*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
<>*Har sham ka ye hi manzar tha.*<>
har sham hum tere intezar me baithe rahe har sham hum umeed ki shama jalaye rahe har sham tere aane ki aas me palkein bichaye rahe har sham hum saj sanwar k darwaze pe kahde rahe
har sham ye dhadkanein tez hui har sham hum ise pyar se behlate rahe har sham ye dil machal jata tha har sham ise thapki de hum samjhate rahe
har sham ka ye manzar hota tha hum chhat par ghanton baithe rehte the suraj chhipne aata to deta dua aur chand hume dekh aanhein bharta tha
sham ki gulabi chadar hume aanchal apna udhati thi sham ki thandi hawa in palkon k ashk sukhane aati thi sham se leke raat tak fir tanha raat se bhatakti sham tak hum wahin tanha khade paaye jate the
har sham ka ye hi manzar tha.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 30, 2010, 05:55:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2 on: July 30, 2010, 06:25:10 PM » |
|
waahhhh anaam ji kya khub kahi hai...
mere intezar ki tujhe khabar na lagi ye kaise mumkin hai sanam
tum hi to keh gaye the uss dhalti sham me mera intezaar karna jaanam
ye hawa jo hoke paas se mere guzarti thi ye lati thi mahek mere pyaar ki
kyun tujhe na mehsuss hui sanam ye aanch mere intezar ki
te chand bhi bada beraham hai yahan sath mere rota tha
par ye na kaha kabhi kya usne tujhe tujhe yaad kar wahan koi rota tha
mere sajan yehi rang har pal tere pyaar ka mujhpar chchaya raha
main til til marti rahi yahan tu bhi wahan yaad me meri tilmilata raha
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 30, 2010, 06:34:29 PM » |
|
Abhi tou jaana hai... khanaa abhi khaanaa hai.....
reply phir kabhi dunga ji.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #4 on: July 30, 2010, 06:43:01 PM » |
|
sure ji....apna khyal rakhiyega...thnx for the reply
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 30, 2010, 07:10:12 PM » |
|
bahut khub kasak ji akhir ki chaar lines gazab ki likhi hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 31, 2010, 03:34:31 AM » |
|
Aapka uttar padh kar kuchh ajeeb sa ehsaas hua..... kyu ye kaaynaat ki hastiyein saath nahi de rahi......Ye Chand...Ye hawa....
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
Chand se shekaayat hum bhiee karte they Tanhaayee ka jikra hawa0n se karte they Kuchh samachar tera lekar aao kehte they Dil ko apne hum eesy tarah behlaate they
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
Teri yaado se shuru hoti thee meri har sham Ab nashaa nahi dete hain madhu ke bhi jaam Phir bhi mann karta aa k koi le mujhe thaam Yaad aata tha har pal sanam bas tera hi naam
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Abhi Tamrakar
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 31, 2010, 06:01:51 AM » |
|
yu to aap meri in lines ko padh chuke he Anu ji ..par yah jab apki post padhi to man nahi mana reply kiye bina~~
Har shaam meri ankhon me koi manjar hota tha.... har raat par bhi to taron ka samandar hota tha.... har subah mere man ko samjhati thi "Abhi".... ki kisi shaam tum mere liye subah laoge or ye raat khatm hogi~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #9 on: July 31, 2010, 06:22:32 AM » |
|
tumhare replies k bina meri poems adhuri lagti hain bataya tha na abhi ji aapko....
fir bhi aapki replies k wait karne padte hain...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 31, 2010, 09:08:16 AM » |
|
<>*Har sham ka ye hi manzar tha.*<>
har sham hum tere intezar me baithe rahe har sham hum umeed ki shama jalaye rahe har sham tere aane ki aas me palkein bichaye rahe har sham hum saj sanwar k darwaze pe kahde rahe
har sham ye dhadkanein tez hui har sham hum ise pyar se behlate rahe har sham ye dil machal jata tha har sham ise thapki de hum samjhate rahe
har sham ka ye manzar hota tha hum chhat par ghanton baithe rehte the suraj chhipne aata to deta dua aur chand hume dekh aanhein bharta tha
sham ki gulabi chadar hume aanchal apna udhati thi sham ki thandi hawa in palkon k ashk sukhane aati thi sham se leke raat tak fir tanha raat se bhatakti sham tak hum wahin tanha khade paaye jate the
har sham ka ye hi manzar tha.......
Wonderful indeed Kasak Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #11 on: July 31, 2010, 10:03:34 AM » |
|
Aapka uttar padh kar kuchh ajeeb sa ehsaas hua..... kyu ye kaaynaat ki hastiyein saath nahi de rahi......Ye Chand...Ye hawa....
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
Chand se shekaayat hum bhiee karte they Tanhaayee ka jikra hawa0n se karte they Kuchh samachar tera lekar aao kehte they Dil ko apne hum eesy tarah behlaate they
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
Teri yaado se shuru hoti thee meri har sham Ab nashaa nahi dete hain madhu ke bhi jaam Phir bhi mann karta aa k koi le mujhe thaam Yaad aata tha har pal sanam bas tera hi naam
haan bas ye hi tha hamari har sham ka manzar...
superbbbbb reply anaam ji....aapki kta tareef karen..itna khubsirat likhte hain aap k bas apne aap wahh nikla hi jata hai.. shukriya ji reply karna ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #12 on: July 31, 2010, 10:04:26 AM » |
|
bahut khub kasak ji akhir ki chaar lines gazab ki likhi hai....
thnx geet ji ...apne ise pasand kiya...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #13 on: July 31, 2010, 10:05:01 AM » |
|
Wonderful indeed Kasak Ji
thnx harish ji meri poem pasand karne k liye and sarahne k liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #14 on: July 31, 2010, 10:39:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|