Ektarfa pyar by asif biswas

by asif biswas on July 12, 2019, 10:14:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1095 times)
asif biswas
Guest
Reply with quote
Hey guys it's asif and this time it's not a story but shayari again....i have again share my own written shayari's this time it's about first sided love....tried to explain those situations which my first sided lovers faces so kahi na kahi this shayari will explain the conditions of those broken heart who once fall in love at first sight or in a first sided love it's my own written original shayari's didn't copy or attempt from anyone pls give ur feedbacks  read2

Dukh nahi mujhe is baat se
ki allah ne tanha kar diya mujhe us khwab se,
jo taqdeer mein nahi likha hota
oose kaise jod loo zindagi ki asalat se...

Tutkar bikhar gaya tha khwab jab maine bhi oosse dil lagaya,
kaisa wo ektarfa pyar jo kar baitha tha dil jo oos bejaan tasveer mein samaya...

Maine bhi ek waqt kiya tha guroor,
na kar baithunga mohabbat kisi se huzoor,
ho gaya tha main itna dil se magroor,
kar hi baitha ektarfa mohabbat hoke dil se mazbur,
khaake thokhar mera bhi dil ho gaya chaknachur,
ho gaya main bhi deewano mein mashoor...

Na dil ko sukoon hai na mann ko chain,
us ek tarfa pyar se laga baitha main jo nain,
dil nahi manta ki nahi hai wo taqdeer mein likhi
isliye ho chuka hoo main is zindagi se bechain....

Thokhar khaakar maine hamesha khud ko hai sambhaala,
kabhi na parwah kiya mujhpar ye zamana,
par oosse dil lagakar gir baitha main yun,
ki ab toh zindagi jeena ho gaya muskhil nibhaana,

Kitna khushnaseeb hai woh jise khuda ne oosko diya,
dil lagaya tha main jisse pyaar ooska usko mila,
nafrat nahi karunga ki taqdeer ne mujhko kya diya
janta hoo ki baati ko hamesha diya hai mila,

Main kaise jee raha hoo is baat ka oose koi andaza nahi,
khush hai wo ooske saath jiske zindagi mein dukh ka koi badal nahi,
tanhaa baitha hoo main bebasi mein saath mere koi hai nahi,
khush hoo sirf is baat se ki mere badkismat zindagi mein wo nahi,
khushnaseeb hai woh ki bure waqt mein bhi wo ooske saath rahi,
bebas toh main hoo jiske maut pe bhi rone wali woh nahi,
khushal pal saath nibhaate hai woh dono bas yuhin,
muskurata hoo main ki oose mere wajud ki bhi koi khabar nahi

Garibi meri zindagi thi,
mohtaj bhi main jaise tha,
kya pada uske ektarfa pyar mein,
ki aaj beparwah se mujhko khud ke wajud ka ahesas tha,

Na pyar karne ki saza tumne di hai,
kisi se dil na lagane ki baddua tumne di hai,
patthar mera dil tumne is qadar kar diya hai,
ki ab toh zindagi jeene ki wajah bhi thukra di hai....

                                                     - Asif Biswas

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #1 on: July 12, 2019, 05:53:14 PM »
Reply with quote
waah waah waah. bahut khoob.
 Thumbs UP Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Biswas Sahib,
I appreciate your good attempt, perhaps it was a good approach for a story in a shayari form, if it was a Mahabharat or Ramayana. Here if you are reading a story you would prefer to read the story at a faster pace. But in this care you realise and feel, you are only crawling. Thanks.
Surindar M. Nagpal
Logged
asif biswas
Guest
«Reply #2 on: July 12, 2019, 06:49:32 PM »

Big thanks for ur response again ...as u mentioned that ya most people who who read a story reads in a faster pace but they only do at that time when they feel that story is not worthy or boring or just want to know it's beginning or end but surinder bhai i didn't understand few lines what you mentioned like? 'if it was a mahabharat or ramayana'....'but in this case you realise and feel you are only crawling' it doesn't make a sense to me mujhe samajh nahi aaya aap kya kehna chah rahe ho will you pls try to explain it again??  icon_scratch
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #3 on: July 14, 2019, 12:21:14 AM »
Reply with quote
Hey guys it's asif and this time it's not a story but shayari again....i have again share my own written shayari's this time it's about first sided love....tried to explain those situations which my first sided lovers faces so kahi na kahi this shayari will explain the conditions of those broken heart who once fall in love at first sight or in a first sided love it's my own written original shayari's didn't copy or attempt from anyone pls give ur feedbacks  read2

Dukh nahi mujhe is baat se
ki allah ne tanha kar diya mujhe us khwab se,
jo taqdeer mein nahi likha hota
oose kaise jod loo zindagi ki asalat se...   asaalaat (Plural form rhymes better with khwaab)

Tutkar bikhar gaya tha khwab jab maine bhi oosse dil lagaya,
kaisa wo ektarfa pyar jo kar baitha tha dil jo oos bejaan tasveer mein samaya...

Maine bhi ek waqt kiya tha guroor,
na kar baithunga mohabbat kisi se huzoor,
ho gaya tha main itna dil se magroor,
kar hi baitha ektarfa mohabbat hoke dil se mazbur,
khaake thokhar mera bhi dil ho gaya chaknachur,
ho gaya main bhi deewano mein mashoor...

Na dil ko sukoon hai na mann ko chain,
us ek tarfa pyar se laga baitha main jo nain,
dil nahi manta ki nahi hai wo taqdeer mein likhi
isliye ho chuka hoo main is zindagi se bechain....

Thokhar khaakar maine hamesha khud ko hai sambhaala,
kabhi na parwah kiya mujhpar ye zamana,
par oosse dil lagakar gir baitha main yun,
ki ab toh zindagi jeena ho gaya muskhil nibhaana,

Kitna khushnaseeb hai woh jise khuda ne oosko diya,
dil lagaya tha main jisse pyaar ooska usko mila,
nafrat nahi karunga ki taqdeer ne mujhko kya diya
janta hoo ki baati ko hamesha diya hai mila,

Main kaise jee raha hoo is baat ka oose koi andaza nahi,
khush hai wo ooske saath jiske zindagi mein dukh ka koi badal nahi,
tanhaa baitha hoo main bebasi mein saath mere koi hai nahi,
khush hoo sirf is baat se ki mere badkismat zindagi mein wo nahi,
khushnaseeb hai woh ki bure waqt mein bhi wo ooske saath rahi,
bebas toh main hoo jiske maut pe bhi rone wali woh nahi,
khushal pal saath nibhaate hai woh dono bas yuhin,
muskurata hoo main ki oose mere wajud ki bhi koi khabar nahi

Garibi meri zindagi thi,
mohtaj bhi main jaise tha,
kya pada uske ektarfa pyar mein,
ki aaj beparwah se mujhko khud ke wajud ka ahesas tha,

Na pyar karne ki saza tumne di hai,
kisi se dil na lagane ki baddua tumne di hai,
patthar mera dil tumne is qadar kar diya hai,
ki ab toh zindagi jeene ki wajah bhi thukra di hai....

                                                     - Asif Biswas

Waah hee waah bahut hee khoob, dheron daad. Never mind my old comments. My mistake I thought you were going to continue with the story.
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
asif biswas
Guest
«Reply #4 on: July 14, 2019, 08:22:10 AM »
Reply with quote
Waah hee waah bahut hee khoob, dheron daad. Never mind my old comments. My mistake I thought you were going to continue with the story.
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Nahi nahi ab stories likhne ka dil bilkul nahi karta ek tarah se stories likhna chodh chuka hoo rahi baat continue karne ki toh plot toh dimaag mein hai par likhne ka irada nahi...yoindia pe stories ko kam response milta hai...thanks for response
Logged
Nahid
Guest
«Reply #5 on: August 06, 2019, 01:54:35 PM »
Reply with quote
 love4 sir app bht achcha likhte hai. plz app story bhi likhe . app  ki horror stories padhi jisme hume dark love story bht pasand aye ha ot bhi padhi hai...hum chate ha app plz jinn wagheria type ki story likhe jisme phir se thriller love some fight scene plzzz its a request to ur reader. i hope u will rply .. and type story again i m waiting....
Logged
asif biswas
Guest
«Reply #6 on: September 30, 2019, 06:52:42 PM »
Reply with quote
love4 sir app bht achcha likhte hai. plz app story bhi likhe . app  ki horror stories padhi jisme hume dark love story bht pasand aye ha ot bhi padhi hai...hum chate ha app plz jinn wagheria type ki story likhe jisme phir se thriller love some fight scene plzzz its a request to ur reader. i hope u will rply .. and type story again i m waiting....

Jinn par based kahaniya main already likh chuka hoo aur main ab kahaniya bahut kam likhta hoo brother haalaki thrills mein abhi bedard likha hoo aap yoindia pe padh sakte ho aur jinn ki story based kahaniyo mein se hai meri stories jaise saaya aur phir laut aayi woh daastan aur dark love series se toh aap waaqif hai hi toh pls aise hi support kare haalaki aage chalke main ek romantic horror thriller zarur pesh karunga inshaallah
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: October 01, 2019, 07:17:35 PM »
Reply with quote
Bro, Zazbaat Khoobsurat hai,

Suggestion their should be a link between every stanza

Ishq ne is kadar humko Qaatil kar diya,
Lehron ne chot khaayi humein SAAHIL kar diya
Logged
asif biswas
Guest
«Reply #8 on: October 02, 2019, 09:19:19 AM »
Reply with quote
Bro, Zazbaat Khoobsurat hai,

Suggestion their should be a link between every stanza

Ishq ne is kadar humko Qaatil kar diya,
Lehron ne chot khaayi humein SAAHIL kar diya

Thank u so much for liking bro...as i am already mentioned i am a story writer but now occasional shayar i tried various times to write a shayari and develop a shayar in my own hahaha but one thing i want to know what links bro as i am amateur shayar not a professional one so it's sometime hard to match up the lines between two kabhi kabhi ek shayari ki line ko dusre se milaana utna aasan nahi hota siwaay professional shayar ko chodhke anyway thank u
Logged
Nahid Ayaz
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
16 hours and 0 minutes.
Posts: 85
Member Since: Aug 2019

View Profile
«Reply #9 on: November 29, 2019, 06:50:50 PM »
Reply with quote
Hey guys it's asif and this time it's not a story but shayari again....i have again share my own written shayari's this time it's about first sided love....tried to explain those situations which my first sided lovers faces so kahi na kahi this shayari will explain the conditions of those broken heart who once fall in love at first sight or in a first sided love it's my own written original shayari's didn't copy or attempt from anyone pls give ur feedbacks  read2

Dukh nahi mujhe is baat se
ki allah ne tanha kar diya mujhe us khwab se,
jo taqdeer mein nahi likha hota
oose kaise jod loo zindagi ki asalat se...

Tutkar bikhar gaya tha khwab jab maine bhi oosse dil lagaya,
kaisa wo ektarfa pyar jo kar baitha tha dil jo oos bejaan tasveer mein samaya...

Maine bhi ek waqt kiya tha guroor,
na kar baithunga mohabbat kisi se huzoor,
ho gaya tha main itna dil se magroor,
kar hi baitha ektarfa mohabbat hoke dil se mazbur,
khaake thokhar mera bhi dil ho gaya chaknachur,
ho gaya main bhi deewano mein mashoor...

Na dil ko sukoon hai na mann ko chain,
us ek tarfa pyar se laga baitha main jo nain,
dil nahi manta ki nahi hai wo taqdeer mein likhi
isliye ho chuka hoo main is zindagi se bechain....

Thokhar khaakar maine hamesha khud ko hai sambhaala,
kabhi na parwah kiya mujhpar ye zamana,
par oosse dil lagakar gir baitha main yun,
ki ab toh zindagi jeena ho gaya muskhil nibhaana,

Kitna khushnaseeb hai woh jise khuda ne oosko diya,
dil lagaya tha main jisse pyaar ooska usko mila,
nafrat nahi karunga ki taqdeer ne mujhko kya diya
janta hoo ki baati ko hamesha diya hai mila,

Main kaise jee raha hoo is baat ka oose koi andaza nahi,
khush hai wo ooske saath jiske zindagi mein dukh ka koi badal nahi,
tanhaa baitha hoo main bebasi mein saath mere koi hai nahi,
khush hoo sirf is baat se ki mere badkismat zindagi mein wo nahi,
khushnaseeb hai woh ki bure waqt mein bhi wo ooske saath rahi,
bebas toh main hoo jiske maut pe bhi rone wali woh nahi,
khushal pal saath nibhaate hai woh dono bas yuhin,
muskurata hoo main ki oose mere wajud ki bhi koi khabar nahi

Garibi meri zindagi thi,
mohtaj bhi main jaise tha,
kya pada uske ektarfa pyar mein,
ki aaj beparwah se mujhko khud ke wajud ka ahesas tha,

Na pyar karne ki saza tumne di hai,
kisi se dil na lagane ki baddua tumne di hai,
patthar mera dil tumne is qadar kar diya hai,
ki ab toh zindagi jeene ki wajah bhi thukra di hai....

                                                     - Asif Biswas

amazing  bhai  well write
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #10 on: November 29, 2019, 07:32:58 PM »

ki ab toh zindagi jeene ki wajah ko bhi thukra diyaa hai...

bahut hee umdah waah waah, bit long. ek Rao ke saath daad.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:37:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer