Janazaa .............

by Ninaah on February 14, 2005, 05:37:19 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 7274 times)
Ninaah
Guest
«Reply #90 on: June 27, 2005, 09:00:51 AM »
Reply with quote
thanks faree....

har shaks apne mein mukkammal hota hai,
har shaks ki apni pehchaan hai,
hum kisi ko dekh nahi pate,
aur koi humse anjaan hai....

Quote from: "fakharenaveed"
Aap Ki Zaat hai Aisi K Is mein Koi Khta HI nahin Hai
Hzaron Dekhe Hain Yahan Par Ninaah Jiasa Koi nahin hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KHAMOSH JANAZAA.(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
fakharenaveed
Guest
«Reply #91 on: June 27, 2005, 09:04:42 AM »
Reply with quote
Koi Bhi tere S Anjan Nahin hai
kisi ko teri pehchan nahin hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #92 on: June 27, 2005, 11:01:06 AM »
Reply with quote
meri pehchaan ab jamane mein kho gayee hai,
koi ab humko pehchanta nahi hai,
kayee baar mile hain log humse,
lekin phir bhi hume koi jaanta nahi hai.....

Quote from: "fakharenaveed"
Koi Bhi tere S Anjan Nahin hai
kisi ko teri pehchan nahin hai
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #93 on: June 27, 2005, 11:02:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
Jab mera janazaa utha to saara karwan ruk gaya,
tan kar khada hua aasmaan bhi aaj zukh gaya,
marne ke baad bhi jis ko talash rahi thee nigahein,
wohi zamaane ke darr se na jaane kahan jaa ke chup gaya...

Great ninaah ji
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #94 on: June 27, 2005, 11:04:16 AM »
Reply with quote
thanks rohit ji,

mere pyar ne dum tod diya,
kisi ke durr pe aa ke,
hume koi bhool gaya,
kisi aur ko paa ke....

Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Ninaah"
Jab mera janazaa utha to saara karwan ruk gaya,
tan kar khada hua aasmaan bhi aaj zukh gaya,
marne ke baad bhi jis ko talash rahi thee nigahein,
wohi zamaane ke darr se na jaane kahan jaa ke chup gaya...

Great ninaah ji
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #95 on: June 27, 2005, 02:35:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks rohit ji,

mere pyar ne dum tod diya,
kisi ke durr pe aa ke,
hume koi bhool gaya,
kisi aur ko paa ke....

Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Ninaah"
Jab mera janazaa utha to saara karwan ruk gaya,
tan kar khada hua aasmaan bhi aaj zukh gaya,
marne ke baad bhi jis ko talash rahi thee nigahein,
wohi zamaane ke darr se na jaane kahan jaa ke chup gaya...

Great ninaah ji
oye tu super vein Kuriye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #96 on: June 28, 2005, 10:51:53 AM »
Reply with quote
lekin aapse kum faree....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
thanks rohit ji,

mere pyar ne dum tod diya,
kisi ke durr pe aa ke,
hume koi bhool gaya,
kisi aur ko paa ke....

Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Ninaah"
Jab mera janazaa utha to saara karwan ruk gaya,
tan kar khada hua aasmaan bhi aaj zukh gaya,
marne ke baad bhi jis ko talash rahi thee nigahein,
wohi zamaane ke darr se na jaane kahan jaa ke chup gaya...

Great ninaah ji
oye tu super vein Kuriye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #97 on: June 29, 2005, 09:12:35 AM »
Reply with quote
hazaron aankhein dekhi humne,
pur unn mein wo noor na tha,
faasle bahot the humare darmiyan,
pur humare dil se wo door na tha....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #98 on: June 30, 2005, 07:34:12 AM »
Reply with quote
beth kar reith pur apni ungaliyan phira dee,
aur leharon ne aake teri tasveer bana dee....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #99 on: July 01, 2005, 06:36:43 AM »
Reply with quote
chahna kisi ko buri baat nahi,
pur chahne se yahan zindagi tamam hai,
jise mil jaaye pyar wo khushnaseeb hai,
jise na mile, uski yahan zindagi ki shaam hai....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #100 on: July 01, 2005, 06:48:44 AM »
Reply with quote
Ninnah ji....aapka ek ek katra...sheron ka...meri Gazel mein tabdeel ho jata hai...bahoot khoob likhti ho....

Badli ki bhaanti aaye , berse our chal diye,
meri haseen chah ko jhatka laga ke chal diye
dhalne lagi jo saanj toh mujhako bhula diya
ki zindagi se zindagi ko bhula ke chal diye.

Ninnah wrote
Quote
chahna kisi ko buri baat nahi,
pur chahne se yahan zindagi tamam hai,
jise mil jaaye pyar wo khushnaseeb hai,
jise na mile, uski yahan zindagi ki shaam hai....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #101 on: July 01, 2005, 06:53:49 AM »
Reply with quote
shayari ke saath umda kavita hai aapki..... bahot accha likha hai...

har katra ashqon ka,
humse sawal kar betha,
jab na de paaye jawab hum,
to apne sawalon pe he wo malal kar betha.....

chah kar bhi rok na paaye,
ashq the jo beh gaye,
ab to zakhm ka bhi dard nahi,
sirf zakhmo ke nishan he reh gaye....

Quote from: "harashmahajan"
Ninnah ji....aapka ek ek katra...sheron ka...meri Gazel mein tabdeel ho jata hai...bahoot khoob likhti ho....

Badli ki bhaanti aaye , berse our chal diye,
meri haseen chah ko jhatka laga ke chal diye
dhalne lagi jo saanj toh mujhako bhula diya
ki zindagi se zindagi ko bhula ke chal diye.

Ninnah wrote
Quote
chahna kisi ko buri baat nahi,
pur chahne se yahan zindagi tamam hai,
jise mil jaaye pyar wo khushnaseeb hai,
jise na mile, uski yahan zindagi ki shaam hai....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #102 on: July 01, 2005, 06:15:32 PM »
Reply with quote
chha gaye aap Ninnah ji..bahoot Gehrey uter gaye aap....shabdon ne jaise kheech liya dama bhari sabha mein...wah....

jahaan aankho mein ashk kam nahi
hum wahi aas lagaye baithein hain
palko se tapaktey ik ik  katre ko
hum apni pyaas banaaye baithe hain
gir sawaal karega jo katra
usko ye hai pegaam mera
chupke se bhar loonga use
apne pemaane mein zara.

Ninnah wrote...

Quote
har katra ashqon ka,
humse sawal kar betha,
jab na de paaye jawab hum,
to apne sawalon pe he wo malal kar betha.....

chah kar bhi rok na paaye,
ashq the jo beh gaye,
ab to zakhm ka bhi dard nahi,
sirf zakhmo ke nishan he reh gaye....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #103 on: July 02, 2005, 08:05:52 AM »
Reply with quote
thanks harash.......

jab dekha usne bheed ko, to khud bhi chala aaya wahan,
ye uss ke liye uss waqt insaniyat ka takaza tha,
jab uthaya usne humare upar se jo chadar,
tab wo sakit khada tha, tab usne jana wo humara janaja tha...

«Reply #104 on: July 02, 2005, 06:15:35 PM »

Janaaza guzra ashiq ka gali se
khidki khuli
haseena hasney lagi
karan poochha logon ne
toh haseena boli
jaane waaley ne kaha tha
jahaan milna, jaise milna
hanstey hue milna...
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 06:59:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer