Judai

by fakharenaveed on July 06, 2005, 08:00:25 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 13172 times)
FAREE
Guest
«Reply #15 on: July 25, 2005, 05:39:48 AM »
Reply with quote
Judai Main Har Pal Mehboob Ki Yaad Main Rehta Hai
Phir Aankh S Jo Bhi Moti Niklta Hai Dost K liye Behta Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
judai by mayur srivastav in Shayri for Dard -e- Judai
Hquiqat-e- Judai by Rajigujral in Shayri for Dard -e- Judai
Judai by vinery in Shayri-E-Dard
Judai by vinery in Shayri for Dard -e- Judai
Judai by 92Sufyan in Shayri for Dard -e- Judai
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #16 on: August 01, 2005, 02:38:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"
Judai Main Har Pal Mehboob Ki Yaad Main Rehta Hai
Phir Aankh S Jo Bhi Moti Niklta Hai Dost K liye Behta Hai





Kuchh the dost bohat purane
Ek naye ke aane pe gaye pehchane
Ek khalish paali apne dil me sab ne
aur hone lage Juda woh deewane sad5
Logged
FAREE
Guest
«Reply #17 on: August 02, 2005, 07:17:59 PM »
Reply with quote
Log Milte Hai Juda Hote Hai Aksar
Inka Guum Ho Jaana Hi Hota Hai Behtar
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #18 on: August 03, 2005, 04:23:39 PM »
Reply with quote
Juda hone waale ko aana hai ek din
Kaise jiye ga woh Juda hoke tere bin
Logged
rajagrawal
Guest
«Reply #19 on: August 05, 2005, 12:04:33 PM »
Reply with quote
ishque or mohabbat ka toh yehi aanjam hota hai,
jisko jiss se pyar hota hai wahi usse se duur hota hai...
Logged
rajagrawal
Guest
«Reply #20 on: August 05, 2005, 12:08:50 PM »
Reply with quote
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,
Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi,
Kar ke mohabbat koi nahi bachega,
Aur jo bachega use tanhai mar dalegi.
Logged
justchill
Guest
«Reply #21 on: August 05, 2005, 01:41:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "rajagrawal"
Kissi ko mohabbat ki sachai mar dalegi,
Kissi ko mohabbat ki gehrai mar dalegi,
Kar ke mohabbat koi nahi bachega,
Aur jo bachega use tanhai mar dalegi.



 Usual Smile  Usual Smile very nice raj ji........

jaane kyu hum dusro ko apnaa samaj lete hai,
khud se jyada un par aitbaar kar lete hai,
ke jab ki ,jante hai,wo apna nahi paraya hai,
phir bhi baar-baar ye galti kar baithte hai....
Logged
rajagrawal
Guest
«Reply #22 on: August 05, 2005, 02:05:09 PM »
Reply with quote
koi duur hoo kitna he kya gum hai,
 magar woh apne hai yeh kya kam hai.
 Chaai na ho baat ya mulakat kya gum hai,
 yaad bhar karle kabhi toh kya kam hai
Logged
justchill
Guest
«Reply #23 on: August 05, 2005, 02:09:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "rajagrawal"
koi duur hoo kitna he kya gum hai,
 magar woh apne hai yeh kya kam hai.
 Chaai na ho baat ya mulakat kya gum hai,
 yaad bhar karle kabhi toh kya kam hai


wah!wah!

kushi ki raah mein gum mile to kya kare?
wafa ke raah mein bewaafa mile to kya kare...
kese bachaye zindagi ko dhoke baajo se....
koi muskurake dhoka de jaaye to kya kare?Huh? sad5
Logged
rajagrawal
Guest
«Reply #24 on: August 05, 2005, 02:19:23 PM »
Reply with quote
kabhi na aaye mere saath chalke,
hamesha gaye mujhe barbad karke,
aaye agar mere maut pe to kahe dena,
abhi soya hai tumhe yaad karke
Logged
FAREE
Guest
«Reply #25 on: August 07, 2005, 11:02:27 PM »
Reply with quote
Buht Khoob Raj & JustChill



Yoon Na Mil Mujh SaY khafa ho Jaise
Sath Chal Mooj-e-saba ho Jaise
log Yoon dekh ke Hans Dete Hain
Tu Mujhe Bhool Gaya Ho Jaise
ishq ko shirk ki Had Tak Na Barha
Yoon Na Mil Humse khuda Ho Jaise
Maut Bhi Ayi To iss Naz k Sath
Mujh Pe Ehsaan kiya Ho Jaise
Aise Anjaan Bane Bethe Ho
Tum ko kuch pata Bhi Na Ho jaise
HichkiYan Raat Ko Ati Hi Rahien
Tu Ne Phir Yaad kiya Ho jaise
Zindagi Beet Rahi Hia Yoon Hi
ik Be-jurm Saza Ho Jaise!!!!!!

Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #26 on: August 09, 2005, 06:25:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "rajagrawal"
kabhi na aaye mere saath chalke,
hamesha gaye mujhe barbad karke,
aaye agar mere maut pe to kahe dena,
abhi soya hai tumhe yaad karke


Raaj Ji & Justchill Ji Very cool .... keep it up

Welcome to Yoindia tongue3


Woh to aaya tha tere saath hi lekin
Tuu ne mud ke kabhi nahi dekha
Deta hai ab ilzaam usey naahaq
Tune to uska sisakna nahi dekha
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #27 on: August 13, 2005, 07:08:03 PM »
Reply with quote
Yeh kaisi Mohabbat hai teri meri
Ke hum saath hai par hai juda juda
Na shikwa mujhe tum se, Na tumko mujhse koi gila hai
Phir bhi hai ek dusre se khafa khafa
Logged
FAREE
Guest
«Reply #28 on: August 21, 2005, 04:09:17 AM »
Reply with quote
Juda Honey Ka Jab Bhi Muqaam Ata Hai
Ankhoon Main Ek Drya Sa Umad Ata Hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #29 on: August 22, 2005, 06:44:20 PM »
Reply with quote
Aankhen to bewafa hoti hai
Juda hone ka hone ka soch kar roti hai
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:16:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer