<>*Ik pal ki judaai na de*<>

by *KasaK*....Dil Ki on March 13, 2011, 01:58:32 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2350 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
Reply with quote
icon_king <>*Ik pal ki judaai na de*<> icon_king

Rangon me chhupakar apna benuur chehra
K kisiko mere chehre pe udaasi dikhai na de

Wafa ka dusra naam hi dard hai mere dost
Fir bhi koshish karma tu kisiko bewafai na de

Dil ki har baat keh na paoge gairon ki mehfil me
Tu zakhmon ko apne ab yun jag hansaai na de

Har ilzaam she le chup chap na ka ruff zabaan se
Tu is tarah apne begunaahi ki yahan safaai na de

Dekh kar bhi jo mere ehsason ko andekha kare
Mujhe aise sanam se bhi tu ik pal ki judaai na de

“KASAK” uthti hai dil me dard ki bht tez ae KHUDA
Tu fir bhi mujhe unki yaadon ki giraft se rihaai na de…!!!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
judaai by dev_omu in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
judaai by nishita in Ghazals
judaai by nishapoddar in Shayri for Dard -e- Judai
JUDAAI by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
Judaai by Ruhaani in Shayri for Dard -e- Judai
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #1 on: March 13, 2011, 02:17:57 PM »
Reply with quote
lafz nai hai mere pas itna acha likha hai apne
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #2 on: March 13, 2011, 03:02:55 PM »
Reply with quote
wah ji anamika ji bahut sundar rachna .....aap ne to dil ko hach macha diya ..mast aur sundar rachna aur is sab pe muje 5 va sher bahut achha laga ....kyunki sab achha lekin judai kisi ko achhi nahi lagti judai mai har ek pal maut ke saman katti hai....well achhi rachna ke liye meri aur se hardik subh kamnaye
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: March 13, 2011, 03:35:54 PM »
Reply with quote
Kasak Jee Aadaab!

Kia kahne hai aapke Kasak Jee aap behad gehra likhti hai..
Waqai umdaa soch aur ahsaasoN se piroyaa hai aapne is kalaam ko Usual Smile          

icon_king <>*Ik pal ki judaai na de*<> icon_king

Rangon me chhupakar apna benuur chehra
K kisiko mere chehre pe udaasi dikhai na de

Kia kahne hai jee... waah aaj ke daur ki baat kahi hai woH bhi behad shayarana... Usual Smile          

Wafa ka dusra naam hi dard hai mere dost
Fir bhi koshish karma tu kisiko bewafai na de

Oye kia kahne hai behad khoob behad sahiN farmaya aapne Usual Smile daad daad daad          

Dil ki har baat keh na paoge gairon ki mehfil me
Tu zakhmon ko apne ab yun jag hansaai na de

Achcha sher hai jee daad Usual Smile          

Har ilzaam she le chup chap na ka ruff zabaan se
Tu is tarah apne begunaahi ki yahan safaai na de

Kia baat hai Kasak jee... badiyaa hai Usual Smile          

Dekh kar bhi jo mere ehsason ko andekha kare
Mujhe aise sanam se bhi tu ik pal ki judaai na de

Waah waah Masha Allah bahut khoob daad daad daad Usual Smile          

“KASAK” uthti hai dil me dard ki bht tez ae KHUDA
Tu fir bhi mujhe unki yaadon ki giraft se rihaai na de…!!!

Kia kahne hai Kasak jee Mashaa Allah behad umdaa behad khoob daad daad daad Usual Smile          

Kasak jee Aapne behad achchi aur gehari kalaam kahi hai is kalaam par dheroN daad kabool kijiye... Usual Smile

Likhati rahiye....
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile          

Logged
ANAAM
Guest
«Reply #4 on: March 13, 2011, 05:25:18 PM »
Reply with quote
Aapka kalaam  padh kar ek ajeeb si feeling hui......aap ki lekhni ko kya kahu har line seedhe dil mai uttar jaati hai ji..........
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 love9 tearyeyed love9 tearyeyed love9 tearyeyed
Lijiye ye kuchh lines pesh hain......jinhe likhne se mein khud ko rok nahi paayaa..........

Jab teri judaai mai behte hain meri aankhon se ashq
Baarishon mai ghumta hu ki kisi ko deekhayee na de

Bewafaayi nahi hai  karm mera aye mere bhole sanam
Darde waffa  hai mera inaam tujh se bichhadne k baad

Deewaana hu mein tera ab tou ye saara jahaan jaanta hai
Mehfil apni ho ya gairon ki ab kuchh kehnaa nahi chahta

Har dard sehne kee ab aadat ho gayee hai sanam humko
Tune samajh liyaa meri majboori ko ab safaai kya deni hai

Har lamhaa ab tou mein tere he khayaalon mai rehta hu
Basti hai tu hamesha he mere dil mai tujh se judaai kaisi

Kashish aaj bhi waisi he hai dil mai mere tere  pyaar kee
Teri yaadon ki giraft mai  ab mein janm-janm k  liye quid hu

icon_king <>*Ik pal ki judaai na de*<> icon_king

Rangon me chhupakar apna benuur chehra
K kisiko mere chehre pe udaasi dikhai na de

Wafa ka dusra naam hi dard hai mere dost
Fir bhi koshish karma tu kisiko bewafai na de

Dil ki har baat keh na paoge gairon ki mehfil me
Tu zakhmon ko apne ab yun jag hansaai na de

Har ilzaam she le chup chap na ka ruff zabaan se
Tu is tarah apne begunaahi ki yahan safaai na de

Dekh kar bhi jo mere ehsason ko andekha kare
Mujhe aise sanam se bhi tu ik pal ki judaai na de

“KASAK” uthti hai dil me dard ki bht tez ae KHUDA
Tu fir bhi mujhe unki yaadon ki giraft se rihaai na de…!!!

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #5 on: March 13, 2011, 05:39:24 PM »

Kasak Ji !! aapki tehreer ke ehsaas dil ko chhoo gaye ... bahut hi umdaa likha hai aapne ... tahe dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ... khush rahen ... !

aise hi likhti rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #6 on: March 13, 2011, 05:58:38 PM »
Reply with quote
lafz nai hai mere pas itna acha likha hai apne

thnx saahil ji
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #7 on: March 13, 2011, 05:59:34 PM »
Reply with quote
wah ji anamika ji bahut sundar rachna .....aap ne to dil ko hach macha diya ..mast aur sundar rachna aur is sab pe muje 5 va sher bahut achha laga ....kyunki sab achha lekin judai kisi ko achhi nahi lagti judai mai har ek pal maut ke saman katti hai....well achhi rachna ke liye meri aur se hardik subh kamnaye

shukriya natkhat ji meri koshish ko pasand karne aur sarahne k liye......
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #8 on: March 13, 2011, 06:00:36 PM »
Reply with quote
Kasak Jee Aadaab!

Kia kahne hai aapke Kasak Jee aap behad gehra likhti hai..
Waqai umdaa soch aur ahsaasoN se piroyaa hai aapne is kalaam ko Usual Smile         

Kasak jee Aapne behad achchi aur gehari kalaam kahi hai is kalaam par dheroN daad kabool kijiye... Usual Smile

Likhati rahiye....
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile         

aakhir ho hi gaya postmartum meri post ka.....thnku thnku parwaz ji...i was eagerly waiting for ur comments here....thnx alot for itni sari tareef.......
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #9 on: March 13, 2011, 06:01:26 PM »
Reply with quote
Aapka kalaam  padh kar ek ajeeb si feeling hui......aap ki lekhni ko kya kahu har line seedhe dil mai uttar jaati hai ji..........
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 love9 tearyeyed love9 tearyeyed love9 tearyeyed
Lijiye ye kuchh lines pesh hain......jinhe likhne se mein khud ko rok nahi paayaa..........

Jab teri judaai mai behte hain meri aankhon se ashq
Baarishon mai ghumta hu ki kisi ko deekhayee na de

Bewafaayi nahi hai  karm mera aye mere bhole sanam
Darde waffa  hai mera inaam tujh se bichhadne k baad

Deewaana hu mein tera ab tou ye saara jahaan jaanta hai
Mehfil apni ho ya gairon ki ab kuchh kehnaa nahi chahta

Har dard sehne kee ab aadat ho gayee hai sanam humko
Tune samajh liyaa meri majboori ko ab safaai kya deni hai

Har lamhaa ab tou mein tere he khayaalon mai rehta hu
Basti hai tu hamesha he mere dil mai tujh se judaai kaisi

Kashish aaj bhi waisi he hai dil mai mere tere  pyaar kee
Teri yaadon ki giraft mai  ab mein janm-janm k  liye quid hu

humnaam ......bht pyara likha hai tumne...dil ko chhute ehsaas...too good re..keep writing
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #10 on: March 13, 2011, 06:03:47 PM »
Reply with quote
Kasak Ji !! aapki tehreer ke ehsaas dil ko chhoo gaye ... bahut hi umdaa likha hai aapne ... tahe dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ... khush rahen ... !

aise hi likhti rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
naresh ji aapka bht bht shukriya meri koshish ko pasnd farmane ka...meri koshish aapke dil tak pahonchi ye bht badi baat hai mere liye...yunhi hausla badhate rahiyega...
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #11 on: March 14, 2011, 04:52:13 PM »
Reply with quote
Denaa hai tou ek pal ka saath de ay khuda
Kabhi bhee kisi ko  " ik pal ki judaai na de "
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #12 on: March 14, 2011, 05:22:04 PM »
Reply with quote
sahi kaha hai aapne humnaam badi pyari 2 lines
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: March 14, 2011, 05:29:09 PM »
Reply with quote
Awesome Job Done Anamika Ji... Kya Kamaal Ka likhti hai Aap.. Bahoot Khoob...SubanAllah !!!!

Bahoot Umda Likha Anaam Apne Bhi.... !!!
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #14 on: March 14, 2011, 05:35:09 PM »
Reply with quote
thnx sophi ji..k aapko ye pasand aai.......thnx for appreciating ji...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:07:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer