amrita
Guest
|
«Reply #45 on: June 23, 2005, 03:23:09 PM » |
|
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi Kise majaal kahe koi mujh ko deewana Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi http://asifraja.tripod.com/poem1.htmtumne last apne aap se sher kab likha tha....??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #46 on: June 23, 2005, 03:41:25 PM » |
|
jo likhi hui hai mere khoon-e-dil se mai us dastaN ko kaisE sunna dun diye hain jo mujh ko mere aapno ne mai unn zakhmoN ko kaisE dikha dun rakhe hain jo fazza-e-murda-e-dil maiN main unn aksson ko kaise mitaa duN
bahut khoob...!!! yaad aaye behissab hume woh gum e jaahan mein.. bahaye ashq behissab humne dil mein base unke aks ko mitane mein..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #47 on: June 23, 2005, 03:43:57 PM » |
|
nice ....
mita na paya yaad us kafir ki dil se jisney khopa tha peeth pe kangar mere aaj phir dil ussi beffwaa ko chahta hai phir mitney ka shonq hai dil ke ander mere !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #48 on: June 23, 2005, 03:53:22 PM » |
|
nice ....
mita na paya yaad us kafir ki dil se jisney khopa tha peeth pe kangar mere aaj phir dil ussi beffwaa ko chahta hai phir mitney ka shonq hai dil ke ander mere !!
apne aap se sirf aise waade kiya karo jo nibha sako, agar nahi bhula sakte uss bewafaa ko toh koshish bhi mat karo khopa jisne khanjar peeth mein usse toh fir bhi bhula sakte ho kya kahoge un bewafaao ka jo khanjaar seene mein khop te hon..??
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #49 on: June 23, 2005, 04:09:54 PM » |
|
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko lekin mera kehna kab manta hai mera dil
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #50 on: June 24, 2005, 08:35:12 AM » |
|
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko lekin mera kehna kab manta hai mera dil
woh chand jaise aasman mein chamakte rahe hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe jante hain kabhi na paa sakenge unhe phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chhaya
Guest
|
|
«Reply #51 on: June 25, 2005, 09:31:39 AM » |
|
apne pyaar ka karz mangta tha kabse bitaungi uske saath zindagi, tareekh mangta tha majbooriya thi kuch..judaai mein de aayi kiwaaar par khade rehkar meri ek jhalak mangta tha nice one
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chhaya
Guest
|
|
«Reply #52 on: June 25, 2005, 09:37:59 AM » |
|
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko lekin mera kehna kab manta hai mera dil
woh chand jaise aasman mein chamakte rahe hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe jante hain kabhi na paa sakenge unhe phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe.. manga to unhe jata hai jo hamare pass nahi hota unhe kue mange jo hardam hamare sath khayalo main hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amrita
Guest
|
|
«Reply #53 on: June 25, 2005, 09:02:01 PM » |
|
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko lekin mera kehna kab manta hai mera dil
woh chand jaise aasman mein chamakte rahe hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe jante hain kabhi na paa sakenge unhe phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe.. manga to unhe jata hai jo hamare pass nahi hota unhe kue mange jo hardam hamare sath khayalo main hai bahut ache....!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #54 on: June 25, 2005, 10:26:23 PM » |
|
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko lekin mera kehna kab manta hai mera dil
woh chand jaise aasman mein chamakte rahe hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe jante hain kabhi na paa sakenge unhe phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe.. manga to unhe jata hai jo hamare pass nahi hota unhe kue mange jo hardam hamare sath khayalo main hai chhaya ji ......
khayalo ko apney haqiqaat karna chahta hoon mehboob ko apni bahoon mein barna chahta hoon har pal ho hathoon mein yaar ka hath ishq mein dewangi ki had se guzrna chahta hoon !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #55 on: June 25, 2005, 10:38:23 PM » |
|
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko lekin mera kehna kab manta hai mera dil
woh chand jaise aasman mein chamakte rahe hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe jante hain kabhi na paa sakenge unhe phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe.. Amrita ji .....
phir tere khuchey ko gya hai mera khayal aaj phir ishq mujhey aazmaney ko hai guzar chuuki hai ab to blaye bhi tamam ab bhi ja sitamgar ke ab jaan bhi janey ko hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #56 on: June 25, 2005, 10:38:57 PM » |
|
hhh....mmmm!!!! .... good hai good hai..!!!! .... lage raho!!!;)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #57 on: June 25, 2005, 10:44:24 PM » |
|
hhh....mmmm!!!! .... good hai good hai..!!!! .... lage raho!!!;) Aap bhi to aao na !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #58 on: June 25, 2005, 11:19:43 PM » |
|
hhmmm....yaha to hisab ki baat chal rahi hai main hisab main kamzor hun...garit mujhe aati hai hai....chalo kosish karte hai....!!! ... ruh ne mari aaj manga hai mujhse hisab intezzar main tere patthar ke sahare so gaye chand lamho ge judai main hum hkud se juda ho gaye na aaya tu to mrei run ne matu ka meri manga hai hisab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #59 on: June 25, 2005, 11:40:54 PM » |
|
waah tosha ji .....
humsey manga gya hisaab hamari chahat ka sar e bazaar ruswa kiya hamarey pyaar ko phir bhi dil se yhi duaa niklti hai "HumTum" khuda salamat rakhe mere qatil e yaar ko !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|