Issi soch mai jiye jana hai!!!

by Pooja on February 16, 2006, 06:10:03 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3158 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #15 on: February 27, 2006, 11:43:18 AM »
Reply with quote
Bebasi zurm hai hausla zurm hai,
Zindagi teri har ada zurm hai,
Yaad rakhna tujhe zurm hai,
Bhool jaana tujhe zurm hai,
Kya sitam hain tere is hasi shehar mein
Har taraf gaur se dekhna zurm hai.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
...~~issi ka naam shaadi hai ~~... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
kya issi ka naam judai hai???????? by aryan_mantri in Shayri for Dard -e- Judai
Teri Soch, Meri Soch by FAREE in Shayri-E-Dard
JEENA ISSI KA NAAM HAI.... by CoolGirl in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
issi jurm ki saza by sunildehgawani in Shayri for Khumar -e- Ishq
ahmad_rd
Guest
«Reply #16 on: February 28, 2006, 08:46:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
nice gesu g

Gam ke badal se bheegi palke,
yeh bhi beet jayega...
sunehre sukh mein khushiyan chalke,
yeh bhi beet jayega...

samay ke saath mausam bhi badalta hai,
suraj ke saath din bhi dhalta hai,
patjhad ke baad phool bhi khilta hai.
saawan ke baad badal bhi dhalke...
yeh bhi beet jayega...

sone ke mahal heeron k haar,
khushiyon ka aangan dhan ki bauchaar,
motiyon ke maal, ratno ka shringaar.
reshmi parde farsh makhmal ke...
yeh bhi beet jayega...


nice.......bohet khooooooob majid


jo tha kal aaj nahi
aur jo aaj hai kal na ho ga
sadyoN ka ye falsafa
gharyoN main hall na ho ga
haan mugher
jo beeta tere saath
oos jaisa koee pall na ho ga
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: March 01, 2006, 05:53:27 PM »
Reply with quote
bahoot khoob majid, Gesu and Ahmad ji!!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #18 on: March 05, 2006, 08:14:01 PM »
Reply with quote
Majid sahab bohoot khoob...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: February 29, 2008, 08:15:33 PM »
Reply with quote
Aaj issi soch mein jiye jana hain,
E-khuda kya dard issi tarah mujhe diye jana hain;
Kya mere rooh ko dushwaree sehte jana hain;
Kya ishq mein sirf ruswayee milte jana hain;
Bass, aaj issi soch mein mujhe jiye jana hain....
[/color]

Haye re kismat..bana diya dard-e-shayar.....

dard-e-shayar ji app bhi gayab ho gaye!!!

Rooh to ab humse baat hi nahi karati
na jaane kyun uski koi baat hume bhi achi nahi lagati
bejuban si kahin bas ander ab wo mere rahti hai
zindagi ke bache hai kitne din, ek yahi sawal karati hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: February 29, 2008, 08:16:37 PM »
Reply with quote
thanks pooja g

zindagi ab tere hawale hai
ju karna hai ab tere upar hai

na kar mujhpe itna vishwas
ki mein khuda nahi ek insaan hoon

koi galti ho tu maaf kar dena
kyuki ab mein teri aamanat hoon

kismat bhi khel ajeeb khelti hai
kisi ko milati hai kisi ko juda karti hai...

bewafaa nahi mein tu soche gar
ab mein wafa karo ye tere pyarr ke upar hai...

zindagi ke bare mein ab mein kyu socho
tu hai mera rakhwala......(L. SIMRAN)

Nice lines Majid ji!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: April 08, 2008, 05:09:12 PM »
Reply with quote
Zindagi per kab kis ka ikhtiyaar hai hua
Kaya hua jo ajj wo mera na hua

Vishwaas ki baato ko ab rahne hi do
Hota hai jo hua, to naya kaya hua

Galati humari thi ya tumhari ab jaane do
Juda ho gai raahein, yahi to hua

Kismat humari mai bewafai ka tha paigam
Ab kaya sochein, bewafa kon hua

Sochein to sochain hai, na jaane kaya kaya soch jayegi
Socho ki haqiqat mai jo hua wo kyun hua!!

Zindagi per kab kis ka ikhtiyaar hai hua
Kaya hua jo ajj wo mera na hua………….
Logged
mobile
Guest
«Reply #22 on: April 08, 2008, 06:52:56 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 21, 2008, 04:38:16 PM »
Reply with quote
Nice One Sabne Bahoot Achcha Likha Hai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: April 24, 2008, 10:07:04 PM »
Reply with quote
shukaria lil bro
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #25 on: April 25, 2008, 01:58:41 AM »
Reply with quote
Zindagi per kab kis ka ikhtiyaar hai hua
Kaya hua jo ajj wo mera na hua

Vishwaas ki baato ko ab rahne hi do
Hota hai jo hua, to naya kaya hua

Galati humari thi ya tumhari ab jaane do
Juda ho gai raahein, yahi to hua

Kismat humari mai bewafai ka tha paigam
Ab kaya sochein, bewafa kon hua

Sochein to sochain hai, na jaane kaya kaya soch jayegi
Socho ki haqiqat mai jo hua wo kyun hua!!

Zindagi per kab kis ka ikhtiyaar hai hua
Kaya hua jo ajj wo mera na hua………….


bahut acche bahut acche  Applause

Sochein to sochain hai, na jaane kaya kaya soch jayegi
Socho ki haqiqat mai jo hua wo kyun hua!!

Fantastic lines Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 25, 2008, 11:41:45 AM »
Reply with quote
U are Always welcoem Sis,.
And Nice One Sonia,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: April 25, 2008, 01:31:36 PM »
Reply with quote
thanks Sonia!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: April 25, 2008, 01:41:48 PM »
Reply with quote
Isi Soch Mein Ab Jeeye Jaana Hai,.
Ke Wo Shaks Mera Tha Kabhi, Jo Aaj Begaana Hai,.

Thukraaya Diye Jo Mohabbat Ne, Ab To Bas Bhatakna Hai,.
Ab Kahaan Is Jahaan Mein "Azeem" Mera Theekaana Hai,.

The Mohabbat Ke Baahon Mein Jab Tal, Raunakh THe Mehfil Ki,.
Ab Shamil Nahi Koi Mehfil Mujhe, Har Jagaah se Uth Ke Jaana Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-

Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: April 25, 2008, 01:43:46 PM »
Reply with quote
wowow too good lil bro!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:33:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer