NETRAPAL
Guest
|
«Reply #60 on: June 14, 2007, 12:35:27 PM » |
|
Dil ka haal aisa hai ke kisi ko bataya na ja saka
zakhm pe zakhm lagte gaye kisi ko dikhaya na ja saka
jab jab unki yaad aayi aansoon ko behene se roka na ja saka
faasle darmiyaan itne the ke mitane ki koshish bhi kiya na ja saka
unhe dukh na ho yeh soch ke haal-e-dil bhi sunaya na ja saka
tanhayi ki aag me hum jalte rahe yeh aag ko aansoo se bhi bujhaya na ja saka... bhoot khoob poonam ji, n ho udas gujar jayenge badal gam ke na kar gam jindgani me ayenge pal hansne ke
kyo baithe ho tum bhee maykhane me aashik gam bhuladenge tere gar apna lo kuch pal ko hame aashik
mast hawavo ka aalma hai tnha kyo tum apna lo saawan ko bars kar badalo kee tarah tum
kale badra kee tar julf teri chumtee hai chehere ko tere aye husan kee mallika kya ban sakte hai katra ek julf ka tere
netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #61 on: June 16, 2007, 12:10:52 PM » |
|
Netra ji kya hua yehan kuch nahi likhe..?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #62 on: June 18, 2007, 04:09:40 AM » |
|
Netra ji kya hua yehan kuch nahi likhe..? poonam ji aapke shikayat door kar dee netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #63 on: June 19, 2007, 05:46:30 AM » |
|
Teri yaad aa aa kar sone nahi deti raat bhar hame chain se rehene nahi deti
aik din tha yaad aate hi dil khilta tha ab aisa koi pal nahi jo dard nahi deti
haal-e-dil jaan kar bhi anjaan ban rahe dil pe chayi badal tumhe dikhayi nahi deti..
ab maut ki gode me hi sukoon milega per yeh umeed bhi kahi dikhayi nahi deti...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #64 on: June 20, 2007, 07:26:14 AM » |
|
Teri yaad aa aa kar sone nahi deti raat bhar hame chain se rehene nahi deti
aik din tha yaad aate hi dil khilta tha ab aisa koi pal nahi jo dard nahi deti
haal-e-dil jaan kar bhi anjaan ban rahe dil pe chayi badal tumhe dikhayi nahi deti..
ab maut ki gode me hi sukoon milega per yeh umeed bhi kahi dikhayi nahi deti... sakoone-maut bhee nahi milti aashik ko mar kar bhee nahi jatee tadaf kyo khojte ho mot ko
yade hee to hoti hai sahara jeene ka aashiko ke kat jata hai safar yado ke sahare, unke juda hone par bhee chand boond ansoo hee ban jate hai sathi aashiko ke
soya nahi karte aashik, jagkar bhee khwab dekhte hai wo khawabo ke shahare hee katee hai jindee unkee gujar jati hai talash me aashik ke jindgani jinkee
netra....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #65 on: June 22, 2007, 09:14:43 AM » |
|
ek hook see uthee hai dil me yad kisi kee atee hai chale gaye wo jane kaha, ek jhalk see hee najar atee hai
bahoot chate the kabhi hame wo kuch ashsaas sa hame hota hai par kiya hee na tha ijhar-mohabbate kuch aisa bhee guma hota hai
hamne bhee chaha tha unko wo bhee kuch pal ko muskra dete the khta thee hee nahi unkee ham us hansee ko mohabaat samaj baithe the
dikhe nahi the barso se bhee wo , n unka kyal dil me ayaa tha kabhi achanak aaj yadd ayee unkee kisee ashik arathee dekhee hai abhi
netra........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #66 on: June 22, 2007, 09:39:34 PM » |
|
very nice punam and Netra ji!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #67 on: June 24, 2007, 07:47:56 AM » |
|
Thanx pooja di..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #68 on: June 24, 2007, 07:49:07 AM » |
|
tum hame bhoola diye..kyun ki.. tumhe chahne walo ki kami nahi hai
tum saath chalte huye raha more liye hum toh tumhari yaad leke saaath chale hai
tumhare sath chalne aaj aur koi hai tumhe kuch kahun mere paas alfaaz nahi hai
khush raho tum sada khuda se dua yehi hai khush hun dekh tumhe khush ... par kaise kahun dil me gham nahi hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #69 on: June 26, 2007, 06:56:04 AM » |
|
tum hame bhoola diye..kyun ki.. tumhe chahne walo ki kami nahi hai
tum saath chalte huye raha more liye hum toh tumhari yaad leke saaath chale hai
tumhare sath chalne aaj aur koi hai tumhe kuch kahun mere paas alfaaz nahi hai
khush raho tum sada khuda se dua yehi hai khush hun dekh tumhe khush ... par kaise kahun dil me gham nahi hai... chaman me fool bhut hai khusbhoo bikherne ke liye fool ek hee hota hai khushnaseeb devo par chadhne ke liye
yoo to safar me hamsafar dost milte hai bhoot dost ek hee hota hai jindgi me gam bhulane ke liye
netra...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #70 on: July 02, 2007, 05:44:37 AM » |
|
Dil kisi ko chahta kyun hai uski chahat me khud tarapta kyun hai
yeh dil dharakta hai jiske liye woh hi dil ko dard deta kyun hai
jo dil tore ke chal diya kisi aur ke sath yeh dil ussi ke liye machalta kyun hai
haal-e-dil dekh jo anjaan banta hai usse dur hoke ansoo bahata kyun hai..
yeh dil kisi ko chaht me khota kyun hai apne ko dard deta kyun hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #71 on: July 02, 2007, 11:37:11 AM » |
|
Dil kisi ko chahta kyun hai uski chahat me khud tarapta kyun hai
yeh dil dharakta hai jiske liye woh hi dil ko dard deta kyun hai
jo dil tore ke chal diya kisi aur ke sath yeh dil ussi ke liye machalta kyun hai
haal-e-dil dekh jo anjaan banta hai usse dur hoke ansoo bahata kyun hai..
yeh dil kisi ko chaht me khota kyun hai apne ko dard deta kyun hai... kyo chahta hail dil hame apne dil se pooch lo tum dhadkta hahi hamare bas tere liye hee ye jan lo tum
ham to tadaf gaye the jo na payee the jhalak teree dard hot seene me bina dekhe tujhe ye baat maan lo tum
netra.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #72 on: July 05, 2007, 08:25:51 AM » |
|
Khash ham unse kehe paate dil ki dard dikha paate..
aaj woh hamare paas hote dil ki baat kuch kehe paate
chor gaye woh beech raha pe laut ke aik bar phir aa jaate..
kuchal ke sare armaano ko yun dil jalake na jaate
aik baar aake dekh jaate haal-e-dil pooch jaate...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #73 on: July 05, 2007, 04:26:04 PM » |
|
Punam, Netra
Good good Keep going :arrow:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
NETRAPAL
Guest
|
|
«Reply #74 on: July 13, 2007, 04:09:30 PM » |
|
aaj jana unhone kya hota hai dard-judai wo haste the jab sahate ham kisee bedard kee bewafyee
wo udaas hai, n dikha unhe, masiha jise mante the wo chal gaya wo wo kara kar ke is jaha se apnee vidayee..
netra......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|