gehraate saaye.....

by Ninaah on February 14, 2005, 06:34:36 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
ReplyPrint
Author  (Read 7087 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #30 on: March 14, 2005, 01:20:20 AM »
Reply with quote
Yah zaroore tou nahin
---------------------

Iss Duniya Ki Bheer Meiun
Koi Tanha Nahoo
Ye Zaroori Tu Nahi

Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Ye Dil Under Say Tootey
Or Awaz Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi


Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi



Ab dil main housala na sakut bazoowoo main hai
Ab kay mukabalay main meray yar aagaey.

Ab dil ki tamanah hai tu kash ye hi ho
Ansoo ki jaga aankh say muskorahat nikl aaey
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apane saaye se bhii ashko.n ko chhupaa kar ronaa by husain52 in Shayri-E-Dard
Nafrat ke saaye ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
yaado ke saaye ..... by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
yadon k saaye by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~*~Dukhon Ke Saaye~*~ by Aryaan in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #31 on: March 14, 2005, 10:04:12 AM »
Reply with quote
HAR BAAT MERE DIL KI KHULI HUYEE KITAAB HAI,
TUMHARA JAWAB NA AAYE TO ZINDAGI AJAAB HAI,
GAR TUM HO ZINDAGI MEIN MERI E DOST,
TO MERI ZINDAGI MEIN KHUSHIYAAN BEHISAAB HAI....




Quote from: "fakharenaveed"
AAP DIL KI BAAT KO ZUBAN PE LAOO TU SAHI
AAPNA HAAL E DIL HUM KO KABHI SUNAO TU SAHI


Quote from: "Ninaah"
FAREE AAJ TANI KAHAN HAIN, DEEKHAYEE NAHI DE RAHI HAI....

DIL KI BAATEIN LAFZON MEIN NAHI DAL PATI HAI,
PUR TANI AUR TUMHE DEKH KE TABIYAT SAMBHAL JAATI HAI...




Quote from: "fakharenaveed"
AAP KA SHUKRIA AAP NEY HUMEIN QABOOL KIA

AAP KI DOSTI PE JAAN YEH FIDA HO
AAP K PYAR PE HUM FIDA HOON



Quote from: "Ninaah"
YOU ARE ALSO MY FRIEND TANZEELA LIKE FAREE..... HAVE ANY DOUBT ABOUT IT "TANI"

"TANI" TUM JAISE DOSTON SE ZINDAGI BANTI HAI,
[you]"TUM AUR FAREE" [/you]HO JINSE HUMARI GEHRI CHANTI HAI....
[/size][/color]

Quote from: "Ninaah"
AAPKE SAATH KE LIYE TO HUM,
MAUT KO BHI GALE LAGA LENGE,
AAP MIL JAAYEIN ZINDAGI MEIN,
TO HUM BHI EK SUNHARI ZINDAGI PA LENGE.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
tumhare shabd andar tak sukoon de gaye,
mujhe jindagi jeene ka junoon de gaye....



Quote from: "fakharenaveed"
HAATH BDHA KR DEKHOO ZINDGI BHAR SATH DEIN GAY
TUM MUJHAY JITNA CHAHO GAY UTNA HI PYAR DEIN GAY


AAP JAB S AYE HO YOINDIA PE DOST
EK NAYI ZINDGI AGI HAI IS MEIN

Quote from: "tanzeela"
NINI JISE ZINDGI KI TLASH THI KABHI
ZINDGI MILTEY HI ZINDGI KHO GYA




NINI UR FRIND IS NOT HERE  NOW

I MEAN FAKHARENAVEED


GO IN CHIT AND CHAT SEE THERE IS UR NAME ON TOP OF THE LIST
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #32 on: March 14, 2005, 10:32:37 AM »
Reply with quote
SACCH YE JAROORI NAHI....

PUR HUR TANHA DIL,
KABHI ABAAD NA HO,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

HANSTE LABON PE,
KABHI MUSKURAHAT NA AAYE,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

MUSKURATI AANKHON KE PEECHE,
HAR ASHQ GUM KE HON,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

TUM JAISA DOST,
MERI ZINDAGI MEIN PHIR DOBARA AA JAAYE,
YE KOI JAROORI TO NAHI......



Quote from: "fakharenaveed"
Yah zaroore tou nahin
---------------------

Iss Duniya Ki Bheer Meiun
Koi Tanha Nahoo
Ye Zaroori Tu Nahi

Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Ye Dil Under Say Tootey
Or Awaz Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi


Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi



Ab dil main housala na sakut bazoowoo main hai
Ab kay mukabalay main meray yar aagaey.

Ab dil ki tamanah hai tu kash ye hi ho
Ansoo ki jaga aankh say muskorahat nikl aaey
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #33 on: March 14, 2005, 08:40:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
SACCH YE JAROORI NAHI....

PUR HUR TANHA DIL,
KABHI ABAAD NA HO,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

HANSTE LABON PE,
KABHI MUSKURAHAT NA AAYE,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

MUSKURATI AANKHON KE PEECHE,
HAR ASHQ GUM KE HON,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

TUM JAISA DOST,
MERI ZINDAGI MEIN PHIR DOBARA AA JAAYE,
YE KOI JAROORI TO NAHI......



Quote from: "fakharenaveed"
Yah zaroore tou nahin
---------------------

Iss Duniya Ki Bheer Meiun
Koi Tanha Nahoo
Ye Zaroori Tu Nahi

Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Ye Dil Under Say Tootey
Or Awaz Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi


Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi



Ab dil main housala na sakut bazoowoo main hai
Ab kay mukabalay main meray yar aagaey.

Ab dil ki tamanah hai tu kash ye hi ho
Ansoo ki jaga aankh say muskorahat nikl aaey
Eik tere chehre sey yeh dil kabhi bharta nahi
Eik tere chehre Pay koi aur chehra jagta nahi
Eik tera chehra meri nazaroon sey hahta nahi
Eik tera chehre Jisko mein ab bhulsakta nahi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #34 on: March 15, 2005, 12:10:12 PM »
Reply with quote
EK TU HAI JISNE MUJHE EK AAM INSAAN SE UPAR UTHA DIYA,
EK TU HAI JISNE MUJHE SITARE SE CHAAND BANA DIYA......




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
SACCH YE JAROORI NAHI....

PUR HUR TANHA DIL,
KABHI ABAAD NA HO,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

HANSTE LABON PE,
KABHI MUSKURAHAT NA AAYE,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

MUSKURATI AANKHON KE PEECHE,
HAR ASHQ GUM KE HON,
YE KOI JAROORI TO NAHI,

TUM JAISA DOST,
MERI ZINDAGI MEIN PHIR DOBARA AA JAAYE,
YE KOI JAROORI TO NAHI......



Quote from: "fakharenaveed"
Yah zaroore tou nahin
---------------------

Iss Duniya Ki Bheer Meiun
Koi Tanha Nahoo
Ye Zaroori Tu Nahi

Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi

Ye Dil Under Say Tootey
Or Awaz Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi


Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi



Ab dil main housala na sakut bazoowoo main hai
Ab kay mukabalay main meray yar aagaey.

Ab dil ki tamanah hai tu kash ye hi ho
Ansoo ki jaga aankh say muskorahat nikl aaey
Eik tere chehre sey yeh dil kabhi bharta nahi
Eik tere chehre Pay koi aur chehra jagta nahi
Eik tera chehra meri nazaroon sey hahta nahi
Eik tera chehre Jisko mein ab bhulsakta nahi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #35 on: March 27, 2005, 03:37:20 AM »
Reply with quote
"teri zindagi ke lamehe main har pal nikhar aaye,
gulshan bhi ho paresha is kadar bahar aaye....."
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #36 on: March 29, 2005, 06:27:01 AM »
Reply with quote
meri zindagi mein ab bahaar nahi,
meri zindagi mein ab pyaar nahi,
jiski rahein takti rahin meri nigahein ab tak,
ab to uska bhi intzaar nahi.....


Quote from: "fakharenaveed"
"teri zindagi ke lamehe main har pal nikhar aaye,
gulshan bhi ho paresha is kadar bahar aaye....."
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: March 30, 2005, 11:19:54 PM »
Reply with quote
NIGAHINA JISKO HAR PAL DEKHTI THIN
AAB TU WOH BHI MERE SAATH NAHIN
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #38 on: March 31, 2005, 06:50:56 AM »
Reply with quote
bewafayee ki chot itni gehree hogi mujhe maloom na tha,
zindagi iss kadar theharee hogi mujhe maloom na tha,
har pal managa maut jiss kadar iss zindagi mein,
pur maut bhi meri zindagi se itni daree hogi, maloom na tha.....



Quote from: "fakharenaveed"
NIGAHINA JISKO HAR PAL DEKHTI THIN
AAB TU WOH BHI MERE SAATH NAHIN
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #39 on: April 02, 2005, 07:22:04 AM »
Reply with quote
zindgi s aab hum ko apni payar nahin
aab tu kisi pe bhi hum ko aetbar nahin
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #40 on: April 03, 2005, 01:39:30 AM »
Reply with quote
Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga...
Mere Yadoon Nay Ussay Khub Rulaya Ho Ga..

Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chalki Hoo Gi.......
Uss Nay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga

Soocha Hoo Ga Uss Nay Din Main Kaye Baar Mujhy.......
Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga...

Jahan Us Nay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say..
Uss Ki Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga..

Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhy........
Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga..

Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana.........
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga......

Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab....
Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #41 on: April 15, 2005, 11:18:17 AM »
Reply with quote
har aitbaar pe uske hum har baar mar gaye,
uske kehne pe to hum maut ke bhi ghar gaye,
pur pata he na chala uss bewafa ki chal ka,
ab to iss pyar ke shabd se bhi hum darr gaye.....


Quote from: "fakharenaveed"
zindgi s aab hum ko apni payar nahin
aab tu kisi pe bhi hum ko aetbar nahin
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #42 on: April 15, 2005, 11:40:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
har aitbaar pe uske hum har baar mar gaye,
uske kehne pe to hum maut ke bhi ghar gaye,
pur pata he na chala uss bewafa ki chal ka,
ab to iss pyar ke shabd se bhi hum darr gaye.....


Quote from: "fakharenaveed"
zindgi s aab hum ko apni payar nahin
aab tu kisi pe bhi hum ko aetbar nahin
teri har baat pe ankh band  kr k aetbar kia hai
hum ney is zindgi ko aap hi pe fida kia hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #43 on: April 17, 2005, 12:26:26 AM »
Reply with quote
hasne ke baad kyu rulatihai ye duniya,
jane ke baad kyu bhulati hai ye duniya,
jindagi main kya kuchh kasar baki thi,
ki marne ke baad bhi jalati hai ye duniya..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #44 on: April 22, 2005, 10:28:49 PM »
Reply with quote
tumse milne ko yeh dil machlta hai,
tere bina is me kuchh khalta hai,
tum chaho na chaho marzi hai tumhari,
per tumse baat kiye bina na yeh sabhalta hai...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:46:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer