punam
Guest
|
«Reply #15 on: May 18, 2007, 05:43:33 AM » |
|
Aap ki khamoshi mujhe dasne lagi hai hame gamo ki kaid se chudane aa kyun nahi jaate hame apni manjil ka rasta dikha kyun nahi dete kanto se bachate huye manjil tak le kyun nahi jaate...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #16 on: May 18, 2007, 08:22:16 AM » |
|
Aap ki khamoshi mujhe dasne lagi hai hame gamo ki kaid se chudane aa kyun nahi jaate hame apni manjil ka rasta dikha kyun nahi dete kanto se bachate huye manjil tak le kyun nahi jaate... haath badhaya hai aapne, thamna ham bhee chahte hai khamoshi dasne lagee hai hame bhee shaytane manjar kee ham door nahi hai musafir najar utha kar dekha to jara apnee chahat hai hame bhee manjil kee, ahata sunne to thee kadmo kee netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #17 on: May 18, 2007, 01:18:44 PM » |
|
Hath thamoge ye aas dil me liye kya kya humne na sapne sajaye kanto ka Taj humne pehachan na paaye mit sakte hain pyaar me yeh samjh nahi paaye..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #18 on: May 19, 2007, 04:20:51 AM » |
|
Hath thamoge ye aas dil me liye kya kya humne na sapne sajaye kanto ka Taj humne pehachan na paaye mit sakte hain pyaar me yeh samjh nahi paaye.. har julmo sitam sahe pyar me hamne jamane k rooswa hooye the apno se bhee kabhee pyar me ham julmo kee parvah n karte n roosva hone kee fikr thee hamne to odh liya ab kafan, befawayee jo aapne nibhaiyee thee
netra..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #19 on: May 19, 2007, 04:37:24 AM » |
|
bahoot khoob punam and netra ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #20 on: May 19, 2007, 07:15:53 AM » |
|
Thanx pooja ji....
aisa lagta hai ab ye zindagi me kuch na raha na koi chahat na jeene ki waja raha yeh kaisi mayusi hame jakar rakhi hai haal-e-dil kisse kahe kya kahe alfhaz hi na raha...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #21 on: May 19, 2007, 08:18:17 AM » |
|
Thanx pooja ji....
aisa lagta hai ab ye zindagi me kuch na raha na koi chahat na jeene ki waja raha yeh kaisi mayusi hame jakar rakhi hai haal-e-dil kisse kahe kya kahe alfhaz hi na raha...
mayoosee ki odh lee chunar gam ka ghunghat hata do beetalo in haseeno palo ko kal rahe na rahe ham jindgee ka aaj hai ye in palo ko samet lo apne me kuch palo ka saath hai musafir kal kahi bechad n jaye fir se ham haseen vadiyoo ka sma hai hai havaye bee chumtee hai hame badal bhee hai tyar barsane ko aaj kal n badal rahe n rahe ham netra..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #22 on: May 19, 2007, 11:52:46 AM » |
|
Zindagi ka kya bharosha kabhi khushi se meheka deti hai to kabhi sab kuch loot leti hai aap hi se joori hai har khushi hamari aap se milne ki umeed se hi jeete hai bas aap ka hi pyaar jeene ka sahara pal pal apna ke usme jeena chahte hai aisa na ho badal ki tarah barse aur chal diye iss baat se hum darte hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #23 on: May 19, 2007, 12:31:54 PM » |
|
Zindagi ka kya bharosha kabhi khushi se meheka deti hai to kabhi sab kuch loot leti hai aap hi se joori hai har khushi hamari aap se milne ki umeed se hi jeete hai bas aap ka hi pyaar jeene ka sahara pal pal apna ke usme jeena chahte hai aisa na ho badal ki tarah barse aur chal diye iss baat se hum darte hai... toota tha mai chahat ke toot ne se nasoor tha sene me khafa tha sare jaha se
gahre andhkar ke saya me kaise raha pata nahi gam ko botal se chupaya kaise maine pata nahi
hosh aya to luta hooa pya tha, samaj ko apne se alag huaa payta tha darte the masoom parchayee se bhee mere, aisa badnam ho gaya tha
aap aye jindgee me, jindgee mujhe milgayee aye musafir jis rah ko bholla tha mai, yad dila dee aapne aye mere yar musafir
netra....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #24 on: May 21, 2007, 07:10:26 AM » |
|
Aasiyana jo sajayi thi jalte unhe dekhte rehe gayi aik ansoo bhi na gira tarapte yun main rehe gayi
kaat kar jooban jaise kehe raha hai jamana mujhse Haal-e-Dil sunao...chalo tumhe ab ijajat di gayi
khapa tha jamana mujhse...kyun ki ishq jo mujhse se ho gayi kaha ishq karna guna hai isiki saja tumhe di gayi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #25 on: May 21, 2007, 09:08:04 AM » |
|
Aasiyana jo sajayi thi jalte unhe dekhte rehe gayi aik ansoo bhi na gira tarapte yun main rehe gayi
kaat kar jooban jaise kehe raha hai jamana mujhse Haal-e-Dil sunao...chalo tumhe ab ijajat di gayi
khapa tha jamana mujhse...kyun ki ishq jo mujhse se ho gayi kaha ishq karna guna hai isiki saja tumhe di gayi... Aasiyana sajayenge kya darna hai jamane se jamana raha hai dushman iskha ka musafir sadiyo se
na kabhi dare the, n darenge ishak karne wale jamane se til til kar marthe hai ishak karne wale, o' musafir sadiyo se
gar hai himmat to koodo ishak ke samandr me aye musafir ham bhee khade hai tayyar doobne ko sath tere sadiyo se
netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #26 on: May 21, 2007, 03:15:10 PM » |
|
nice punam and Netra ji!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #27 on: May 22, 2007, 05:42:05 AM » |
|
Thanx pooja ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #28 on: May 22, 2007, 05:42:58 AM » |
|
duri hai darmiyan aisa lagta to nahi ehsash aap ka pal bhar bhi dilse jata jo nahi darte hain hum aap ki isskadr chahat se kahi apnate apnate hume tanha chor jayenge to nahi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #29 on: May 22, 2007, 08:44:37 AM » |
|
duri hai darmiyan aisa lagta to nahi ehsash aap ka pal bhar bhi dilse jata jo nahi darte hain hum aap ki isskadr chahat se kahi apnate apnate hume tanha chor jayenge to nahi...
dil me chata ka ahasaas ho mabooba ke yahee tamanna thee dil me sadiyo se ashik ke
dooriyaa khatm hojatee hai khud hee ishk me aye 'jigar' gar dil ka daman ho pak ashik ka, najaro me aapke......
netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|