Janazaa .............

by Ninaah on February 14, 2005, 05:37:19 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
ReplyPrint
Author  (Read 7276 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #105 on: July 02, 2005, 07:41:08 PM »
Reply with quote
Tum Ko Dil Ki Malka Bna ka k Rkhoon Ga
Tum ko Sapnon Mein Sjaye Rkhoon Ga
Tujh pe koi Aanch Na ane doon ga
Tujhe Kabhi Ghum Na Pane doon ga
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KHAMOSH JANAZAA.(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
Ninaah
Guest
«Reply #106 on: July 06, 2005, 08:14:47 AM »
Reply with quote
samajh na aaya ki hum hanse ya roye,
jab phool unhone humare janaze pur chadaya,
hume rukhsat huve kuch lamhe bhi na beete ki,
unhone apni zindagi mein kisi aur ko paaya....




Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
thanks harash.......

jab dekha usne bheed ko, to khud bhi chala aaya wahan,
ye uss ke liye uss waqt insaniyat ka takaza tha,
jab uthaya usne humare upar se jo chadar,
tab wo sakit khada tha, tab usne jana wo humara janaja tha...




Quote from: "harashmahajan"
chha gaye aap Ninnah ji..bahoot Gehrey uter gaye aap....shabdon ne jaise kheech liya dama bhari sabha mein...wah....


jahaan aankho mein ashk kam nahi
hum wahi aas lagaye baithein hain
palko se tapaktey ik ik  katre ko
hum apni pyaas banaaye baithe hain
gir sawaal karega jo katra
usko ye hai pegaam mera
chupke se bhar loonga use
apne pemaane mein zara.


Ninnah wrote...

Quote
har katra ashqon ka,
humse sawal kar betha,
jab na de paaye jawab hum,
to apne sawalon pe he wo malal kar betha.....

chah kar bhi rok na paaye,
ashq the jo beh gaye,
ab to zakhm ka bhi dard nahi,
sirf zakhmo ke nishan he reh gaye....
Janaaza guzra ashiq ka gali se
khidki khuli
haseena hasney lagi
karan poochha logon ne
toh haseena boli
jaane waaley ne kaha tha
jahaan milna, jaise milna
hanstey hue milna...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #107 on: July 06, 2005, 08:15:55 AM »
Reply with quote
sapno mein insaan,
kya kya kar jaata hai,
haqeeqat mein aakar,
usse yatharth samajh mein aata hai...



Quote from: "fakharenaveed"
Tum Ko Dil Ki Malka Bna ka k Rkhoon Ga
Tum ko Sapnon Mein Sjaye Rkhoon Ga
Tujh pe koi Aanch Na ane doon ga
Tujhe Kabhi Ghum Na Pane doon ga
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #108 on: July 06, 2005, 08:58:38 AM »
Reply with quote
Jurm hai wafa toh kaho
 wafa ko hi chhod doon
kisi our ki jagah kahaa
is gam-e-zard ashiaan main.


Ninnah wrote...

Quote
samajh na aaya ki hum hanse ya roye,
jab phool unhone humare janaze pur chadaya,
hume rukhsat huve kuch lamhe bhi na beete ki,
unhone apni zindagi mein kisi aur ko paaya....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #109 on: July 06, 2005, 10:25:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
sapno mein insaan,
kya kya kar jaata hai,
haqeeqat mein aakar,
usse yatharth samajh mein aata hai...



Quote from: "fakharenaveed"
Tum Ko Dil Ki Malka Bna ka k Rkhoon Ga
Tum ko Sapnon Mein Sjaye Rkhoon Ga
Tujh pe koi Aanch Na ane doon ga
Tujhe Kabhi Ghum Na Pane doon ga




Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #110 on: July 23, 2005, 11:15:53 AM »
Reply with quote
ASHQON KO HUM PEE GAYE,
JAANE KAISE HUM JEE GAYE,
KITNE ZAKHM DIYE ISS PYAR NE,
HAR ZAKHM MUSKURA KAR SEE GAYE….



Quote from: "harashmahajan"
Jurm hai wafa toh kaho
 wafa ko hi chhod doon
kisi our ki jagah kahaa
is gam-e-zard ashiaan main.


Ninnah wrote...

Quote
samajh na aaya ki hum hanse ya roye,
jab phool unhone humare janaze pur chadaya,
hume rukhsat huve kuch lamhe bhi na beete ki,
unhone apni zindagi mein kisi aur ko paaya....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #111 on: July 23, 2005, 11:17:13 AM »
Reply with quote
jahan sabne saath choda hai,
wahin dard ne saath nibhaya hai,
har dar-o-deewaar mein,
sirf tera saaya hai......



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
sapno mein insaan,
kya kya kar jaata hai,
haqeeqat mein aakar,
usse yatharth samajh mein aata hai...



Quote from: "fakharenaveed"
Tum Ko Dil Ki Malka Bna ka k Rkhoon Ga
Tum ko Sapnon Mein Sjaye Rkhoon Ga
Tujh pe koi Aanch Na ane doon ga
Tujhe Kabhi Ghum Na Pane doon ga




Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #112 on: July 26, 2005, 12:16:17 PM »
Reply with quote
raaton ko jaag jaag kar,
kisi ka intzaar kiya,
ussi ne humare pyar ko,
sare raah daagdaar kiya......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #113 on: September 05, 2005, 12:11:36 PM »
Reply with quote
HUMARI JANAZE KI KHUSHI MEIN,
AAJ KOI JASHN MEIN DOOBA HAI,
AAJ WO AZAAD HAI,
SAAMNE USKI DOOSRI MEHBOOBA HAI.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: September 06, 2005, 12:22:05 PM »
Reply with quote
AASMAAN SE DEKHA APNE JANAJE KO,
TO HOTHON PE MUSKAAN NAZAR AAYEE,
PUR JAB DEKHA USS BEWAFA KO,
TO NA JAANE KYON AANKH BHAR AAYEEE......
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 07:03:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer