!!Hisaab!!

by amrita on June 12, 2005, 11:08:24 AM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 6221 times)
amrita
Guest
«Reply #60 on: June 26, 2005, 06:42:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "amrita"
Quote from: "HumTum"
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai
yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil
chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko
lekin mera kehna kab manta hai mera dil


woh chand jaise aasman mein chamakte rahe
hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe

jante hain kabhi na paa sakenge unhe
phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe..


Amrita ji .....

phir tere khuchey ko gya hai mera khayal
aaj phir ishq mujhey aazmaney ko hai
guzar chuuki hai ab to blaye bhi tamam
ab bhi ja sitamgar ke ab jaan bhi janey ko hai !!


bahut acha likha hai aap sabhi ne....
hum tum for ya...

behisaab humare pyaar ko azmaaya hai
hisaab na ho sake itna dard paaya hai
guzariti hi nahi zindagi ki yeh tamaam balaye
aisa sitam hum par kyon dhaya hai,
kyon iss zamane ne humein itna rulaya hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hisaab de sakoge................ by Aarzuu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
hisaab(gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hisaab de dega........( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
hisaab..........A.B by adil bechain in Shairi - E - Zindagi
Mere Pyar Ka Jo Hisaab by sinha_0005 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tosha
Guest
«Reply #61 on: June 26, 2005, 07:01:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "amrita"
Quote from: "HumTum"
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai
yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil
chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko
lekin mera kehna kab manta hai mera dil


woh chand jaise aasman mein chamakte rahe
hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe

jante hain kabhi na paa sakenge unhe
phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe..


Amrita ji .....

phir tere khuchey ko gya hai mera khayal
aaj phir ishq mujhey aazmaney ko hai
guzar chuuki hai ab to blaye bhi tamam
ab bhi ja sitamgar ke ab jaan bhi janey ko hai !!


bahut acha likha hai aap sabhi ne....
hum tum for ya...

behisaab humare pyaar ko azmaaya hai
hisaab na ho sake itna dard paaya hai
guzariti hi nahi zindagi ki yeh tamaam balaye
aisa sitam hum par kyon dhaya hai,
kyon iss zamane ne humein itna rulaya hai..


bahut khoob kaha Amrita:)


Quote from: "HumTum"
waah tosha ji .....

humsey manga gya hisaab hamari  chahat ka
sar e bazaar ruswa kiya hamarey pyaar ko
phir bhi dil se yhi duaa niklti hai "HumTum"
khuda salamat rakhe mere qatil e yaar ko !!


acche HumTum:)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #62 on: June 26, 2005, 08:19:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "Amrita ji"
behisaab humare pyaar ko azmaaya hai
hisaab na ho sake itna dard paaya hai
guzariti hi nahi zindagi ki yeh tamaam balaye
aisa sitam hum par kyon dhaya hai,
kyon iss zamane ne humein itna rulaya hai..


Yeh Jo Mera Reply Yahan Aya Hai
Kia Huwa Wada Tuh S Nibhnae Aya Hai
Tuney yeh kiun soch liya Us Ney Azmaya hai
Us Ney jab Bhi Dil mein Dekha Tujhe Hi Paya Hai
Logged
chhaya
Guest
«Reply #63 on: June 27, 2005, 08:46:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "chhaya"
Quote from: "amrita"
Quote from: "HumTum"
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai
yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil
chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko
lekin mera kehna kab manta hai mera dil


woh chand jaise aasman mein chamakte rahe
hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe

jante hain kabhi na paa sakenge unhe
phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe..



manga to unhe jata hai
jo hamare pass nahi hota
unhe kue mange
jo hardam hamare sath khayalo main hai


chhaya ji ......

khayalo ko apney haqiqaat karna chahta hoon
mehboob ko apni bahoon mein barna chahta hoon
har pal ho hathoon mein yaar ka hath
ishq mein dewangi ki had se guzrna chahta hoon !!



khayal agar haqiqaat ban jate
to duniya main koi akela na hota
har dam koi saath hota
khayal khayal na hokar haqiqaat ban jata
Logged
amrita
Guest
«Reply #64 on: June 27, 2005, 12:24:30 PM »
Reply with quote
nikki...... tosha......... faree........ chhaya.......humtum.........thy you all and rest who hav contributed thanks a lot and all of u hav written very well........
Logged
amrita
Guest
«Reply #65 on: June 29, 2005, 09:29:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "chhaya"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "chhaya"
Quote from: "amrita"
Quote from: "HumTum"
dil ko bhalaa aaj tak kaun kabu ker paya hai
yun nhi sji hai shayri-e-dard mein mehfil
chaha to khi baar ke bhula du uss kafir ko
lekin mera kehna kab manta hai mera dil


woh chand jaise aasman mein chamakte rahe
hum raat bhar unki chamak mein khoye rahe

jante hain kabhi na paa sakenge unhe
phir bhi har dua mein unhi ko mangte rahe..



manga to unhe jata hai
jo hamare pass nahi hota
unhe kue mange
jo hardam hamare sath khayalo main hai


chhaya ji ......

khayalo ko apney haqiqaat karna chahta hoon
mehboob ko apni bahoon mein barna chahta hoon
har pal ho hathoon mein yaar ka hath
ishq mein dewangi ki had se guzrna chahta hoon !!



khayal agar haqiqaat ban jate
to duniya main koi akela na hota
har dam koi saath hota
khayal khayal na hokar haqiqaat ban jata


kash khayalon mein jise dekhte hain
woh samne aa jate

har pal akela pan mehsus karte hain
kash koi hum dum humein mil jaate...
Logged
amrita
Guest
«Reply #66 on: August 01, 2005, 08:12:58 PM »
Reply with quote
zindagi mein ek hi dukh hai,k tum humare saath nahi..
thodi dair se milo dilbar,lekin marne ke baad nahi..
Logged
chhaya
Guest
«Reply #67 on: August 03, 2005, 10:09:11 AM »
Reply with quote
bahot khub amrita ji

agar tumhe hamse pyar hai
to hamara intezar karna
tum sambhal lena apne app ko
hamare ane tak dam na todna

Quote from: "amrita"
zindagi mein ek hi dukh hai,k tum humare saath nahi..
thodi dair se milo dilbar,lekin marne ke baad nahi..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #68 on: August 22, 2005, 04:16:55 PM »
Reply with quote
wow  nice  work  all........................P..................... .
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 02:11:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.205 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer