I MISs You !

by muneeb on September 14, 2004, 03:49:57 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 7790 times)
muneeb
Guest
«Reply #15 on: October 29, 2004, 05:45:17 PM »
Reply with quote
immi jee ya ghazal hamare bohat he personal hai .




Tum Chao To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Sahra Say Nikal Saktay Ho .............

Tum Chao To Mujhay Saiban Day Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Tapte Dhoop Say Bacha Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Apnay Wajood Main Chup Saktay Ho

Tum Chao To Andairee Raat Ki Chadar Parh Kar .............

Tum Chao To Ik Diya Roshni Ka Jala Sakltay Ho .............

Tumhay Malom Hai Kay Yah Zinadagi Kuch Dino Ki Hai

Tum Chao To Isay Hans Kar Guzar Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Apne Zindagi Bana Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktay Ho

Tum Chao To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktay Ho

Tum Chao To Kia Nahi Kar Saktay ..........

Tum Chao To Sub Kuch Kar Saktay Ho ............

BusSSsSssSSsSssSSSsssSs

Baat Tumhary Chahny Ki Hai
Logged
immi
Guest
«Reply #16 on: November 01, 2004, 04:05:17 PM »
Reply with quote
very well said Muneeb saab,
Bahot Khub
Logged
immi
Guest
«Reply #17 on: November 01, 2004, 04:08:29 PM »
Reply with quote
Yeh ghazal/shayeri kisi aur ki hai, likhney wale ne bahot hi khubsurat likhi hai

Rooh ki payas ko, kutrai ka dilasa dai dai............

Mainai kub toojko kaha hai mujai dariya dai dai.......

Lazzatain  dard sai mehroom na ho jawoon kaheen.....

Waqt sai kehna mujai fir koi sadma dai dai.....

Ub tau ees ayeena khanai mai bhee dum goot-ta hai

Mere malik mujai ek dusra chera dai dai.............

Zindagi toojsai mai  or na mangoon-gee agar...

Maira bachpun,meri sakheeyan,meri gooddeeyan dai  dai...

Khonkhlai (empty) rishton kee ees bheer mai tunha  hoon bahot...........

Ub moojai maira koi chahnai wala  dai dai..........

"SHAMA"  khood sai meri pehchan tau kuch reh jayai....

Tou maire haal ko mazee ka hawala dai dai..............
Logged
muneeb
Guest
«Reply #18 on: November 01, 2004, 06:33:00 PM »
Reply with quote
immi jee aapna sahe kaha likha na wala na kiya khoob likha hai


Her aik zakham ka chehra gulaab jaisa hai
Mager yeh jaagta manzar bhi khuwaab
jaisa hai.
Tere Kareeb bhi reh ker na paasaka tujhko
Tere khayal ka jalwa bhi hubaab jaisa hai
Logged
immi
Guest
«Reply #19 on: November 01, 2004, 06:36:09 PM »
Reply with quote
bahot khub,
Logged
bazish
Guest
«Reply #20 on: November 01, 2004, 07:16:04 PM »
Reply with quote
Aankhain Taras Gain Hain
Koi Tera Aisa Manzar Ho
Jo Nazar Ki Pias Bujhae
Us Ke Aane Ki Aas Dalae
Logged
muneeb
Guest
«Reply #21 on: November 02, 2004, 11:32:33 AM »
Reply with quote
Woh mujhe chahe aur mujh se pyaar kare
Main kahin bhi rahoon woh mujhe yaad kare
mere liye hi kare woh ghar main chiraagha
aur mere liye hi apne dil ko beqaraar kare
apne jazbon ko mujh tak pounchane ke liye
zabaan se na sahi Dil se izhaar kare
kuch bhi kare main to bas itna chahoon
woh kahin bhi rahe bas mujh se pyaar kare
Logged
muneeb
Guest
«Reply #22 on: November 02, 2004, 11:35:50 AM »
Reply with quote
immi jee mare ek ghazal aur personal aap ka leya ..



Wo kehti hai tumhari batain achi lagti hain
Mein kehta hoon sooraj ki roshni tumko sajti hai

Woh kahti hai tumhari baton mein apnaiyet hai
Mein kehta hoon muhabbat rafta rafta barhti hai

Woh kehti hai itney din bad miley ho
Mein kehta hoon shayed sadiyan beet gai hain

Woh kehti hai meri zindagi mein khawab hain buhat
Mein kehta hoon sarey khawab sumait loo

Woh kehti hai kya ab bhi mujhko chahtey ho?
Mein kehta hoon tumhein khabar nahi hai shayed

Woh kehti hai dekho amawus ki raat hai
Mein kehta hoon haan chand mere pehloo me hai

Woh kehti hai zindagi kitni khoobsurat hai
Mein kehta hoon zara aik sapna tootney do

Woh kehti hai mousam buhat pyara hai
Mein kehta hoon zara tanhai me dekhna

Woh kehti hai dekho meenh barasta hai
Mein kehta hoon haan badal akser roota hai
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #23 on: November 02, 2004, 11:41:14 AM »
Reply with quote
Well said muneeb...


woh kahin bhi rahe bas mujh se pyaar kare....

Bahoot khoob..

Ques...
Logged
immi
Guest
«Reply #24 on: November 02, 2004, 04:13:51 PM »
Reply with quote
Bahot khub Muneed saab.
Logged
bazish
Guest
«Reply #25 on: November 02, 2004, 07:18:19 PM »
Reply with quote
Yeh Hi Halat Itbida Se Rahe
Loog Ham Se Khafa Khafa Se Rahe

Bewafa Tum Kabhi Na The Lekan
Yea Bhi Sach Hai Ke Bewafa Se Rahe

Behas, Shatranj, Shair, Mousaqi
Tum Nahi Rahe To Yea Dalase Rahe

Zindagi Ki Sharab Mangte Ho
Hum Ko Dekho K Pe Ke Piase Rahe
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: November 02, 2004, 07:20:18 PM »
Reply with quote
wowoowow!! Nice immi, bazish and muneeb!!!!
Logged
immi
Guest
«Reply #27 on: November 02, 2004, 07:23:35 PM »
Reply with quote
Thanks,
Logged
bazish
Guest
«Reply #28 on: November 02, 2004, 07:30:08 PM »
Reply with quote
Thanks Pooja Again & Again...smile...
Logged
akela
Guest
«Reply #29 on: November 02, 2004, 08:16:36 PM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!!!!!! bahoot bahoot dosto......bahoot hi achhi shayri auur gajale hai.

 
 this is aunusual poem i wrote.......

there is that graveyard........
just behind my backyard.
I can always hear the cry of someone
which i guess is not heard to everyone

i see there people crying
age is not necessery for dying
it does not belong to rich or poor or old,
peoples comes with empty,there spirit sold
 
It's life is cold, and dark, and dreary;
It   rains, and the wind is never weary;
it's fate is the common fate of all,
Into each life some rain must fall
and i think some place must be gloomy and deary.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:53:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer