Ghar Ki Yaad...

by Bambi on January 30, 2009, 03:26:16 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5101 times)
Bambi
Guest
Reply with quote
Kaka ke dukan parr masale ke khushbu
ko mehsus karna,
Abhinandan karthe huyi puthliyon ko chidhana,
Bikhere hue 'Export Quality' ke kamaaz ko chuna
Ghar ko yaad karna.

Hath pakede nachthi hui saadiyon ko
sirhana,
Rang birangi haazaron chudiyon ko
zarr se chuthe hue galte se girana,
girre hue rangon ko huthana,
Ghar ko yaad karna.

Niche meethai ki dukan, upar uncle ka maakan,
deer rath uncle ko neend se jagana,
jaga karr siraf do natraj pencil kharidna,
Ghar ko yaad karna.

Bheed se chupp ke, bachch ke, jhukke, ruk ke chalna,
Ruk kar mandir ke samne haath jodna,
Road parr lall signal ko thodna
Ghar ko yaad karna.

Maa, baba, bhai, behen, chacha, chachi,
Sab hai yahan parr,
Bheedh ke cheron main sabko dekhna,
Ghar ko Yaad Karna.

Naryal ka paani malai marke,
Hindi film ke gano ko sunn ke gun-guna na
Aur tamil film ke gaano ko sunn ke-
Chup-chup ke galli main nachlena.
Ghar ko yaad karna.

Ek takk se Vaande Mataram gana
Aakhon ka numm hona,
Phir bhi gaa karr muskurana.
Ghar ko yaad karna.

- Bambi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Agar mera ghar teray ghar k pass hotha.... by Delicate_Doll in Shayri for Khumar -e- Ishq
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi............. by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~ Ghar yaad ata hai mujhe ~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 30, 2009, 03:51:47 PM »
Reply with quote
Kaka ke dukan parr masale ke khushbu
ko mehsus karna,
Abhinandan karthe huyi puthliyon ko chidhana,
Bikhere hue 'Export Quality' ke kamaaz ko chuna
Ghar ko yaad karna.

Hath pakede nachthi hui saadiyon ko
sirhana,
Rang birangi haazaron chudiyon ko
zarr se chuthe hue galte se girana,
girre hue rangon ko huthana,
Ghar ko yaad karna.

Niche meethai ki dukan, upar uncle ka maakan,
deer rath uncle ko neend se jagana,
jaga karr siraf do natraj pencil kharidna,
Ghar ko yaad karna.

Bheed se chupp ke, bachch ke, jhukke, ruk ke chalna,
Ruk kar mandir ke samne haath jodna,
Road parr lall signal ko thodna
Ghar ko yaad karna.

Maa, baba, bhai, behen, chacha, chachi,
Sab hai yahan parr,
Bheedh ke cheron main sabko dekhna,
Ghar ko Yaad Karna.

Naryal ka paani malai marke,
Hindi film ke gano ko sunn ke gun-guna na
Aur tamil film ke gaano ko sunn ke-
Chup-chup ke galli main nachlena.
Ghar ko yaad karna.

Ek takk se Vaande Mataram gana
Aakhon ka numm hona,
Phir bhi gaa karr muskurana.
Ghar ko yaad karna.

- Bambi

Wah wah bambi ji... bahut khoob  Applause Applause
Welcome to YO and enjoy your stay.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: January 30, 2009, 07:09:40 PM »
Reply with quote
Ek bohat pyari rachna Bambi  Applause....welcome to Yoindia
Logged
King_Khan
Guest
«Reply #3 on: January 30, 2009, 07:28:08 PM »
Reply with quote
very very nice bambi dear
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: January 31, 2009, 01:33:50 AM »
Reply with quote
really Nice one Bambi Ji
Logged
Bambi
Guest
«Reply #5 on: January 31, 2009, 04:00:12 AM »
Reply with quote
thank you very much. Usual Smile
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: January 31, 2009, 04:38:14 AM »
Reply with quote
Kaka ke dukan parr masale ke khushbu
ko mehsus karna,
Abhinandan karthe huyi puthliyon ko chidhana,
Bikhere hue 'Export Quality' ke kamaaz ko chuna
Ghar ko yaad karna.

Hath pakede nachthi hui saadiyon ko
sirhana,
Rang birangi haazaron chudiyon ko
zarr se chuthe hue galte se girana,
girre hue rangon ko huthana,
Ghar ko yaad karna.

Niche meethai ki dukan, upar uncle ka maakan,
deer rath uncle ko neend se jagana,
jaga karr siraf do natraj pencil kharidna,
Ghar ko yaad karna.

Bheed se chupp ke, bachch ke, jhukke, ruk ke chalna,
Ruk kar mandir ke samne haath jodna,
Road parr lall signal ko thodna
Ghar ko yaad karna.

Maa, baba, bhai, behen, chacha, chachi,
Sab hai yahan parr,
Bheedh ke cheron main sabko dekhna,
Ghar ko Yaad Karna.

Naryal ka paani malai marke,
Hindi film ke gano ko sunn ke gun-guna na
Aur tamil film ke gaano ko sunn ke-
Chup-chup ke galli main nachlena.
Ghar ko yaad karna.

Ek takk se Vaande Mataram gana
Aakhon ka numm hona,
Phir bhi gaa karr muskurana.
Ghar ko yaad karna.

- Bambi

Bahoth qoob Bambi Nice bahoth masboot kalaam , welcome to yoindia , khusha madid janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 31, 2009, 01:16:08 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Bambi Brother Nice One,.
Logged
Bambi
Guest
«Reply #8 on: January 31, 2009, 01:55:22 PM »
Reply with quote
Haha Thank you Jaanasheen but I'm Bambi sister. Thank you none the less !

Qadeer ji Shukriya. Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:13:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer