Ghayel samajhta hain......(Ghayel)

by sajid_ghayel on February 01, 2009, 08:37:07 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 8446 times)
angel4u
Guest
«Reply #90 on: February 12, 2009, 05:12:04 PM »
Reply with quote

Lamha Lamha Dheeme Dheeme Waqt Ye Pighal Raha Hai,
Teri Hi Panahon Mein Aane Ko Dil Machal Raha Hai,
Teri Berukhiyon Ka Mausam Ab To Door Hoga Tujhse,
Yaadon Ka Ek Surkh Patta Shaakh Se Phisal Raha Hai...
tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hone de Ghayel muje.......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghayel kahe Parmeshwar........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Banke Ghayel hamesha.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Ghayel na yaha hota........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Ek Kahani Ghayel ki zubani........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
sajid_ghayel
Guest
«Reply #91 on: February 13, 2009, 01:49:38 PM »
Reply with quote
shero ko amal me bhi la
jo kaha hain woh karke bhi dikha
main guzra waqt nahi jo laut ke na aaoo
muntazir hu kabse aa meri baho me aa
Logged
angel4u
Guest
«Reply #92 on: February 13, 2009, 04:20:54 PM »
Reply with quote
shero ko amal me bhi la
jo kaha hain woh karke bhi dikha
main guzra waqt nahi jo laut ke na aaoo
muntazir hu kabse aa meri baho me aa


Mere Sheron Ke Har Lafz Mein Saans Leta Hai Tu,
Lahoo ke Har Qatre Mein Hardam Behta Hai Tu,
Aa Teri Baahon Mein Aake Tootke Bikhar Jaun Main,
Yun Dooriyon Mein Meri Chahaton Ko Kyon Tadpata Hai Tu...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #93 on: February 25, 2009, 12:57:12 PM »
Reply with quote
Mere gammo ko samjhne ki nakam koshish karke,
Wo khud ko mera raqeeb samjhta hai,
Koi batlaaye to zara use ki uski aankhon me
utni gehrai na hogi,
JItna iss dil me dard basta hai...

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #94 on: February 25, 2009, 01:42:09 PM »
Reply with quote
Mere gammo ko samjhne ki nakam koshish karke,
Wo khud ko mera raqeeb samjhta hai,
Koi batlaaye to zara use ki uski aankhon me
utni gehrai na hogi,
JItna iss dil me dard basta hai...

Shally.


Dard se bhare dil me woh humko jagah deta hain
Aur us par meri mayusi ki wajah bhi poochta hain

-SG-

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #95 on: March 01, 2009, 09:48:23 AM »
Reply with quote
Mere Sheron Ke Har Lafz Mein Saans Leta Hai Tu,
Lahoo ke Har Qatre Mein Hardam Behta Hai Tu,
Aa Teri Baahon Mein Aake Tootke Bikhar Jaun Main,
Yun Dooriyon Mein Meri Chahaton Ko Kyon Tadpata Hai Tu...


Har baat me teri ada, har aah me teri wafa
Na tujhsa kahi koi, na tuhjsa koi hua
Kismat pe apni aaj karta hain naaz GHAYEL
Mili chahet jise teri beinteha aur bepanah
Logged
angel4u
Guest
«Reply #96 on: March 01, 2009, 09:55:09 AM »
Reply with quote

Har ek dard raha tujhse juda juda sa meri wafaon mein,
chaha tujhe beintehaan, maanga tujhe hi bas duwaon mein,
laqeeron ke safar mein kahin alag na ho jaaye raaste apne,
kaash khuda likh de tera saath umr bhar ka naseebon mein...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #97 on: March 01, 2009, 01:09:11 PM »
Reply with quote

Har ek dard raha tujhse juda juda sa meri wafaon mein,
chaha tujhe beintehaan, maanga tujhe hi bas duwaon mein,
laqeeron ke safar mein kahin alag na ho jaaye raaste apne,
kaash khuda likh de tera saath umr bhar ka naseebon mein...


Har baat me dua har baat me woh bulaye khuda ko
Woh shaks jise meri wafao pe aqeeda nahi raha

-SG-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #98 on: March 02, 2009, 02:37:38 AM »
Reply with quote
Wafayein Kuch Is Qadar Jatata Hai Wo Sanam Mera,
Ped Ko Jaise Sukhe Hue Patte Se Mohabbat Hui Ho...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #99 on: March 02, 2009, 04:05:53 AM »
Reply with quote
Wafayein Kuch Is Qadar Jatata Hai Wo Sanam Mera,
Ped Ko Jaise Sukhe Hue Patte Se Mohabbat Hui Ho...


Sukhe huye patto se bhi mohabbat hoti hain
Jab bhi aati hain khiza, ped ki har shaakh roti hain

-SG-
Logged
salma786
Guest
«Reply #100 on: March 02, 2009, 04:34:59 AM »
Reply with quote
Bahoot hi khoob Sajid ji, Huzena sis n Azeem ji Clapping Smiley
Logged
salma786
Guest
«Reply #101 on: March 02, 2009, 04:52:08 AM »
Reply with quote
Sukhe huye patto se bhi mohabbat hoti hain
Jab bhi aati hain khiza, ped ki har shaakh roti hain

-SG-
Maaf kijiega janab kharab kar rahi hu apke thread ko Usual Smile



Gar majboor na hote dil ke hathon,
Ye gunaah hum kar na pate,
Kisi ke intezaar me palke bichakar,
Yun hi sisak sisak kar mar na jate!



Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #102 on: March 02, 2009, 07:04:05 AM »
Reply with quote
Maaf kijiega janab kharab kar rahi hu apke thread ko Usual Smile



Gar majboor na hote dil ke hathon,
Ye gunaah hum kar na pate,
Kisi ke intezaar me palke bichakar,
Yun hi sisak sisak kar mar na jate!


Bohat khoob salma wah kya sher kaha too good.. Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
salma786
Guest
«Reply #103 on: March 02, 2009, 07:11:25 AM »
Reply with quote
Sarahne ke liye shukriya Sajid ji Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #104 on: March 03, 2009, 02:37:23 AM »
Reply with quote
Sukhe huye patto se bhi mohabbat hoti hain
Jab bhi aati hain khiza, ped ki har shaakh roti hain

-SG-
Applause
Aahein Ped Ki Bas Hoti Hai Kuchh Pal Ki Mehmaan,
Ke Khizaan Ke Baad Bhi Baharon Ka Mausam Hota Hai,
Shayad Samajh Nai Paati Sukhe Patte Ke Dard Ko Koi Bhi Shaakh Uski,
Bahaarein Aate Hi Uski Mohabbaton Ka Safar Shuru Karta Hai...

Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:03:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer