!!Hisaab!!

by amrita on June 12, 2005, 11:08:24 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 6220 times)
thycreator
Guest
«Reply #30 on: June 19, 2005, 07:25:12 PM »
Reply with quote
Wah Nikki ji....bahut khoob.....

Har kissi ke naseeb mein pyar ki saugat nahi hoti,
Kisi ke chah lene se kabhi ye bhi barsat nahi hoti,
Bade kismat walo ko mili hai ye khuda ki nemat,
Har kissi ke pas iss pyar ki ye daulat nahi hoti...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hisaab de sakoge................ by Aarzuu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
hisaab(gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hisaab de dega........( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
hisaab..........A.B by adil bechain in Shairi - E - Zindagi
Mere Pyar Ka Jo Hisaab by sinha_0005 in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #31 on: June 19, 2005, 07:34:25 PM »
Reply with quote
Raah chaltey huie akksar yeh guman hota hai,
Woh nazar chupp ke mujhey deikh rahi ho jaisey.


nm
Logged
nikki
Guest
«Reply #32 on: June 19, 2005, 08:28:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Wah Nikki ji....bahut khoob.....

Har kissi ke naseeb mein pyar ki saugat nahi hoti,
Kisi ke chah lene se kabhi ye bhi barsat nahi hoti,
Bade kismat walo ko mili hai ye khuda ki nemat,
Har kissi ke pas iss pyar ki ye daulat nahi hoti...


bahut khoob.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #33 on: June 19, 2005, 08:37:26 PM »
Reply with quote
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi
Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi
Logged
amrita
Guest
«Reply #34 on: June 20, 2005, 07:12:44 PM »
Reply with quote
mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi
kaise kahe ki tere talabghaar hum nai

khud ko jala ke rakh kar dala mita diya
lo ab tumhari raah mein deewar hum nahi

jisko sawaara humne tamaamon ke khoon se
gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi

dhoka diya hai khud ko mohobbat ke naam se
kaise kahe tere gunehgaar hum nahi..

nm
Logged
bond
Guest
«Reply #35 on: June 20, 2005, 07:21:16 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaaah....nice ones...sabne bahut achha likha hai..........
Logged
amrita
Guest
«Reply #36 on: June 21, 2005, 10:39:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "bond"
waaaaaaaaaah....nice ones...sabne bahut achha likha hai..........


thanks bond..!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: June 21, 2005, 08:38:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi
kaise kahe ki tere talabghaar hum nai

khud ko jala ke rakh kar dala mita diya
lo ab tumhari raah mein deewar hum nahi

jisko sawaara humne tamaamon ke khoon se
gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi

dhoka diya hai khud ko mohobbat ke naam se
kaise kahe tere gunehgaar hum nahi..



nice Jaan Ji
Logged
amrita
Guest
«Reply #38 on: June 22, 2005, 03:19:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "amrita"
mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi
kaise kahe ki tere talabghaar hum nai

khud ko jala ke rakh kar dala mita diya
lo ab tumhari raah mein deewar hum nahi

jisko sawaara humne tamaamon ke khoon se
gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi

dhoka diya hai khud ko mohobbat ke naam se
kaise kahe tere gunehgaar hum nahi..



nice Jaan Ji


thank you Farnav ....!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #39 on: June 22, 2005, 07:10:35 PM »
Reply with quote
Ek pal ka ehsas bankar aate ho,
par dusre he pal khwab bankar ud jate ho,
jante ho ki lagta hai dar tanhaiyo se hame
fir bhi bar-bar tanha chod jate ho....
Logged
mahesh
Guest
«Reply #40 on: June 23, 2005, 03:00:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "isha_verma7"
WoW, aap dono na kya mast likha hai.....very nice and "amrita ji" welcome

aap e be boht acce sayre leke he muje aap ke har sayre boht pasnd he
Logged
amrita
Guest
«Reply #41 on: June 23, 2005, 02:23:05 PM »
Reply with quote
sapna dekhte hain raat ko aashiqui ka
aur darte hain ki jaldh subha na ho

mashook dhoondhte hain khoobsurat koi
aur darte hain ki woh judaa na ho...

nm
Logged
HumTum
Guest
«Reply #42 on: June 23, 2005, 02:24:40 PM »
Reply with quote
jagti ankhoon se sapna dekho
khwaab ka kya hai woh to har shab aatey hai
kagaz ki kahsti se paar kiya hai dariya
dekho humko kya kya kartab aatey hai !!
Logged
amrita
Guest
«Reply #43 on: June 23, 2005, 02:38:06 PM »
Reply with quote
sab ankhon mein khwaab nahi hotey
hote bhi ho toh kabhi pure nahi hotey..

kashti ka pyaar hai jo dariya mein tair raha hai
sab kashtiyon mein yeh hunar nahi hotey..
Logged
HumTum
Guest
«Reply #44 on: June 23, 2005, 02:47:08 PM »
Reply with quote
jo likhi hui hai mere khoon-e-dil se
mai us dastaN ko kaisE sunna dun
diye hain jo mujh ko mere aapno ne
mai unn zakhmoN ko kaisE dikha dun
rakhe hain jo fazza-e-murda-e-dil maiN
main unn aksson ko kaise mitaa duN
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:53:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer