JINDAGI KI RAAH

by jasbirsingh on November 25, 2008, 09:17:01 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 3583 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #45 on: December 01, 2008, 11:02:00 PM »
Reply with quote
Thanx Pooja JI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RAAH by hifrnd20 in Miscellaneous Shayri
raah by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
RAAH by srikant in Shayri-E-Dard
Raah by daljeet_faqeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
RAAH by Rakeshanub in Shayri for Khumar -e- Ishq
jasbirsingh
Guest
«Reply #46 on: December 02, 2008, 03:39:35 AM »
Reply with quote
JINDAGI KI RAAH MEH HUM YU MAJBOOR HUYE
CHAHA THA JISSEY, USSEY HI HUM DOOR HUYE

MILI NA MOHABBAT HAMEY, AISEY HUM CHOOR CHOOR HUYE
RAH GUJAR YUHI HUM KISI KEY PYAR SEY KOSO DOOR HUYE    crybaby2


JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #47 on: December 02, 2008, 04:07:03 PM »
Reply with quote
JINDAGI KI RAAH MEH HUM YU MAJBOOR HUYE
CHAHA THA JISSEY, USSEY HI HUM DOOR HUYE

MILI NA MOHABBAT HAMEY, AISEY HUM CHOOR CHOOR HUYE
RAH GUJAR YUHI HUM KISI KEY PYAR SEY KOSO DOOR HUYE    crybaby2


JASBIR SINGH

Bohat khoob Jasbir ji...

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #48 on: December 02, 2008, 07:05:54 PM »
Reply with quote
Thanks Sajid


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: December 08, 2008, 08:36:33 AM »
Reply with quote
bahoot sahi kaha lil bro... Good one!!

Shukriya Didi Jaan,.
Aapne Kyun Kuch Likha Nahi.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: December 08, 2008, 08:46:13 AM »
Reply with quote
Nice one Jaanasheen

Apni tanhaiyon mein khoye ja rahe the
Hum paas se gujre to dekha tak nahi
Ab kahte hai ki koi hum safar na mila
Kab tak tanhai ka chalega yeh tera silsila


Shukriya Bhaijaan.
Aur Bahot Khoob Kaha Hai,.

Tanhaai Ka Silsilaa Chalta Rahega,.
 Zindagi Ka Suraj Dhalta Rahega,.

Humsafar Mile Ya Na Mile, Safar To Karna Hai,.
Raasto Ke Tanha Pattharon Se, Mujhe Hausla Milta Rahega,.

____________________________-Jaanasheen-




Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #51 on: December 09, 2008, 10:05:50 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan.
Aur Bahot Khoob Kaha Hai,.

Tanhaai Ka Silsilaa Chalta Rahega,.
 Zindagi Ka Suraj Dhalta Rahega,.

Humsafar Mile Ya Na Mile, Safar To Karna Hai,.
Raasto Ke Tanha Pattharon Se, Mujhe Hausla Milta Rahega,.

____________________________-Jaanasheen-






BAHUT hi pyara kaha aap neh


TANHAYIOH KA SILSILA KAB RUKEGA
HUMNEY JINDAGI KA SURAJ KAB DHIKEGA
HUMSAFAR SAATH CHODD GAYE SAFAR MEH
SAMUNDAR KA KINARA ABB KAB MILEGA


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: December 11, 2008, 12:20:29 PM »
Reply with quote
BAHUT hi pyara kaha aap neh


TANHAYIOH KA SILSILA KAB RUKEGA
HUMNEY JINDAGI KA SURAJ KAB DHIKEGA
HUMSAFAR SAATH CHODD GAYE SAFAR MEH
SAMUNDAR KA KINARA ABB KAB MILEGA


JASBIR SINGH


Shukriya Bhai,.
and Nice One,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #53 on: December 11, 2008, 12:32:19 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan.
Aur Bahot Khoob Kaha Hai,.

Tanhaai Ka Silsilaa Chalta Rahega,.
 Zindagi Ka Suraj Dhalta Rahega,.

Humsafar Mile Ya Na Mile, Safar To Karna Hai,.
Raasto Ke Tanha Pattharon Se, Mujhe Hausla Milta Rahega,.

____________________________-Jaanasheen-


This is also nice Jaanasheen Bhai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #54 on: December 11, 2008, 12:33:15 PM »
Reply with quote
BAHUT hi pyara kaha aap neh


TANHAYIOH KA SILSILA KAB RUKEGA
HUMNEY JINDAGI KA SURAJ KAB DHIKEGA
HUMSAFAR SAATH CHODD GAYE SAFAR MEH
SAMUNDAR KA KINARA ABB KAB MILEGA


JASBIR SINGH

Nice one Jas Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: December 12, 2008, 09:25:12 AM »
Reply with quote
This is also nice Jaanasheen Bhai

Shukriya Harish Bhaiya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: December 12, 2008, 09:27:42 AM »
Reply with quote
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi

rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi

hazar ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye mumkin
agar sharafat ko tumne chera to zindagi tum pe war hogi


nm
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #57 on: December 12, 2008, 04:25:46 PM »
Reply with quote
This is also nice Jaanasheen Bhai
Nice one Jas Ji


Thanks Jahanasheen
Thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #58 on: December 12, 2008, 04:28:53 PM »
Reply with quote
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi

rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi

hazar ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye mumkin
agar sharafat ko tumne chera to zindagi tum pe war hogi


nm
Nice sharing Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: December 13, 2008, 11:40:31 AM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh Bhai,.

Ab To Kuch Apni Tabiyat Si Judaa Lagti Hai,.
Saans Leta Hoon, To Zakhmo Ko Hawaa Lagti Hai,.

Kabhi Raazi To Kabhi Khafaa Lagti Hai,.
Zindagi Tu Hi Bataa, Tu Meri Kya Lagti Hai,.


_________________________-Nm-
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 02:01:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer