gehraate saaye.....

by Ninaah on February 14, 2005, 06:34:36 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 7086 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #45 on: May 03, 2005, 11:08:39 PM »
Reply with quote
Bhari mehfil meiN tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kucch zindagi meiN chup-chaap sehna sikha diya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apane saaye se bhii ashko.n ko chhupaa kar ronaa by husain52 in Shayri-E-Dard
Nafrat ke saaye ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
yaado ke saaye ..... by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
yadon k saaye by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~*~Dukhon Ke Saaye~*~ by Aryaan in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #46 on: May 12, 2005, 09:26:55 PM »
Reply with quote
Kya haseen yeh nazaarein hain,
Kya chaman yeh baharein hain,
Kitna haseen yeh mausam hai,
phir bhi kuch kamii kyun hai?

Kisi ko chahne ko dil kare,
Unke dil me ashiana banana ko dil kare,
Kahaan honge woh ? jinpar
Yeh dil aur jaan lutaane ko dil kare.

Yunh tho hume kuch patha nahii hai,
Ishq jo kabhii kiya nahii hai.
Dil mein kabhi uthra na koii,
Is bath par hume koii shikwaa nahii hai.

Lakhon mein ek nahii,
Us ek mein lakh khoobiyaaan hongi,
Dil dharthi hogi sagar uska man hoga.
milayega rab ek din hume, aur kahega
“ aise do dil duniya mein kahiin aur nahii hoga!!!”.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #47 on: May 23, 2005, 10:12:12 PM »
Reply with quote
Shikwa unhe bhi bahut hai
gila hume bhi kam nahin
fark hai to sirf itna woh kehne se kabhi chukte nahin,
aur hum mein kahne ka dum nahin!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #48 on: June 07, 2005, 05:10:46 AM »
Reply with quote
dil ki baatein dil mein rakha to zindagi mein aur kya kiya,
aisa bhi koi jeena hai ki kisi ki mohabbat ke aage dum tod diya.....

Quote from: "fakharenaveed"
Shikwa unhe bhi bahut hai
gila hume bhi kam nahin
fark hai to sirf itna woh kehne se kabhi chukte nahin,
aur hum mein kahne ka dum nahin!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #49 on: June 07, 2005, 10:28:17 PM »
Reply with quote
raat ki tanhayi me un aahaton ki kashmakash,
kaisi ajeeb hoti hai in karwaton ki kashmakash.
har anjuman adhoora hai, har mehfil akeli hai,
deedar ko tarasti, in chaukhaton ki kashmakash.
na thikana hai koi bhi zinda lashon ke liye,
yahi hai sisakte sunkate marghaton ki kashmakash.
kai gehre sawaloN ka karwaaN ho jaise koi,
yun meri peshani pe salwaton ki kashmakash.
haadse to sabhi ne dekhe honge sadkon par,
janta hai koi kya, jam ghatoN ki kashmakash.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #50 on: June 08, 2005, 08:04:04 AM »
Reply with quote
RAAT KI TANHAYEE MEIN JAB YAAD UNKI AATI HAI,
TAB ANKHEIN APNI PALKON KO ASHQON SE SAJAATI HAI,
UNN HAWAON KE HAATHON PAIGAM BHEJE BHI KO KAISE,
UNKI YAADEIN UNN HAWAON KO APNE SAATH LE JAATI HAI......

«Reply #51 on: June 08, 2005, 09:07:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"

Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam ek shaam hi udhaar de
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #52 on: June 09, 2005, 12:35:35 PM »
Reply with quote
APNI SHAMON MEIN HUM BHI TERA INTZAAR KARTE HAIN,
AISE HE NAHI HUM TERI IN TEHREERON PE MARTE HAIN,
TU BHI BAN KABHI HUMARI TANHAYEEON KA SATHI,
HUM BHI YAHAN TERE INTZAAR MEIN AAHEIN BHARTE HAIN.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
RAAT KI TANHAYEE MEIN JAB YAAD UNKI AATI HAI,
TAB ANKHEIN APNI PALKON KO ASHQON SE SAJAATI HAI,
UNN HAWAON KE HAATHON PAIGAM BHEJE BHI KO KAISE,
UNKI YAADEIN UNN HAWAON KO APNE SAATH LE JAATI HAI......

Quote from: "fakharenaveed"
raat ki tanhayi me un aahaton ki kashmakash,
kaisi ajeeb hoti hai in karwaton ki kashmakash.
har anjuman adhoora hai, har mehfil akeli hai,
deedar ko tarasti, in chaukhaton ki kashmakash.
na thikana hai koi bhi zinda lashon ke liye,
yahi hai sisakte sunkate marghaton ki kashmakash.
kai gehre sawaloN ka karwaaN ho jaise koi,
yun meri peshani pe salwaton ki kashmakash.
haadse to sabhi ne dekhe honge sadkon par,
janta hai koi kya, jam ghatoN ki kashmakash.
Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam ek shaam hi udhaar de
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #53 on: June 09, 2005, 09:55:08 PM »
Reply with quote
har pal tujhe chaha hai
har pal tujhe yaad kia hai

Yu tho koi bhi tahna nahi hota,
chaha kar kese se zuda nahi hota,
mohobbat ko majbureya le duubte hai,
warna koi khushi se bewafa nahi hota
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #54 on: June 21, 2005, 06:47:16 AM »
Reply with quote
bewafaon ki mehfil mein kabhi khuda na kare hume bulaye,
hum waise he dard ke maare hain, ab wo hume aur na rulaye......

Quote from: "fakharenaveed"
har pal tujhe chaha hai
har pal tujhe yaad kia hai

Yu tho koi bhi tahna nahi hota,
chaha kar kese se zuda nahi hota,
mohobbat ko majbureya le duubte hai,
warna koi khushi se bewafa nahi hota
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #55 on: June 21, 2005, 09:10:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bewafaon ki mehfil mein kabhi khuda na kare hume bulaye,
hum waise he dard ke maare hain, ab wo hume aur na rulaye......

Quote from: "fakharenaveed"
har pal tujhe chaha hai
har pal tujhe yaad kia hai

Yu tho koi bhi tahna nahi hota,
chaha kar kese se zuda nahi hota,
mohobbat ko majbureya le duubte hai,
warna koi khushi se bewafa nahi hota
Tujhe Jo rulaye woh Buhat badnaseeb hai  Ninaah
Har Pal Teri Khushi Ki Dua KI hai Hum Ney Ninaah
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #56 on: June 22, 2005, 06:42:19 AM »
Reply with quote
tumhari he duaon ka asar hai "Faree",
jo aaj hum muskurate hain,
jab bhi hume dost ki jaroorat hoti hai,
to hum tumhe he samne khada paate hain....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
bewafaon ki mehfil mein kabhi khuda na kare hume bulaye,
hum waise he dard ke maare hain, ab wo hume aur na rulaye......

Quote from: "fakharenaveed"
har pal tujhe chaha hai
har pal tujhe yaad kia hai

Yu tho koi bhi tahna nahi hota,
chaha kar kese se zuda nahi hota,
mohobbat ko majbureya le duubte hai,
warna koi khushi se bewafa nahi hota
Tujhe Jo rulaye woh Buhat badnaseeb hai  Ninaah
Har Pal Teri Khushi Ki Dua KI hai Hum Ney Ninaah
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #57 on: June 22, 2005, 06:51:52 AM »
Reply with quote
Mein tu ahr pal tere saath rehat hoon  zindgi ban kr
tu dekh lena mujhay kabhi aankh band kr k
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #58 on: June 22, 2005, 10:18:11 AM »
Reply with quote
JAB BHI AAKHEIN BAND KAROON,
USKI TASVEER NAZAR AATI HAI,
DIL MEIN EK DARD UTHTA HAI,
JAB RISHTON MEIN LAKEER NAZAR AATI HAI.....

Quote from: "fakharenaveed"
Mein tu ahr pal tere saath rehat hoon  zindgi ban kr
tu dekh lena mujhay kabhi aankh band kr k
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #59 on: June 22, 2005, 07:00:46 PM »
Reply with quote
Sharm-o-haya ki kya baat karein hum unn se,
Deewanagi mein woh sab bhulaie baithey hain
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:46:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer