Gham-e-Judaai,..

by Jaanasheen on May 19, 2006, 03:46:24 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 10115 times)
angel4u
Guest
«Reply #15 on: May 26, 2006, 05:24:18 AM »
Reply with quote
Sab ne bahut achha likha hia, too good all Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
<<<JUDAAI>>> by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
judaai by roshni246 in Shayri-E-Dard
Judaai.. by Pundreek in Shayri for Dard -e- Judai
judaai by nilotpal in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri judaai ka gham by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
angel4u
Guest
«Reply #16 on: May 26, 2006, 05:26:11 AM »
Reply with quote
Aaj Suraj Nahi Nikla Aankhein Nahi Khulti,
Chai Pine Ke Baad Bhi Mood Nahi Aaya,
Main Sochta Hi Reh Gaya Ke Ye Kya Hua,
Phir Yaad Aaya Ke Aapka Sms Nahi Aaya...
****************************************
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #17 on: May 26, 2006, 08:29:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob majid!! Jsheen ji apne AWARGI movi ke gaane ki yaad dila di!! Nice wordings!!!

Shukriya Pankhuri Ji,..
Ye Movie Nahi Ghulam Ali Ji Ki Gazal Hai,..
Album Awaargi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #18 on: May 26, 2006, 08:32:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "angel4u"
Aaj Suraj Nahi Nikla Aankhein Nahi Khulti,
Chai Pine Ke Baad Bhi Mood Nahi Aaya,
Main Sochta Hi Reh Gaya Ke Ye Kya Hua,
Phir Yaad Aaya Ke Aapka Sms Nahi Aaya...
****************************************

Nice One Angel Bhai,..

Peete Waqt Paimaane Mein Teri Tasweer Nazar Aayi,..
Ye Meri Chahat Ki Hadd Thi Ya Teri Judaai Ka Asar Tha,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #19 on: June 05, 2006, 02:35:21 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob J'sheen Bhai !!!

Na Puch Mujh Par Kis Kadar Hai Teri Judai Ka Asar,
Ansuo Ne Humara Pata Le Liya Hai, Siskiya Aati Hai Aksar !!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #20 on: June 07, 2006, 05:39:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "darde_dil"
Bohot Khoob J'sheen Bhai !!!

Na Puch Mujh Par Kis Kadar Hai Teri Judai Ka Asar,
Ansuo Ne Humara Pata Le Liya Hai, Siskiya Aati Hai Aksar !!!!!!!

Nice One Bhai,..

Aksar Teri Yaad Mein, Main Aansoon Bahata Hoon,..
Ye Wo Barsaat Hai Jo Tere Aane Se Tham Jaaye,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #21 on: June 07, 2006, 02:11:58 PM »
Reply with quote
Gham-e-Judai Ke Saath Jee Raha Hoon,..
Intezaar ke Lamhon Ko Pee Raha Hoon,..
Sab Kehte The Ke Mujhe Gham Ki Khabar Nahi,..
Isliye Aab Dard Ke Haar KO See Raha Hoon,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #22 on: June 14, 2006, 01:16:52 PM »
Reply with quote
Judaa Hoon Main Tujhse Tu Mujhe Bewafaa Na Samajha,..
Main Hoon Akela Dil Mein Teri Yaad Hai Mujhe Tu Tanhaa Na Samajhna,...

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #23 on: June 15, 2006, 02:40:45 PM »
Reply with quote
Dekar Mujhe Gham Judaai Ka Yun Muskuraaya Na Karo,..
Zamaana Kharaab Hai Kahin Bad Duaa Na De De Tumhe,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #24 on: June 15, 2006, 03:38:29 PM »
Reply with quote
waah jaanasheen waah...

ab unki mehfil main bhi sazde hone lage
muskraker bhi log ashqon main hone lage.

Quote from: "Jaanasheen"
Dekar Mujhe Gham Judaai Ka Yun Muskuraaya Na Karo,..
Zamaana Kharaab Hai Kahin Bad Duaa Na De De Tumhe,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #25 on: June 15, 2006, 03:41:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
waah jaanasheen waah...

ab unki mehfil main bhi sazde hone lage
muskraker bhi log ashqon main hone lage.

Quote from: "Jaanasheen"
Dekar Mujhe Gham Judaai Ka Yun Muskuraaya Na Karo,..
Zamaana Kharaab Hai Kahin Bad Duaa Na De De Tumhe,..

_________________________________________-Jaanasheen-

Sajde Ho Rahe Hain Mehfilon Mein,..
Matam Kahin Apni Barbaadion Par Manaa Rahe Hain,..
Zaleem Ne Dekar Mujhe Dard Judaai Ka "Harash"
Dekh Kar Ab Apna Haal Muskuraa Rahe Hain,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #26 on: June 15, 2006, 03:51:45 PM »
Reply with quote
dard toh tum bhi khoob liye goomte ho jaansheen ji

na jaane kyuin insaan main itni kyuin banawat aayi hai
ik-ik main anhkaar ki itni sazawat chhayi hai
dil khayaalon se nahi behlata is dohri zindagi main'harash'
kyuin nahi sambalta insaan, isi liye rukawat aayi hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
waah jaanasheen waah...

ab unki mehfil main bhi sazde hone lage
muskraker bhi log ashqon main hone lage.

Quote from: "Jaanasheen"
Dekar Mujhe Gham Judaai Ka Yun Muskuraaya Na Karo,..
Zamaana Kharaab Hai Kahin Bad Duaa Na De De Tumhe,..

_________________________________________-Jaanasheen-

Sajde Ho Rahe Hain Mehfilon Mein,..
Matam Kahin Apni Barbaadion Par Manaa Rahe Hain,..
Zaleem Ne Dekar Mujhe Dard Judaai Ka "Harash"
Dekh Kar Ab Apna Haal Muskuraa Rahe Hain,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #27 on: June 17, 2006, 06:47:45 AM »
Reply with quote
Hum Gham Ke Maare Hai Bhai,..
Kuch Kahe Bhi To Sirf Gham Jhalakta Hai,..
_____________________________________

Gham Judaai Ka Ter Ab Seh Leta Hoon Main,..
Hokar Tujhse Judaa Ab Reh Leta Hoon Main,..

Bahoot Armaan The Mere Ke Tere Sang Zindagi Bitaaon,..
Tujhe Apna Banakar Tere Saath Koi Mehfil Sajaaon,..

Khwaab Jo Dekhe The Maine Sab Choor Hogaye,..
Toota Dil Apna Jab Tum Humse Door Hogaye,..

Ab Bangaya Hai Mukaddar Apna Ke Karoon Tera Intezaar,..
Jab Se Tu Bicharda Jaanasheen Ab Naa Raha Hume Kisi Se Pyaar,..

_________________________-Azeem-______________________
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #28 on: June 18, 2006, 07:28:24 AM »

Ai dost..jab ser pe kafan baanda hi toh yuin hi Guzre gi zindagi...haste hue jio....mohabbat ki ye mithhi mothhi dard bahoot achhi lage gi...nahi toh chhorh do ye raahein..jo tumhaari manzil ko nahi jaayein gi  janaab..

Log her morh per ruk ker sambalte kyuin hain,
Itna derte hain to ghar se nikalte kyuin hain.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #29 on: June 18, 2006, 09:03:20 AM »
Reply with quote
bahoot khoon Harsh and JSheen
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:10:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer