gam..e...tanhai

by majid on April 01, 2006, 04:06:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2196 times)
majid
Guest
Reply with quote
gam-e-tanhai me jab koi khayal sajaata hoon mein,
tumhari kasam tumhe dil ke paas pata hoon mein,
uss samay aa jaati hey tumhari surmai aankhon ki yaad,
jab bhi andhere ghar me koi chirag jalata hoon mein..N/M
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TANHAI by roomaharis in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tanhai by nishita in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Tanhai by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Tanhai by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Tanhai by nishapoddar in Shayri-E-Dard
Meena is back
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2006, 04:54:42 PM »
Reply with quote
nice one majd ji!!

 :D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #2 on: April 03, 2006, 05:03:40 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai majid bhai.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: April 04, 2006, 08:48:48 AM »
Reply with quote
JANE WALE TERI JUDAI KA ZAHAR MUSKURA KE PEE LENGE,
HUM TERE PYAR KI HANSI YAADEN DIL SE LAGA KE JEE LANGE.....
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #4 on: April 05, 2006, 06:43:15 PM »
Reply with quote
aaj zindagi ke panno ko ulat ker dekha to
her taraf besumaar khushiyaan nazar aayi
khiza ke mausam mein bhi bahaar nazar aayi.......
dil mein armaano ka sagar nazar aaya to
kahin pyaar mein bheega hua sawan nazar aaya......
kahin phoolon per bhaithi hui shabnam gunguna rahi thi
to kahin oer jalti hui shama bhi muskura rahi thi........
her ek pal tha jazbaaton ki khushbu se mehka hua
waqt yun lagta tha jaise hai kahin thehra hua........
par aaj yun lagta hai jaise jeene ka sahara choot gaya
khushiyo ka farishta bhi meri zindagi se jaise rooth gaya.......
ab na woh bahar hai na jazbaaton se mehka hua samaa
na koi ummeed hai ab, na hai armaano ka jahaan........
ab to bus tanhaaiyon ka saath hai or kuch nahi
maut ka intezaar hai ab jeene ki koi chah baki nahi........
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #5 on: April 09, 2006, 06:50:51 PM »
Reply with quote
Really nice Majid!!& vicky n sadaf!

Humne kaha humein mat pukarna
Dobara shuru kar teri duniya sawarna

Maana tere dil ke tukde tukde kardiye
Laikin hamari bhi kuch majboori thi iske liye

Pukaarega nahi ab tu mujhe
Parr ye bhi sach hai dil bhoolega nahi tujhe!
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #6 on: April 10, 2006, 12:51:56 PM »
Reply with quote
thx majid!!

Ae sanam ye nahi humne aapke pyaar ko na pehchaana
Pehchaan ke bhi andheka karna pada
Aap ke uss pyaar ki taaqat ne hi to jeeta tha mera ye dil
Par duniya ne hi majboor kardiya
Aur mujhko tumse cheen liya!
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #7 on: April 10, 2006, 03:17:27 PM »
Reply with quote
Zaroor zamane se darr gaye hum
Magar aaj bhi ye dil aapka hai
Nahi saamna karpate har mushkil ka
Ye soch ke hi toh mun morliya
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #8 on: April 12, 2006, 10:12:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "sweety pie"
Really nice Majid!!& vicky n sadaf!

Humne kaha humein mat pukarna
Dobara shuru kar teri duniya sawarna

Maana tere dil ke tukde tukde kardiye
Laikin hamari bhi kuch majboori thi iske liye

Pukaarega nahi ab tu mujhe
Parr ye bhi sach hai dil bhoolega nahi tujhe!

shukriya sweety
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #9 on: April 12, 2006, 07:09:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"

tum saath hoti to har kisi se ladte hai hum.
ek zamaane ka puri duniya se ladte hum.
ab jab tumne hi muh modliya hai
to kya shiqayat kare zamaane se hum


Good goin majid bhai...

Humne toh aapko kehna ka mauqa tak na diya
Bass har faisla apne haath mein liya
Ab aazmana chahte hai aapko
Tum ab apna banalo humko
Ladke dikha do iss duniya se hamare liye
Taake hum hamesha ek saath jiye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: April 13, 2006, 03:22:59 PM »
Reply with quote
Good job sweety and Majid!!
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #11 on: April 17, 2006, 12:43:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
nice replay sis

ab haath main nahi raha kuchh mere
abto dil bhi kardiya hai hawaale tere.
main akela ab kis kis se ladunga.
abto reh gaye hai zindagi ke sirf 4 deen mere


Thx majid bro!& pooja

Kisi ke haath mein kabhi kuch hota nahi
Akele ladne ko kaun kehta hai duniya se
Hum dono milke lad jaayenge
Saath ho toh 4 din bhi kaafi hai iss zindagi ke liye
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #12 on: April 18, 2006, 10:02:17 AM »
Reply with quote
Duniya se ladte ladte hum agar mar bhi gaye
Ye na soch apne saath pyaar bhi mar jaayega
Hum rahe na rahe ye zameen jispe hum milke chale
Ye aasman jisne humein baarish mein bheegte dekha
Suraj ki roshni jiske neeche haath thaam ke bhete thay
Ye chaand jo raaton ko humein ek doosre ko yaad karte dekhta hai
Har cheez rahegi sirf hum na rahenge
Mar gaye toh kya ghum sanam
Ye sab hamare pyar ko zinda rakhega
Kisi ne jo hamari mohabbat pe ilzaam lagaya
Kasam se ye zameen aasman,chaand aur suraj hamari mohabbat ki gawahi degi!
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #13 on: April 18, 2006, 08:57:41 PM »
Reply with quote
Thank's alot Majid Bhai
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #14 on: April 20, 2006, 01:15:04 PM »
Reply with quote
Nice 1 bro!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:35:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer