ranjana
Guest
|
«Reply #15 on: June 20, 2006, 11:32:11 AM » |
|
bahut khub ji ........aapka saath toh hame wahan tak bhi kabool hai bas shayari honi chahiye ab woh kahi bhi ho ............ :lol:
woh kab tujhe dur hui hai tere har nazaare mein woh tujhko dikhi hai kahan talashta hai tu usko a dost........ woh toh tere dil ki dahrakno mein basi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #16 on: June 20, 2006, 12:03:22 PM » |
|
woh door hai nazro se magar dil ke paas hai dekh lete hum unhe jo dhdakne-e-khaas hai magar maine to apna dil kab ka unhe hai de diya isliye unhe dekhne ke liye hi bus unki tallaash hai . ...............@fahi@....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 21, 2006, 09:38:14 AM » |
|
jab hamne chiraago mein roshni dekhi mehfil mein aapki kami si dekhi aaj fir se aagayi unki yaad aaj fir hamne apni aankho mein nami dekhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #18 on: June 21, 2006, 11:57:10 AM » |
|
teri jo yaadein mujhe aksar hasay karti thi aaj ashk deker woh bhi jafa karne hai chali
..............@fahi@..............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #19 on: June 22, 2006, 01:11:23 AM » |
|
yaad aaygea woh bahut ruth ke jaane wala kiya they jisne mohabbat ke vaade hamse wahi dhokha de gaya saath nibhane wala
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #20 on: June 23, 2006, 05:42:59 AM » |
|
ye meri zindagi maut se bhi badatr hoti gar sanam tu bhi aur ki tarah sitamgar hoti khud apne hi haathi se jaan le leta mai khudki gar meri munazil se juda teri rah-guzar hoti
................@fahi@...................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #21 on: June 23, 2006, 08:21:23 AM » |
|
ek tera hi chehera aankho mein basa hoga mere dil mein tere siva ab aur kya hoga sochti hun ki yeh raaz ab tujhse keh du teri rahao se juda ab mera rasata aur kya hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 23, 2006, 11:15:06 AM » |
|
aas ek thi .hamari talaash ek thi manzil tak pahuchne ki raahe ek thi. phir kyun kho gaye jafa ki dagar mai phir kyun bichad gaye zindagi ke safar mai
................@fahi@.....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 23, 2006, 12:08:38 PM » |
|
zindagi ka safar tere begair hamare liye bhi aasaan nahi thaa magar teri meri takdeero ka milana bhi shayed taye nahi thaa karte rahe hum gile shikve ek dusare se jaane kya kya ek hi dagar per chaalane mein waqt hum per meherbaan nahi thaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 23, 2006, 12:19:35 PM » |
|
jis waqt usne apni nazro ko mujhse pher liya meri aankhon ki roshni andhere mai kho gayi
................@fahi@...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 23, 2006, 12:26:35 PM » |
|
unhi andhero ki roshni mein kho kar hamne apne dojahan paa liye jab tu na mil saka hamko toh apne saare armaan hamne jala liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 23, 2006, 12:34:02 PM » |
|
per jalte hue armaano mai bachi rahi woh aas jisne tujhe paane ke liye sab naate the bhula diye ..................@fahi@................... unhi andhero ki roshni mein kho kar hamne apne dojahan paa liye jab tu na mil saka hamko toh apne saare armaan hamne jala liye [/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #27 on: June 23, 2006, 12:42:16 PM » |
|
mujhko aur koi yaad nahi raha tere siva ek aas thee milne ki woh hi jalati bujhti rahi na khaya waqt ne taras hum per aur meri manzil rasata tera dekhti rahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #28 on: June 23, 2006, 03:00:37 PM » |
|
tum bin zindagi main ab raha kya hai teri har khusi ko dil ne apna kaha hai per na mil sake tum mujhe,to kya khata hai meri maine to ishq-e-junoon ka har julm saha hai.
...........@fahi@............ Bahut Khub.....
Hotho pe hansi,Aankho mein ASHQ soya hai, Jamaane ko kya pata!Hasne wala bhi kabhi kitna roya hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #29 on: June 23, 2006, 03:12:00 PM » |
|
sukriya ....& very nice gumnam ji...........
gumnamiyo ki raah per chalte chalte julm-o-sitam sahe humne haste haste
.............@fahi@.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|