gehraate saaye.....

by Ninaah on February 14, 2005, 06:34:36 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Author  (Read 6967 times)
Ninaah
Guest
«Reply #105 on: July 05, 2005, 07:08:16 AM »
Reply with quote
har kisi ne nakaab hai chadaya,
har chehre pe ek chehra hai nazar aaya,
hum dhoondhte reh gaye asli chehre ko,
aur unhi palon mein humne apni zindagi ko ganwaya....



Quote from: "harashmahajan"
Foonka kiye hain doosron kay ghar jo ab talak
Unko toh is shaher main tumhaari toh  hai talaash
parkhi  jo ba-wafayee tumne unki ek baar
utaar do tum, jism se unkay, dharey hain jo libaas.


Ninnah wrote...

Quote
wah harsh kya baat kahi....

pur apni kismat mein nahi hai,
pyar kisi ka paana,
humne dekha hai unka,
doosron ke gharon mein aana-jaana....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apane saaye se bhii ashko.n ko chhupaa kar ronaa by husain52 in Shayri-E-Dard
Nafrat ke saaye ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
yaado ke saaye ..... by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
yadon k saaye by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~*~Dukhon Ke Saaye~*~ by Aryaan in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #106 on: July 05, 2005, 07:11:00 AM »
Reply with quote
charagon ka safar door tak nahi hota,
aur chandani saath nibhati hai,
ye apni kismat hai uski khata nahi,
jo andhere mein saath chod kar chali jaati hai...



Quote from: "fakharenaveed"
Chiragon se agar andhere dur hote
To chandani ki chahat kise hoti
Kaat sakte agar zindagi akele
To e-sanam teri kami mehsos kaise hoti
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #107 on: July 05, 2005, 09:58:07 AM »
Reply with quote
Umeedon main hi sab kutchh hai Ninnah ji..mana ke Ganwaaya hai bahoot kutchh....per Daaman ger mafooz hai..toh bharega jaroor....a fantastic write dear.......

kyuin Ganwaane ki baat kerte ho
apne humsaaye ko parakh ker toh Dekh
tera bana hoon saya gair nahi hoon sanam
khwabGah main mere kadam toh rakh kay Dekh.


Ninnah wrotw...

Quote
har kisi ne nakaab hai chadaya,
har chehre pe ek chehra hai nazar aaya,
hum dhoondhte reh gaye asli chehre ko,
aur unhi palon mein humne apni zindagi ko ganwaya....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #108 on: July 05, 2005, 10:24:43 AM »
Reply with quote
kya baat hai harsh....

nasoor pyar ke dard ka,
meeta nahi paati,
roshni apni raahon mein,
kyon jala nahi paati....


Quote from: "harashmahajan"
Umeedon main hi sab kutchh hai Ninnah ji..mana ke Ganwaaya hai bahoot kutchh....per Daaman ger mafooz hai..toh bharega jaroor....a fantastic write dear.......

kyuin Ganwaane ki baat kerte ho
apne humsaaye ko parakh ker toh Dekh
tera bana hoon saya gair nahi hoon sanam
khwabGah main mere kadam toh rakh kay Dekh.


Ninnah wrotw...

Quote
har kisi ne nakaab hai chadaya,
har chehre pe ek chehra hai nazar aaya,
hum dhoondhte reh gaye asli chehre ko,
aur unhi palon mein humne apni zindagi ko ganwaya....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #109 on: July 06, 2005, 07:56:45 AM »
Reply with quote
gumon ke samandar mein khud ko samete hain,
dard ki chadar se khud ko lapete hain...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #110 on: July 06, 2005, 09:12:00 AM »
Reply with quote
Roshini ko toh hum churaaye baithe hain
khata hai hamaari jo pegaam nahi diya...

Unhe hum bhool jaayein
itne bewafa  toh nahi
us se karein hum gila kaise
unse toh kutchh gila hi nahi.


Ninnah wrote...

Quote
kya baat hai harsh....

nasoor pyar ke dard ka,
meeta nahi paati,
roshni apni raahon mein,
kyon jala nahi paati....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #111 on: July 06, 2005, 01:10:23 PM »
Reply with quote
waah.....harsh ultimate quote........

gile-shikwe mein apni zindagi se ruthe the,
tumse milne ki aas mein ab tak yahan bethe the....

roshni ko tumhare liye chura ke laayenge,
tum rona bhi chahoge to hum tumhe hansayenge,
humare liye tum bade anmol hai,
aap jaisa shaks hum phir kahan paayenge......






Quote from: "harashmahajan"
Roshini ko toh hum churaaye baithe hain
khata hai hamaari jo pegaam nahi diya...

Unhe hum bhool jaayein
itne bewafa  toh nahi
us se karein hum gila kaise
unse toh kutchh gila hi nahi.


Ninnah wrote...

Quote
kya baat hai harsh....

nasoor pyar ke dard ka,
meeta nahi paati,
roshni apni raahon mein,
kyon jala nahi paati....
Logged
Meena
Guest
«Reply #112 on: July 06, 2005, 03:16:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
sahi kaha meena....

hum bhi pyar mein pagal hain,
jo ab bhi kisi ka intzaar hai,
inkaar karte hain jamane ke aage,
pur dil kehta hai pyar hai...



Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
thanks meena,

]


thanx ninaah and gud one!!

khud ko dokha kuch is kadar diya,
haath me tha zeher aur kaha humne amrit piya!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #113 on: July 06, 2005, 10:20:44 PM »
Reply with quote

Tore diye sab dil kay rishtay
Kar kay waadon ki her baat
Woh do qadam na saath day saki
Zindagi bhar kya deti khaak

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: July 23, 2005, 11:26:05 AM »
Reply with quote
bahot khoob, bilkul theek kaha........

ye pyar ka zakhm hai,
jaldi se nahi bharta hai,
yahan har roz koi jeeta hai,
yahan har roz koi marta hai........



Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
sahi kaha meena....

hum bhi pyar mein pagal hain,
jo ab bhi kisi ka intzaar hai,
inkaar karte hain jamane ke aage,
pur dil kehta hai pyar hai...



Quote from: "Meena"
Quote from: "Ninaah"
thanks meena,

]


thanx ninaah and gud one!!

khud ko dokha kuch is kadar diya,
haath me tha zeher aur kaha humne amrit piya!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #115 on: July 23, 2005, 11:27:34 AM »
Reply with quote
kyon koi har rishta dil se nahi nibhata hai,
kyon har koi kisi ko chod kar chala jaata hai,
kyon wo hume bhulaye nahi bhulta,
kyon wo meri har yaadon mein chala aata hai........



Quote from: "fakharenaveed"

Tore diye sab dil kay rishtay
Kar kay waadon ki her baat
Woh do qadam na saath day saki
Zindagi bhar kya deti khaak

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #116 on: July 26, 2005, 12:10:53 PM »
Reply with quote
dil se dil milane chale the,
kya pata tha ye toot jaayega,
ab muskura bhi na paayenge,
aur ankhon mein ashq jhilmilayega.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #117 on: September 05, 2005, 12:15:04 PM »
Reply with quote
YE TO BEWAFAON KI DUNIYA HAI,
ANDHERE MEIN TO SAAYE BHI SAATH CHOD JAATE HAIN,
KISI AUR KO HUM AB KYA DOSH DEIN,
YAHAN TO APNE BHI MOOH MOD JAATE HAIN......
Logged
Meena
Guest
«Reply #118 on: September 05, 2005, 03:34:41 PM »
Reply with quote
gud one!!!

kisse aab gila kare jab apno ne hi daga di,
vishwas karne ki shayad humne sabne se saza di!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #119 on: September 06, 2005, 12:17:49 PM »
Reply with quote
ULTIMATE !!!!!!!!!!!

DHOKA TO APNE HE DETE HAIN,
ISMEIN GAIRON KA KYA KAAM HAI,
AAJ UNKI AANKHON MEIN DEKHA,
TO PATA CHALA KI DUSHMANO MEIN HUMARA NAAM HAI.....



Quote from: "Meena"
gud one!!!

kisse aab gila kare jab apno ne hi daga di,
vishwas karne ki shayad humne sabne se saza di!
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:56:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer