<-------HUM YAAD BAHUT AYENGE------->

by badnaam_shayar on November 02, 2005, 04:47:06 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 10097 times)
yaad
Guest
«Reply #30 on: May 16, 2006, 06:05:05 AM »
Reply with quote
Wah wah Wah kya baat hai sonu ji. Wah Wah Wah.

Jo PooChta Hai k0i SurKh anKhen hain kYon aaJ
t0 aanKh mal kar kehta h0n raat s0 na saKa
aZar chah0n maGar Yeh keh na saKon Ga Kabhi ke
raat r0ne ki khuWahiSh thi maGar r0 na saKa...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad ayenge by jindagi in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bahut Purani Yaad Ko by Preet R in Other Languages
eh dost, tum bahut yaad aye by sanprem in Shayri for Dard -e- Judai
Aaj Rootha hua ek dost bahut yaad aaya by -Kashish- in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
BAHUT PURANI YAAD by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
Sonu
Guest
«Reply #31 on: May 16, 2006, 06:14:52 AM »
Reply with quote
welcome to yoinda yaad ji...

bahut bahut shukriya  Yaad ji...... wonderful likha hai apney

Kabhi huthu pey koi baat dil sey phaley ah jati,
kahi khaber bhi na thi roshni ki jhalak ah jati,
Bahut samey sey hum senjidgi seja rahey they,
Peta nahi khaan sey asha ki kiran ah jati.

Quote from: "yaad"
Wah wah Wah kya baat hai sonu ji. Wah Wah Wah.

Jo PooChta Hai k0i SurKh anKhen hain kYon aaJ
t0 aanKh mal kar kehta h0n raat s0 na saKa
aZar chah0n maGar Yeh keh na saKon Ga Kabhi ke
raat r0ne ki khuWahiSh thi maGar r0 na saKa...
Logged
yaad
Guest
«Reply #32 on: May 16, 2006, 06:35:47 AM »
Reply with quote
Thanks sonuji,
Wah Wah Wah
 Arz Kiya Hai ki,

Usey main hi likha tha ,
key Lehjey barf ho jain
To pigla nahi kartey .
parindey dur kahin ur jaian ,
To phir lota nahi kartey .

Usey main hi likha tha ,
key Yaqeen uth jaey
to shayad kabi wapis nahi ata
Hawaon ka Tufan khabi barish nahi lata

Usey main hi likha tha
key shesha tout jey to Khabi jur nahi pata
Jo rastey sey Batuk jaey
Wo wapis mur nahi pata

Usey kehna wo bey-mani adhura khat
usey main hi likha tha
Usey kehna key
Deewaney Mukamal khat nahi likhtey!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #33 on: May 16, 2006, 06:43:10 AM »
Reply with quote
u r most welcome Yaad ji..

bahut khoob..

Na umeediow key andheyrey mey meyney umeedo ka deep jalaya,
 Bujhney na deya kabhi badey sey beda tuphan ahya,
Roshn huya her lemha phir lambhey safer ka khiyal ahya,
Kalpanow key safer key humsafer sey ek sansaar sajaya.

Quote from: "yaad"
Thanks sonuji,
Wah Wah Wah
 Arz Kiya Hai ki,

Usey main hi likha tha ,
key Lehjey barf ho jain
To pigla nahi kartey .
parindey dur kahin ur jaian ,
To phir lota nahi kartey .

Usey main hi likha tha ,
key Yaqeen uth jaey
to shayad kabi wapis nahi ata
Hawaon ka Tufan khabi barish nahi lata

Usey main hi likha tha
key shesha tout jey to Khabi jur nahi pata
Jo rastey sey Batuk jaey
Wo wapis mur nahi pata

Usey kehna wo bey-mani adhura khat
usey main hi likha tha
Usey kehna key
Deewaney Mukamal khat nahi likhtey!!
Logged
yaad
Guest
«Reply #34 on: May 16, 2006, 06:44:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
welcome to yoinda yaad ji...

bahut bahut shukriya  Yaad ji...... wonderful likha hai apney

Kabhi huthu pey koi baat dil sey phaley ah jati,
kahi khaber bhi na thi roshni ki jhalak ah jati,
Bahut samey sey hum senjidgi seja rahey they,
Peta nahi khaan sey asha ki kiran ah jati.

Quote from: "yaad"
Wah wah Wah kya baat hai sonu ji. Wah Wah Wah.

Jo PooChta Hai k0i SurKh anKhen hain kYon aaJ
t0 aanKh mal kar kehta h0n raat s0 na saKa
aZar chah0n maGar Yeh keh na saKon Ga Kabhi ke
raat r0ne ki khuWahiSh thi maGar r0 na saKa...

Kya kahoon , bas alfaaz nahi milthey.
gar wah wah kiya, toh us pyaar ki tauheen hogi
gar nah kiya toh us ashqon ka intezaar , bezaar hongi
bas isliye kuch dil-se kehna chahoonga.
khaas aapkeliye.

Naa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,
Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa
Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,
Ussay Bhool Jaa

Yeh Joo Raat Din Ka Hai Ek Khel Saa,
Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa Kar
Nahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena,
Ussay Bhool Jaa

Joo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,
Woh Joo Raastey Mein Palatt Gaya
Ussay Rookney Sey Husool Kya,
Ussay Matt Bulaa
Ussay Bhool Jaa
Logged
Sonu
Guest
«Reply #35 on: May 16, 2006, 07:00:16 AM »
Reply with quote
Yaad ji shukriya.... bahut hi khoobsurat likha hai apney....  :oops:  hats off for u... :oops:  

oss ki nani bund sa ehsaas tha, komel... nerm... keoki vhaa pyar tha...,
mey thi..., tum they..., tanhayee thi.
humarey apney palo ka ehsaas tha.
rom rom mey tum ho samaya hai,
 tumharey ahdharoo ka sangeet loogo key beech bhi tumhri chitven hai or hia,
tum meyrey pass. tum hugey or huga tumhara reyshmi ehsaas,
meyra pyar kabhi khatem nahi huga,
gheyra per gheyra huta chlaajayga mithaas ka bhaver.

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
welcome to yoinda yaad ji...

bahut bahut shukriya  Yaad ji...... wonderful likha hai apney

Kabhi huthu pey koi baat dil sey phaley ah jati,
kahi khaber bhi na thi roshni ki jhalak ah jati,
Bahut samey sey hum senjidgi seja rahey they,
Peta nahi khaan sey asha ki kiran ah jati.

Quote from: "yaad"
Wah wah Wah kya baat hai sonu ji. Wah Wah Wah.

Jo PooChta Hai k0i SurKh anKhen hain kYon aaJ
t0 aanKh mal kar kehta h0n raat s0 na saKa
aZar chah0n maGar Yeh keh na saKon Ga Kabhi ke
raat r0ne ki khuWahiSh thi maGar r0 na saKa...

Kya kahoon , bas alfaaz nahi milthey.
gar wah wah kiya, toh us pyaar ki tauheen hogi
gar nah kiya toh us ashqon ka intezaar , bezaar hongi
bas isliye kuch dil-se kehna chahoonga.
khaas aapkeliye.

Naa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,
Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa
Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,
Ussay Bhool Jaa

Yeh Joo Raat Din Ka Hai Ek Khel Saa,
Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa Kar
Nahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena,
Ussay Bhool Jaa

Joo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,
Woh Joo Raastey Mein Palatt Gaya
Ussay Rookney Sey Husool Kya,
Ussay Matt Bulaa
Ussay Bhool Jaa
Logged
yaad
Guest
«Reply #36 on: May 16, 2006, 07:11:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Yaad ji shukriya.... bahut hi khoobsurat likha hai apney....  :oops:  hats off for you... :oops:  

Sonu ji shukriya, yeh toh aapki izzat hai warna mai kuch nahi.
Wah sonu ji Wah.

Lafz Adhoray Lagtay Hain Har Baat Adhori Lagti Hai
Chand Bhi Nahi Nikla Ye Raat Adhori Lagti Hai

Baras Rahay Hain Badal Meray Ashiyanay Per Qahar Ki Tarhaan
Abhi Tota Nahi Makaan Mera Ye Barsaat Adhori Lagti Hai

Kab Tak Sahara Den gi Umeedain Meri Sansoon Ko
Milta Nahi Koi Maharbaan Ye Kainaat Adhori Lagti Hai

Milti Hain Khushiyaan Bhi Mujhay Lamhoon Ke Wasta
Gar Gham Hi Moqadar Hain To Ye Soghaat Adhori Lagti Hai

Kis Se Gila Karoon Koun Sune ga Meri Daastan-E-Tanhaai
Likha Tha Jis Per Mera Naseeb Wo Kitaab Adhori Lagti Hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #37 on: May 16, 2006, 07:18:46 AM »
Reply with quote
Yaad ji shukriya... app ney bahut hi acha likha hai..

ab ki bersaat mey saven key sath berseyngey meyrye neen bhi,
 tumahrye pyar mey tiptip bundoo key sath pkel ker tumahra hath aentheen suni pekedandi per.
bersat mey bhigeyngey hum tum
pyar key ehsaas mey judayee sapersh key jadoo sey serabor huga meyra tenmen,
tumharey kandey per meyra ser huga per yea sach hai,
ab ki bersaat mey sajen bhigeyngey hum tum prem ki bersat mey...

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
Yaad ji shukriya.... bahut hi khoobsurat likha hai apney....  :oops:  hats off for you... :oops:  

oss ki nani bund sa ehsaas tha, komel... nerm... keoki vhaa pyar tha...,
mey thi..., tum they..., tanhayee thi.
humarey apney palo ka ehsaas tha.
rom rom mey tum ho samaya hai,
 tumharey ahdharoo ka sangeet loogo key beech bhi tumhri chitven hai or hia,
tum meyrey pass. tum hugey or huga tumhara reyshmi ehsaas,
meyra pyar kabhi khatem nahi huga,
gheyra per gheyra huta chlaajayga mithaas ka bhaver.

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
welcome to yoinda yaad ji...

bahut bahut shukriya  Yaad ji...... wonderful likha hai apney

Kabhi huthu pey koi baat dil sey phaley ah jati,
kahi khaber bhi na thi roshni ki jhalak ah jati,
Bahut samey sey hum senjidgi seja rahey they,
Peta nahi khaan sey asha ki kiran ah jati.

Quote from: "yaad"
Wah wah Wah kya baat hai sonu ji. Wah Wah Wah.

Jo PooChta Hai k0i SurKh anKhen hain kYon aaJ
t0 aanKh mal kar kehta h0n raat s0 na saKa
aZar chah0n maGar Yeh keh na saKon Ga Kabhi ke
raat r0ne ki khuWahiSh thi maGar r0 na saKa...

Kya kahoon , bas alfaaz nahi milthey.
gar wah wah kiya, toh us pyaar ki tauheen hogi
gar nah kiya toh us ashqon ka intezaar , bezaar hongi
bas isliye kuch dil-se kehna chahoonga.
khaas aapkeliye.

Naa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,
Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa
Dil-e-Muntazir Too Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,
Ussay Bhool Jaa

Yeh Joo Raat Din Ka Hai Ek Khel Saa,
Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa Kar
Nahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena,
Ussay Bhool Jaa

Joo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,
Woh Joo Raastey Mein Palatt Gaya
Ussay Rookney Sey Husool Kya,
Ussay Matt Bulaa
Ussay Bhool Jaa

Sonu ji shukriya, yeh toh aapki izzat hai warna mai kuch nahi.
Wah sonu ji Wah.

Lafz Adhoray Lagtay Hain Har Baat Adhori Lagti Hai
Chand Bhi Nahi Nikla Ye Raat Adhori Lagti Hai

Baras Rahay Hain Badal Meray Ashiyanay Per Qahar Ki Tarhaan
Abhi Tota Nahi Makaan Mera Ye Barsaat Adhori Lagti Hai

Kab Tak Sahara Den gi Umeedain Meri Sansoon Ko
Milta Nahi Koi Maharbaan Ye Kainaat Adhori Lagti Hai

Milti Hain Khushiyaan Bhi Mujhay Lamhoon Ke Wasta
Gar Gham Hi Moqadar Hain To Ye Soghaat Adhori Lagti Hai

Kis Se Gila Karoon Koun Sune ga Meri Daastan-E-Tanhaai
Likha Tha Jis Per Mera Naseeb Wo Kitaab Adhori Lagti Hai
Logged
yaad
Guest
«Reply #38 on: May 16, 2006, 07:25:37 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonuji, AB Iska Jawab Mai Kya kahoon.  :?:  :?:  :?:  :?:  :?:  :?:
lekin intezaar karna , zarooor milega.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #39 on: May 16, 2006, 08:06:21 AM »
Reply with quote
Aftab ji jayda sochney ki jarot nahi ahi sirf apkey shair ka javab deya tha humney... koi bat nahi take u r time

saki ney deya jam,
hum peygam dhundtey hai,
ek pather key bhut mey insan dhundtey hai.
subha ko nahi koi pheyhan unsey,
sham o hum meyhrbad dhundtey hia.
vefa sey nahi koi kam unka,
beyvafaee ki hum hedh dhudntey hai.
 hey reyshmi libas mey lipa ek sebab,
esleya aah koi anjaan dhundtey hai.
 hai muskaan, unki mihi, per bhari zeyhar sey,
 ahj hum apni maut ka samaan dhundtey hai.

Quote from: "yaad"
Shukriya Sonuji, AB Iska Jawab Mai Kya kahoon.  :?:  :?:  :?:  :?:  :?:  :?:
lekin intezaar karna , zarooor milega.
Logged
yaad
Guest
«Reply #40 on: May 16, 2006, 08:11:33 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Aftab ji jayda sochney ki jarot nahi ahi sirf apkey shair ka javab deya tha humney... koi bat nahi take you r time

lekin hum kuch istarah se kahenge.

Aansoo Mein Na Dhoondna Humein
Dil Mein Hum Bas Jayen gye

Tamanna Ho Agar Milne Ki,
To Band Aankhon Mein Nazar ayen gye

Lamha Lamha Waqt Guzarr Jaye ga
Chand Lamhoo Mein Daaman chod Jaye ga

Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse
Kal Kya Pata Kon Apki Zindagi Mein Aa Jaye ga.

Paas Aa kar Sabhi Door Chale Jaate Hai
Hum Akele The Akele Hi Reh Jaate Hai

Dil Ka Dard Kisse Dikhaye,
Marham Lagane Wale Hi Zakhm De Jaate Hai

Waqt To Humein Bhula Chuka Hai
Muqaddar Bhi Na Bhula De

Dosti Dil Se hum Isi liye Nahin Karte,
Kyun ke Darte Hai,Koi Phir Se Na Rula De,

Zindagi Mein Hamesha Naye Log Milen gye
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milen gye

Aitbaar Zara Soch Kar Karna,
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milen gye

Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar Jayen gye
Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayen gye

Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye,
Door Hote Hoye Bhi Pass Nazar Ayen gye

Aansoo Mein Na Dhoodna Humein
Dil mein Hum Bas Jayen gey
Logged
Sonu
Guest
«Reply #41 on: May 16, 2006, 08:15:59 AM »
Reply with quote
haila keya bat hai aftab ji... javab nahi apka...

rukhey roshen sey chilmen to hayta huta,
mehphil mey bulya tha tamasha to na banaya huta,
tamasha he benanaa tha ger etla to keya huta.

tukdey dil bhi phir hum ney tofey mey tum ko deya huta,
ley key ahye hay baratey tabusem hum to huti khaber to askhey haar pheynaya huta,
tamanaaye asel mey chaley ahye hum to huti khaber to yeo perda na uthya huta.

ashk petey rahey ab talek hum to huti khaber to ahsoon na chupyaa huta.
rukhsett key vaqt aaj bulyaa keo hai bulana he tha ger,
jashen ki raat bulaya huta, jashen ki rat bulaya huta ki,
jashen key sath jashen he ek or manya huta,
tamasha he benaana tha etlaa to keya huta.
per rukheyroshen sey chilmen to hayta huta.

Quote from: "yaad"
Quote from: "Sonu"
Aftab ji jayda sochney ki jarot nahi ahi sirf apkey shair ka javab deya tha humney... koi bat nahi take you r time

saki ney deya jam,
hum peygam dhundtey hai,
ek pather key bhut mey insan dhundtey hai.
subha ko nahi koi pheyhan unsey,
sham o hum meyhrbad dhundtey hia.
vefa sey nahi koi kam unka,
beyvafaee ki hum hedh dhudntey hai.
 hey reyshmi libas mey lipa ek sebab,
esleya aah koi anjaan dhundtey hai.
 hai muskaan, unki mihi, per bhari zeyhar sey,
 ahj hum apni maut ka samaan dhundtey hai.

Quote from: "yaad"
Shukriya Sonuji, AB Iska Jawab Mai Kya kahoon.  :?:  :?:  :?:  :?:  :?:  :?:
lekin intezaar karna , zarooor milega.

Wah Wah Wah
lekin hum kuch istarah se kahenge.

Aansoo Mein Na Dhoondna Humein
Dil Mein Hum Bas Jayen gye

Tamanna Ho Agar Milne Ki,
To Band Aankhon Mein Nazar ayen gye

Lamha Lamha Waqt Guzarr Jaye ga
Chand Lamhoo Mein Daaman censored Jaye ga

Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse
Kal Kya Pata Kon Apki Zindagi Mein Aa Jaye ga.

Paas Aa kar Sabhi Door Chale Jaate Hai
Hum Akele The Akele Hi Reh Jaate Hai

Dil Ka Dard Kisse Dikhaye,
Marham Lagane Wale Hi Zakhm De Jaate Hai

Waqt To Humein Bhula Chuka Hai
Muqaddar Bhi Na Bhula De

Dosti Dil Se hum Isi liye Nahin Karte,
Kyun ke Darte Hai,Koi Phir Se Na Rula De,

Zindagi Mein Hamesha Naye Log Milen gye
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milen gye

Aitbaar Zara Soch Kar Karna,
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milen gye

Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar Jayen gye
Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayen gye

Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye,
Door Hote Hoye Bhi Pass Nazar Ayen gye
Logged
yaad
Guest
«Reply #42 on: May 16, 2006, 08:33:10 AM »

Wah Wah Wah kya baat hai sonu ji, aapne toh muje soch me hi daal diya.

kitni nadan thi woh larki
jo khayalon ki duniya me basti thi
soochon ke muskaan me rehti thi
wo veraan yaddon ke daaman me basti rehti thi
kitni nadan thi woh larki
jo kitaboon me gum rehthi thi
kitni nadan thi woh larki
jo meray andar hi rehti ti
kitni nadan thi woh larki
mere pyaar ki shikayat karthi thi.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #43 on: May 17, 2006, 04:34:02 AM »
Reply with quote
Aftab ji javab to bahut hi acha deya hai... keya bat hai... wah wah keya shair mara hai ganjey key tind pey keya beyr mara hai... :lol:  :lol:

samajhte nahi hum anadi hain
bhaasha uski jo khilaadi hain
thodi deyr toh woh pyar se.. khel jaatey hain
bhoonq kar khanzar phir.. bhaag jaatey hain

«Reply #44 on: May 17, 2006, 05:43:44 AM »

Wah kya Baat hai Sonuji,
waisehi aapne mere baal nooch nooch kar ujdaa chaman banahi diya tha, aaj berr be mardiya.
kya khoob andaaz hai yeh naya aapka. Puzzled !

Hum ne bhi muhabbat ki thi magar
Kuch bhi na mila hasrat ke siwa
Naam ne bhi hamein ilzaam diya
Kia kahiye ais se qismat ke siwa
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:39:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer