ja raha hai ...

by poonamA on August 22, 2012, 05:40:49 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1360 times)
poonamA
Guest
Reply with quote
yaar mere dil tu mera jala ke ja raha hai
hasti meri khak me mita ke ja raha hai
pyas teri mai sada bujhati rahi hu
jahar ke ghoot tu pila ke ja raha hai
dil jaan jigar vara hai maine tujh par
teer mere dil pe tu chala ke ja raha hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ja raha hai koi.... by dev_omu in Shayri-E-Dard
ji raha hu,.... by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
bejaar ho raha hun mai jaar jaar ho raha hun by vaishnav in Shayri-E-Dard
Muskurata Raha Geet Gaata Raha by aaina in Ghazals « 1 2  All »
Mai Rota Raha Wo Muskarata Raha by hunny_nirala in Shayri-E-Dard
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: August 22, 2012, 05:46:35 AM »
Reply with quote
yaar mere dil tu mera jala ke ja raha hai
hasti meri khak me mita ke ja raha hai
pyas teri mai sada bujhati rahi hu
jahar ke ghoot tu pila ke ja raha hai
dil jaan jigar vara hai maine tujh par
teer mere dil pe tu chala ke ja raha hai


naaaaaaaaaaaaaaaice


                      jisney hansaayaa  taa'umr hamein.!
                      dekho kaise aaj rulaa ke ja rahaa hai.!!
Logged
poonamA
Guest
«Reply #2 on: August 22, 2012, 05:49:50 AM »
Reply with quote
thx.. aapki 2 lines bahot sunder

naaaaaaaaaaaaaaaice


                      jisney hansaayaa  taa'umr hamein.!
                      dekho kaise aaj rulaa ke ja rahaa hai.!!

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 22, 2012, 11:08:23 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Bahut khoob Poonam ji...!!!
Logged
Sps
Guest
«Reply #4 on: August 22, 2012, 12:40:59 PM »
Reply with quote
beautiful!!!
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: August 22, 2012, 04:10:22 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob Poonam jee and K_A jee
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: August 22, 2012, 04:20:33 PM »
Reply with quote
itna dard kyo
Kuch chah kar bhi na likh saka.

Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2012, 04:35:28 PM »
Reply with quote
yaar mere dil tu mera jala ke ja raha hai
hasti meri khak me mita ke ja raha hai
pyas teri mai sada bujhati rahi hu
jahar ke ghoot tu pila ke ja raha hai
dil jaan jigar vara hai maine tujh par
teer mere dil pe tu chala ke ja raha hai

Yeh Zindagi tere saath ho,
yeh Aarzoo Din Raat Ho,
Mai Tere Sung-Sung chalon
Tu Her Safar Mere Saath Ho,
Mai Kaanto Par Bhi chal Padu,
Tere Pyaar ke Jab Barsaat Ho,
Kabhi sham Dhale Jab Hum Milen,
Na Din Dhale Na Raat Ho,
Yeh Zindagi bas Tere Saath Ho

(ab teek hai na MKV jee0
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: August 22, 2012, 06:05:27 PM »
Reply with quote
Poonam Jee Aadaab!

Bahut khoob jee bahut khoob... bade gehre ahsaas O khayaal
bayaaN kiye hai...

In dilfareb khayaal par humari dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye.. Usual Smile

Likhati rahiye... aati rahiye...
SHaad O aabaad rahiye...

khuda Hafez... Usual Smile                   



Suman Jee Aadaab!

WaaH jee aapka bhi jawaab nahi.. dard ke manzar ko
Khumaar e ishq meiN badal diyaa aapne... bahut khoob

Aapke bhi dili daad O mubbarakbad ...

Likhate rahiye... aati rahiye...
SHaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile                   


Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #9 on: August 23, 2012, 01:17:50 AM »
Reply with quote
goood
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #10 on: August 23, 2012, 06:58:56 AM »
Reply with quote
good
Logged
poonamA
Guest
«Reply #11 on: August 23, 2012, 07:07:10 AM »
Reply with quote
Aadaab Parwaazjee aur bahot bahot shukriya.
yoindia par aane se pahle mujhe kuch bhi likhna nahi aata tha..yaha poetry padne ke baad maine bhi thodi koshish kari..thanx to yoindia also.
Poonam Jee Aadaab!

Bahut khoob jee bahut khoob... bade gehre ahsaas O khayaal
bayaaN kiye hai...

In dilfareb khayaal par humari dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye.. Usual Smile

Likhati rahiye... aati rahiye...
SHaad O aabaad rahiye...

khuda Hafez... Usual Smile                   



Suman Jee Aadaab!

WaaH jee aapka bhi jawaab nahi.. dard ke manzar ko
Khumaar e ishq meiN badal diyaa aapne... bahut khoob

Aapke bhi dili daad O mubbarakbad ...

Likhate rahiye... aati rahiye...
SHaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile                   



Logged
poonamA
Guest
«Reply #12 on: August 23, 2012, 07:07:39 AM »
Reply with quote
hridayji thx
Applause Applause Applause Applause Bahut khoob Poonam ji...!!!
Logged
poonamA
Guest
«Reply #13 on: August 23, 2012, 07:08:36 AM »
Reply with quote
thx
beautiful!!!
Logged
poonamA
Guest
«Reply #14 on: August 23, 2012, 07:09:14 AM »
Reply with quote
sumanji shukriya
bahut bahut khoob Poonam jee and K_A jee
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:16:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer