JINDAGI KI RAAH

by jasbirsingh on November 25, 2008, 09:17:01 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 3533 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: November 26, 2008, 08:30:32 PM »
Reply with quote
Ise teri jurrat kahu himakat kahu

Main kahu to kya kahu

Baat achchi kahe achchi kahu buri kahe buri kahu

Par teri is guftugu ko main kahu to kya kahu DOH



WAH MERE GHAYEL, BAHUT KUCH KAHA
PAR KUCH KAHA BHI NAHI
TERI ISS SAADGI KOH MAIN KYA KAHU



JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RAAH by hifrnd20 in Miscellaneous Shayri
raah by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
RAAH by srikant in Shayri-E-Dard
Raah by daljeet_faqeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
RAAH by Rakeshanub in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: November 27, 2008, 09:52:57 AM »
Reply with quote
Nice One,.
Jasbir, Muskan,.
And All,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: November 27, 2008, 09:55:37 AM »
Reply with quote
Zindagi Ki Raahon Mein, Main Tanhaa Musaafir Tha,.
Koi Mera Humsafar Banta, Aisa Mujhe Koi Milaa Nahi,.

Khud Main Hi Carwaan Tha, Saya Tha Saathi Apna,.
Tune Hi To Manzil To Dikhaai Ya Rab, Tujhse Koi Gilaa Nahi,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: November 27, 2008, 03:41:26 PM »
Reply with quote
Very nice Ghayel


RUB SEY GILA SHIKWA NAHI
JOH HUA ACCHA HUA
SHAYED ISMEY KOI BURA NAHI
JOH HUA ACCHA HUA


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: November 29, 2008, 10:32:40 AM »
Reply with quote
Very nice Ghayel


RUB SEY GILA SHIKWA NAHI
JOH HUA ACCHA HUA
SHAYED ISMEY KOI BURA NAHI
JOH HUA ACCHA HUA


JASBIR SINGH

Rab Kabhi Hamaara Buraa Nahi Karta,.
Rab Ko Chahne Waala Kabhi Gilaa Nahi Karta,.

Tu Hai Khudaa Ka, Khudaa Hai Tera "Azeem",.
Khuda Dil Mein Hai, Kya Hua Jo Milaa Nahi Karta,.

_____________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: November 29, 2008, 01:03:30 PM »
Reply with quote
MILA JOH KHUDA TUMHEY, TOH KYA JAWAAB DOGEY
TOAD KEY DIL HAMARA,  KYA HISAAB DOGEY
KHUDA KEY BANDEY HAI TUMSEY POOCHEY
MITA KEY HAMARI HASTI,KHUDA SEY KYA JAWAAB DOGEY



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: November 29, 2008, 02:03:29 PM »
Reply with quote
MILA JOH KHUDA TUMHEY, TOH KYA JAWAAB DOGEY
TOAD KEY DIL HAMARA,  KYA HISAAB DOGEY
KHUDA KEY BANDEY HAI TUMSEY POOCHEY
MITA KEY HAMARI HASTI,KHUDA SEY KYA JAWAAB DOGEY



JASBIR SINGH


Humne Tumhaara Dil Na Torda, Ye Khuda Jaanta Hai,.
Zindagi Ki Raah Mein Tanhaa Na Chorda, Ye Khuda Jaanta Hai,.

Hasti Teri Kisne Looti, Ye Maaloom Hai Tujhe,.
Kaanch Ke Gharon KO Maine Jorda, Ye Khuda Jaanta Hai..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #22 on: November 29, 2008, 02:43:56 PM »
Reply with quote
Aap sub Yoindia friends ki nazer meri aik nazam "Muje yaqeeN hay"

Muje YaqeeN hay
kay ye Rasta
Jis pay hum chel rahay hien
Hamaray aabeloN ka Khiraj lay-ker
Hamari Zaat ki her pert ko
Naiey hosloN ka...
Naiy mosmoN ka...
wasel day ga....

Muje YaqeeN hay
kay ye Rasta
WeranaaN gher kay bom-o-der pay
Nachti hoi Chandni kay
her bhayo ka....
her Ghayo ka....
Khiraj lay ker
Hamari tenha saatoN ko
Nai aahitoN ki
Nai chahtoN ki
Fasal day ga...
" Muje yaqeeN hay ! "

----------------
Duaago,

Sajid Hadayat
(+92 333 4123 685)
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: November 29, 2008, 03:40:40 PM »
Reply with quote
Humne Tumhaara Dil Na Torda, Ye Khuda Jaanta Hai,.
Zindagi Ki Raah Mein Tanhaa Na Chorda, Ye Khuda Jaanta Hai,.

Hasti Teri Kisne Looti, Ye Maaloom Hai Tujhe,.
Kaanch Ke Gharon KO Maine Jorda, Ye Khuda Jaanta Hai..

___________________________________-Jaanasheen-


MAIN TOH HASINAOH KI BAAT KAR RAHA THA
BEFAWAFAO KI KISSA BAYAN KAR RAHA THA
TUM NARAAZ NA HO OH MERE DOST
MAIN TUMHARI BAAT KAHA BAYAAN KAR RAHA THA



JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: November 29, 2008, 03:43:21 PM »
Reply with quote
hai kya yakeeen hai sajid


Jasbir Singh
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #25 on: November 29, 2008, 05:38:28 PM »
Reply with quote
hai kya yakeeen hai sajid


Jasbir Singh

Mast ker dia na Jasbir ji,  duaa kerien Allah meray qalam mien aur jado bher day... aur mien aap sub doston ko aaisay he mast kerta rahon....aamin

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: November 29, 2008, 06:23:18 PM »
Reply with quote
All the best wishes sajid.

JADOO HAR INSAAN MEH HOTA HAI
KISI MEH KAM, KISI MEH JYADA HOTA HAI
PARAKHNEY WALEY KI NAZAR CHAHIYEH
CHUPA PYAR SAM MEH HOTA HAI



JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #27 on: November 29, 2008, 06:50:23 PM »
Reply with quote
All the best wishes sajid.

JADOO HAR INSAAN MEH HOTA HAI
KISI MEH KAM, KISI MEH JYADA HOTA HAI
PARAKHNEY WALEY KI NAZAR CHAHIYEH
CHUPA PYAR SAM MEH HOTA HAI



JASBIR SINGH

Jasbir ji,
Allah pak aaap ko khuch Rakhay aur aap kay under k khoobsorat insan ko hamiesah zinda - o painda rakhay..

Sajid Hadayat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: November 30, 2008, 09:23:53 AM »
Reply with quote
good work lil bro, SH and Jas
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: November 30, 2008, 10:09:51 AM »
Reply with quote
Jasbir ji,
Allah pak aaap ko khuch Rakhay aur aap kay under k khoobsorat insan ko hamiesah zinda - o painda rakhay..

Sajid Hadayat


Thanks sajid


Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:17:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer