baar, chaley aanaa

      Us kay bin jeene ka ab tasawwur nahee Moon
      Meri mot ka gar tum ko miley payaam, chaley aanaa
      nm
      Logged
      vikas2210
      Guest
      «Reply #239 on: April 03, 2006, 04:03:18 AM »
      Reply with quote
      very good mohsin vikky and as always SABA.

      khayal jo tera aaya to mujhe
      apne naseeb par hansi aayi
      jo nahi ha mera uski chahat hui
      to mujhe apne dil pe hansi aayi

      kaya kasuur mere naseeb ka
      kaya kasuur mere dil ka
      na jaane kyu mujko
      khud pe hansi aayi.
      Logged
      Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19
      ReplyPrint
      Jump to:  

      + Quick Reply
      With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


      Get Yoindia Updates in Email.

      Enter your email address:

      Ask any question to expert on eTI community..
      Welcome, Guest. Please login or register.
      Did you miss your activation email?
      December 26, 2024, 07:58:31 AM

      Login with username, password and session length
      Recent Replies
      by mkv
      [December 22, 2024, 05:36:15 PM]

      [December 19, 2024, 08:27:42 AM]

      [December 17, 2024, 08:39:55 AM]

      [December 15, 2024, 06:04:49 AM]

      [December 13, 2024, 06:54:09 AM]

      [December 10, 2024, 08:23:12 AM]

      [December 10, 2024, 08:22:15 AM]

      by Arif Uddin
      [December 03, 2024, 07:06:48 PM]

      [November 26, 2024, 08:47:05 AM]

      [November 21, 2024, 09:01:29 AM]
      Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
      Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
      Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
      [x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer