JAB SE KOI JUDAA HO GYA [Asghr]

by Asghr on February 15, 2009, 08:05:55 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1723 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
JAB SE KOI MUJH SE JUDAA HO GYA HAI
MERE DIL KA SHAER FANA HO GYA HAI
UHS SE BICHER KAR YOUN LAGTA HAI
JAISE YEH JEEVN SAZA HO GYA HAI
YEH KAISA KISMAT KA KHEL HAI JANAA
SOCHA THA KYA AUR KYA HO GYA HAI
AB TUM SE MILNA MUMKIN NAHIN HAI
YEH NA SOCHNA SANAM BEHWAFA HO GYA HAI
EH BAAD-E-SABA MERE YAR SE ITNA KEHNA
TERE BIN ASGHR TANHAA HO GYA HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***JUDAA*** by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
~Judaa nah kijiyay~ by Sky Blue in Shayri for Dard -e- Judai
JUDAA by aasif mureed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Wo Hamsafar Rahe Magar Judaa Judaa Chale by vipul kumar in Ghazals
Judaa Judaa Sa Fark Hai by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 15, 2009, 10:21:03 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Asghr Ji, bohot khoobsurat likha hai aapne  Applause

Ek choti si koshish humari:

Naseeba kyun mera bigad gaya,
Mera pyar mujhse bichad gaya

Badi hasraton se banaya jise,
Wo mahal khwaabon ka bikhar gaya

Khizaaon ka pehra laga is tarah
Chahaton ka gulshan ujad gaya

Zindagi apni raah chalti rahi,
Dil bas ek muqaam pe thahar gaya
!
Logged
Asghr
Guest
«Reply #2 on: February 16, 2009, 12:40:35 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Asghr Ji, bohot khoobsurat likha hai aapne  Applause

Ek choti si koshish humari:

Naseeba kyun mera bigad gaya,
Mera pyar mujhse bichad gaya

Badi hasraton se banaya jise,
Wo mahal khwaabon ka bikhar gaya

Khizaaon ka pehra laga is tarah
Chahaton ka gulshan ujad gaya

Zindagi apni raah chalti rahi,
Dil bas ek muqaam pe thahar gaya
!
CELMIRA JI SACH KAHON AAP KI TEHREER K SAMNE MERI GAZAL PHIKEE LAGTI HAI,SDAA ISSI TARAH LIKHTI REHAIN MAIN AAP LAUGOOHN SE  SEEKH RAH HOOHN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 16, 2009, 12:46:32 AM »
Reply with quote
HOSLA AFZAI KA SHUKRIYA SDAA MUSKRATI REHAIN.ASGHR
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: February 16, 2009, 02:00:32 AM »
Reply with quote
JAB SE KOI MUJH SE JUDAA HO GYA HAI
MERE DIL KA SHAER FANA HO GYA HAI
UHS SE BICHER KAR YOUN LAGTA HAI
JAISE YEH JEEVN SAZA HO GYA HAI
YEH KAISA KISMAT KA KHEL HAI JANAA
SOCHA THA KYA AUR KYA HO GYA HAI
AB TUM SE MILNA MUMKIN NAHIN HAI
YEH NA SOCHNA SANAM BEHWAFA HO GYA HAI
EH BAAD-E-SABA MERE YAR SE ITNA KEHNA
TERE BIN ASGHR TANHAA HO GYA HAI

Wah wah asghr ji..  Applause Applause
Bahut khoob... bahut accha laga padkar. keep up  Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: February 16, 2009, 02:02:05 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Asghr Ji, bohot khoobsurat likha hai aapne  Applause

Ek choti si koshish humari:

Naseeba kyun mera bigad gaya,
Mera pyar mujhse bichad gaya

Badi hasraton se banaya jise,
Wo mahal khwaabon ka bikhar gaya

Khizaaon ka pehra laga is tarah
Chahaton ka gulshan ujad gaya

Zindagi apni raah chalti rahi,
Dil bas ek muqaam pe thahar gaya
!

aww aap ki yeh choti si koshish hame bahut accha lada celmira ...  Applause
Good work  Thumbs UP
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: February 16, 2009, 06:20:51 AM »
Reply with quote
JAB SE KOI MUJH SE JUDAA HO GYA HAI
MERE DIL KA SHAER FANA HO GYA HAI
UHS SE BICHER KAR YOUN LAGTA HAI
JAISE YEH JEEVN SAZA HO GYA HAI
YEH KAISA KISMAT KA KHEL HAI JANAA
SOCHA THA KYA AUR KYA HO GYA HAI
AB TUM SE MILNA MUMKIN NAHIN HAI
YEH NA SOCHNA SANAM BEHWAFA HO GYA HAI
EH BAAD-E-SABA MERE YAR SE ITNA KEHNA
TERE BIN ASGHR TANHAA HO GYA HAI

Asghr ji bohat khoobsurat se likha hai aapne ... Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: February 16, 2009, 06:21:56 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Asghr Ji, bohot khoobsurat likha hai aapne  Applause

Ek choti si koshish humari:

Naseeba kyun mera bigad gaya,
Mera pyar mujhse bichad gaya

Badi hasraton se banaya jise,
Wo mahal khwaabon ka bikhar gaya

Khizaaon ka pehra laga is tarah
Chahaton ka gulshan ujad gaya

Zindagi apni raah chalti rahi,
Dil bas ek muqaam pe thahar gaya
!


Very beautifull lines Celmira sis... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 16, 2009, 07:32:36 AM »
Reply with quote
Subhan Allah, Suhan Allah,.
Bohat Bohat Achchi Hai Bhai, Mujhe Behad Pasand Aai,,.
Yunhui Likhaa Karein Aur Hume Seekhne Ka Maukha Dein,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: February 16, 2009, 01:30:56 PM »
Reply with quote
CELMIRA JI SACH KAHON AAP KI TEHREER K SAMNE MERI GAZAL PHIKEE LAGTI HAI,SDAA ISSI TARAH LIKHTI REHAIN MAIN AAP LAUGOOHN SE  SEEKH RAH HOOHN.ASGHR

Shukriya Asghr Ji...Aap ke is anaadz-e-bayaan pe hum sharminda ho gaye....Aap bohot khoobsurat likhte hain !!



HOSLA AFZAI KA SHUKRIYA SDAA MUSKRATI REHAIN.ASGHR

Shukriya khoobsurat dua ka Asghr Ji
Logged
Asghr
Guest
«Reply #10 on: February 16, 2009, 01:31:28 PM »
Reply with quote
Wah wah asghr ji..  Applause Applause
Bahut khoob... bahut accha laga padkar. keep up  Thumbs UP
THANKS ROJA JI.ASGHR
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: February 16, 2009, 01:31:47 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Roja, Honey for appreciation Usual Smile
Logged
Asghr
Guest
«Reply #12 on: February 16, 2009, 01:32:56 PM »
Reply with quote
JAANASHEEN BHAI SDAA KHUSH REHAIN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #13 on: February 16, 2009, 01:37:48 PM »
Reply with quote
Asghr ji bohat khoobsurat se likha hai aapne ... Applause
SHUKRIYA!SDAA KHUSH REHAIN.ASGHR
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 16, 2009, 01:38:40 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Asghr Ji, bohot khoobsurat likha hai aapne  Applause

Ek choti si koshish humari:

Naseeba kyun mera bigad gaya,
Mera pyar mujhse bichad gaya

Badi hasraton se banaya jise,
Wo mahal khwaabon ka bikhar gaya

Khizaaon ka pehra laga is tarah
Chahaton ka gulshan ujad gaya

Zindagi apni raah chalti rahi,
Dil bas ek muqaam pe thahar gaya
!

Nice One Talat Sis, Har Baar Ki Tarah.,
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:19:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer