JINDAGI KI RAAH

by jasbirsingh on November 25, 2008, 09:17:01 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 3529 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote

JINDAGI KI RAAH MEH KU MAJBOOR HO JATEY HAI
JISEY CHAHATEY HAI, KU USI SEY DOOR HO JATEY HAI





JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RAAH by hifrnd20 in Miscellaneous Shayri
raah by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
RAAH by srikant in Shayri-E-Dard
Raah by daljeet_faqeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
RAAH by Rakeshanub in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 26, 2008, 08:16:31 AM »
Reply with quote

JINDAGI KI RAAH MEH KU MAJBOOR HO JATEY HAI
JISEY CHAHATEY HAI, KU USI SEY DOOR HO JATEY HAI

Dooriyaan Bhi Isi, Mohabbat Ka Tohfa Hai Dost,.
Jo Door Hokar Bhi Wafaa Nibhaate Hain, Wohi Wafadaar Hote Hain,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: November 26, 2008, 09:28:06 AM »
Reply with quote
Q ka jawab tu jo dhoondne niklega jasbir
Q ki thi mohabbat sochna padega tuje
Q se judi hain bohat batein raaz ki
Q ki khatir apno se rishta todna padega tuje
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: November 26, 2008, 09:41:03 AM »
Reply with quote
Q ka jawab tu jo dhoondne niklega jasbir
Q ki thi mohabbat sochna padega tuje
Q se judi hain bohat batein raaz ki
Q ki khatir apno se rishta todna padega tuje


NA JI NA, GHAYEL AISEY BATEY NA
RISHTA TOADNA PADEY HAMEY
AISI MOHABBAT NA


JASBIR SINGH
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #4 on: November 26, 2008, 12:27:28 PM »
Reply with quote

JINDAGI KI RAAH MEH KU MAJBOOR HO JATEY HAI
JISEY CHAHATEY HAI, KU USI SEY DOOR HO JATEY HAI
JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
jasbirsingh ji!
Zindagee naam hai isee rawaangee kaa, ae dost!
Kabhee woh door, kabhee ham; to, kabhee pahloo mein!
Wisaal-e-yaar beymazah hai binaa hijra, 'abd',
Hijra key ba'ad, mahaktaa hai pyaar pahloo mein!
                                   
 - abd bundeli
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 26, 2008, 01:01:42 PM »
Reply with quote
Nice One Sajid Bhai,.
And Abd Ji,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 26, 2008, 01:27:39 PM »
Reply with quote
KHATAEY TOH SAB SE HOTI HAI
ZINDAGI KI RAAH MEIN MULAKAT SABSE HOTI HAI
KYU ROTE HO UNKI YAAD MEIN JO KHUDA AAPKE LIYE BANAYA HI NAHI
KYU SOCHTE HO UNKE BAARE MEIN JINKE BAARE MEIN KHUDA NE KAHA HI NAHI...........ZINDAGI KI RAAH BAHUT BADI HAI ,JO MIL JAYE WOH KHUSH NASEEB HAI JO NA MIL PAYE WOH BADNSEEB HAI.........

***************************MUSKAN******************************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: November 26, 2008, 04:39:36 PM »
Reply with quote
nice sharing abd bundeli


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: November 26, 2008, 04:42:37 PM »
Reply with quote
KHATAEY TOH SAB SE HOTI HAI
ZINDAGI KI RAAH MEIN MULAKAT SABSE HOTI HAI
KYU ROTE HO UNKI YAAD MEIN JO KHUDA AAPKE LIYE BANAYA HI NAHI
KYU SOCHTE HO UNKE BAARE MEIN JINKE BAARE MEIN KHUDA NE KAHA HI NAHI...........ZINDAGI KI RAAH BAHUT BADI HAI ,JO MIL JAYE WOH KHUSH NASEEB HAI JO NA MIL PAYE WOH BADNSEEB HAI.........

***************************MUSKAN******************************


MUSKAN


JINDAGI MULAKATOH KA SILSILA HAI
GUM AUR KHUSHI KA MELA HAI
MIL JAYE KOI PYARA TOH KHUSHI
WARNA GUM KA SILA HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: November 26, 2008, 04:52:53 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas, SG, Abd ji and Muskan
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: November 26, 2008, 05:14:29 PM »
Reply with quote
THANKS POOJA
NAHI TUMSA KOI DOOJA
TABHI TOH HAMEY PYAR
SIRF TUMSEY POOJA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: November 26, 2008, 06:17:48 PM »
Reply with quote
THANKS POOJA
NAHI TUMSA KOI DOOJA
TABHI TOH HAMEY PYAR
SIRF TUMSEY POOJA


JASBIR SINGH


 DOH DOH DOH

Jas, kaya app ek kaam kar sakte hai, jab Pooja likho to Not From Yoindia Pooja likh sakte ho app!!

kasam se kallu ki badi yaad aa rahi hai ajj kal.... usne to do mahine main reputation banai thi... app 2 week main bana doge  Crying Crying
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #12 on: November 26, 2008, 06:55:16 PM »
Reply with quote
THANKS POOJA
NAHI TUMSA KOI DOOJA
TABHI TOH HAMEY PYAR
SIRF TUMSEY POOJA

JASBIR SINGH


Ise teri jurrat kahu himakat kahu

Main kahu to kya kahu

Baat achchi kahe achchi kahu buri kahe buri kahu

Par teri is guftugu ko main kahu to kya kahu DOH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: November 26, 2008, 06:59:41 PM »
Reply with quote
SG yah apki post hai bahoot achi... magar Jindagi ki raah main kis morr per hai yah samjh nahi ayya

pal main tolla, pal main masha
ab apse kuch kahu to kaya kahu main
meri suchi baat per, tera her baar ruth jaana
ab tu he samjha de, such kahu ya na kahu main
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: November 26, 2008, 08:28:51 PM »
Reply with quote
DOH DOH DOH

Jas, kaya app ek kaam kar sakte hai, jab Pooja likho to Not From Yoindia Pooja likh sakte ho app!!

kasam se kallu ki badi yaad aa rahi hai ajj kal.... usne to do mahine main reputation banai thi... app 2 week main bana doge  Crying Crying



HAAAAAAAA HAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAA
SACH MEH HASI RUK NAHI RAHI
PHASS GAYI BECHARI POOJA
AB YEH TOH KAAM SEY GAYI



JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:50:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer