gehraate saaye.....

by Ninaah on February 14, 2005, 06:34:36 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 6971 times)
Ninaah
Guest
«Reply #75 on: June 29, 2005, 09:20:42 AM »
Reply with quote
kyon kisi ka dil humse dukhaya nahi jaata,
kyon kisi ki yaadon se door jaya nahi jaata,
chaha bahot ki usse bhi rula dein apni tarah,
pur chahte huve bhi usse rulaya nahi jaata....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apane saaye se bhii ashko.n ko chhupaa kar ronaa by husain52 in Shayri-E-Dard
Nafrat ke saaye ... by Just_Hate_Love in Shayri-E-Dard
yaado ke saaye ..... by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
yadon k saaye by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~*~Dukhon Ke Saaye~*~ by Aryaan in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #76 on: June 30, 2005, 07:19:56 AM »
Reply with quote
har saaye mein ik aks nazar aata hai,
jo nigahon mein basa ho, wo shaks nazar aata hai....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #77 on: June 30, 2005, 07:41:40 AM »
Reply with quote
unke liye khuda ki bhi khudser likha kiye,
gustaakh zindagi ko bhi her pal jia kiye,
zindagi ne bahoot liye hamse intkaam,
umeed kyuin wafa ki ham phir bhi kiya kiye.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #78 on: June 30, 2005, 07:45:31 AM »
Reply with quote
good one harash mahajan ji.....

har tehreer unko dhyan mein rakh kar likhi,
phir bhi usse hum apni kismat na bana paaye,
jiss raah pe hum chalna chahte the,
chahte huve bhi unhe uss raah na laa paaye....

Quote from: "harashmahajan"
unke liye khuda ki bhi khudser likha kiye,
gustaakh zindagi ko bhi her pal jia kiye,
zindagi ne bahoot liye hamse intkaam,
umeed kyuin wafa ki ham phir bhi kiya kiye.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #79 on: June 30, 2005, 08:28:51 AM »
Reply with quote
jo saleekey bhool gaya unse kya shikwa gila
beetey lamho ko yaad ker socho  ab kya mila.
chhod  do us shaam ko jo hai ab dhal chuki
Seher ab hone ko hai shuru kero ab naya sila.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: June 30, 2005, 08:42:18 AM »
Reply with quote
gur itna aasaan hota kisi ko bhulana,
to koi yun gum mein rehta,
har koi khushi se apni zindagi jeeta,
yun apne he ashqon mein na behta....

Quote from: "harashmahajan"
jo saleekey bhool gaya unse kya shikwa gila
beetey lamho ko yaad ker socho  ab kya mila.
chhod  do us shaam ko jo hai ab dhal chuki
Seher ab hone ko hai shuru kero ab naya sila.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #81 on: June 30, 2005, 05:37:10 PM »
Reply with quote
bahoot acchay....lagta hai ninnah ji dard meetha hai....

judayee ne teri humko dewaana bana diya
apne hi ghar ko hamne maikhaana bana liya.

ninnah write

Quote
gur itna aasaan hota kisi ko bhulana,
to koi yun gum mein rehta,
har koi khushi se apni zindagi jeeta,
yun apne he ashqon mein na behta....

harash
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #82 on: July 01, 2005, 05:59:02 AM »
Reply with quote
dard bhi kabhi meetha ya kadw hua hai harash ji....... dard to sirf dard huva hai.....

phoolon se humne hansna seekha,
chidiyon se chehchahana,
unse pyar karke humne seekha,
apni yaadon ko mehkana....

Quote from: "harashmahajan"
bahoot acchay....lagta hai ninnah ji dard meetha hai....

judayee ne teri humko dewaana bana diya
apne hi ghar ko hamne maikhaana bana liya.

ninnah write

Quote
gur itna aasaan hota kisi ko bhulana,
to koi yun gum mein rehta,
har koi khushi se apni zindagi jeeta,
yun apne he ashqon mein na behta....

harash
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #83 on: July 01, 2005, 06:46:09 PM »
Reply with quote
Ninnah ji shaayad aapne kabhi dard ko chhakh ker nahi dekha.....chot per chot khaayee hai...jara sakoon se unki yaadon ko sanjo ker apne ko ekaant mein rakh ker dekhon ki kitna meetha lagta hai.....dil karega ki in yaadon se bahaar na aao...jaise aap nahi aa rahi.....bahoot likha

Tanhaayon mein mere ager tum na hote
kut jaati umre ranwa rotey rotey
fiza bheeni bheeni
ye samaan hai suhaana
bada lutf aata jo tum paas hotey.

Ninnah wrote
Quote
aapne...phoolon se humne hansna seekha,
chidiyon se chehchahana,
unse pyar karke humne seekha,
apni yaadon ko mehkana....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #84 on: July 02, 2005, 06:31:27 AM »
Reply with quote
harash dard jab mil jaaye dil ko to sirf tees rehti hai....

har yaad mein dard ki lehar uthati hai,
hum iss dard ki dawa chahte hain,
khuda iss dard ko mita humari zindagi se,
ab bas uss khuda se yahi duwa chahte hain....

Quote from: "harashmahajan"
Ninnah ji shaayad aapne kabhi dard ko chhakh ker nahi dekha.....chot per chot khaayee hai...jara sakoon se unki yaadon ko sanjo ker apne ko ekaant mein rakh ker dekhon ki kitna meetha lagta hai.....dil karega ki in yaadon se bahaar na aao...jaise aap nahi aa rahi.....bahoot likha

Tanhaayon mein mere ager tum na hote
kut jaati umre ranwa rotey rotey
fiza bheeni bheeni
ye samaan hai suhaana
bada lutf aata jo tum paas hotey.

Ninnah wrote
Quote
aapne...phoolon se humne hansna seekha,
chidiyon se chehchahana,
unse pyar karke humne seekha,
apni yaadon ko mehkana....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #85 on: July 02, 2005, 07:39:30 AM »
Reply with quote
welcome Ninnah ji..

is mohabaat main .....Ninnah ji...iskay dardilee tees main hi maza hai ise soney nahi dena...ye khoosbsoorat nazmain anndheron main doob jaayengi....nahin aayengi aapkay zehen main.....is dard se niklay laawe main se hi dawa doondne ki beemaari hi uska sabab hai...

ruh payaar ka aasra chahti hai
wafa ke badle wafa chahti hai
na samjhi ki toh hud hai usmay
use bhi pata nahi ki woh kya chati hai.

Ninnah wrote...

Quote
har yaad mein dard ki lehar uthati hai,
hum iss dard ki dawa chahte hain,
khuda iss dard ko mita humari zindagi se,
ab bas uss khuda se yahi duwa chahte hain....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #86 on: July 02, 2005, 07:42:41 AM »

«Reply #87 on: July 02, 2005, 07:43:22 AM »
Reply with quote
kya baat hai harash......

doob chuke the hum sur se paanv tak,
kisi ke mohabbat mein kisi ke pyar mein,
humare haath se aanchal choota pyar ka,
kyon na raha ye pyar humare ikhtiyaar mein....

Quote from: "harashmahajan"
welcome Ninnah ji..

is mohabaat main .....Ninnah ji...iskay dardilee tees main hi maza hai ise soney nahi dena...ye khoosbsoorat nazmain anndheron main doob jaayengi....nahin aayengi aapkay zehen main.....is dard se niklay laawe main se hi dawa doondne ki beemaari hi uska sabab hai...

ruh payaar ka aasra chahti hai
wafa ke badle wafa chahti hai
na samjhi ki toh hud hai usmay
use bhi pata nahi ki woh kya chati hai.

Ninnah wrote...

Quote
har yaad mein dard ki lehar uthati hai,
hum iss dard ki dawa chahte hain,
khuda iss dard ko mita humari zindagi se,
ab bas uss khuda se yahi duwa chahte hain....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #88 on: July 02, 2005, 07:51:26 AM »
Reply with quote
bahoot umda likha aapne ninnah ji....

teri nazmon ki dehleez pe
kharey hain hum
ashkon ka samander leker
tu utha le ise
apne garab main smaa le ise
doob jaayogi ger ise guzerne diya
apne anssuon main mila le ise.

Ninnah wrote...

Quote
doob chuke the hum sur se paanv tak,
kisi ke mohabbat mein kisi ke pyar mein,
humare haath se aanchal choota pyar ka,
kyon na raha ye pyar humare ikhtiyaar mein....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #89 on: July 02, 2005, 07:58:26 AM »
Reply with quote
bahoot umda likha aapne ninnah ji....

teri nazmon ki dehleez pe
kharey hain hum
ashkon ka samander leker,
tu utha le ise
apne garab main smaa le ise
doob jaayogi ger ise guzerne diya
apne anssuon main mila le ise.

Ninnah wrote...

Quote
doob chuke the hum sur se paanv tak,
kisi ke mohabbat mein kisi ke pyar mein,
humare haath se aanchal choota pyar ka,
kyon na raha ye pyar humare ikhtiyaar mein....
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:13:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer