Judai

by fakharenaveed on July 06, 2005, 08:00:25 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 13161 times)
FAREE
Guest
«Reply #30 on: August 25, 2005, 07:47:05 PM »
Reply with quote
Miss U....

sitting here alone

all the memorys consume my mind

missing you touch

missing your kisses

missing the sparkle in your eyes

missing everthing about you

and wondering

if you are missing me tooo..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
judai by mayur srivastav in Shayri for Dard -e- Judai
Hquiqat-e- Judai by Rajigujral in Shayri for Dard -e- Judai
Judai by vinery in Shayri-E-Dard
Judai by vinery in Shayri for Dard -e- Judai
Judai by 92Sufyan in Shayri for Dard -e- Judai
FAREE
Guest
«Reply #31 on: August 29, 2005, 07:58:32 PM »
Reply with quote
Kya mohabbat ke yehi andaaz hote hai..... Hum jinhe chahe woh hum se naaraz hote hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #32 on: September 02, 2005, 02:15:08 PM »
Reply with quote
Muddat huyi us se juda huye
Par aaj bhi dil-e-nada wohi hai
Aankhein dekhti hai raasta
aur aahat ka intezar wohi hai
Uski baato ki gunj hai yaha
Hai yaha jo khushbu wohi hai
Jism simta hua hai ab tak
Yeh hisaar jo mere gird hai wohi hai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #33 on: September 06, 2005, 09:41:42 PM »
Reply with quote
dil ki dhadkano per hai jiska pehra
khayalon mein bhi hai ushi ka basera
khwabon mein hai uska aana jaana
aankhon me chupa hai ek undekha chehra

yaad hai mujhe woh pehli mulaqaat
chupke se thama tha usne haath mera

kabhi mile tha kahin ek sune saahil per hum
woh khamosh lehrein, woh mausam sunehra

pagal hai woh ya deewaana koii
khud ko bulata hai chaand mera

raaton ko meri jis ne kiya hai roshan
kaash...
din me aaker woh door ker de yeh andhera
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #34 on: September 24, 2005, 02:20:04 PM »
Reply with quote
coooollllllllllll

Bohat KhuuB Naveed Ji ....  



Yeh tanhayi hai humsafar apni
saath chalti hai har kadam apne
Kya kare gila zamane se
jab wohi nahi rahe apne
Logged
Sweetgirl
Guest
«Reply #35 on: September 27, 2005, 12:49:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
uski judai mein dil jal raha hai
roz ek khanjar chal raha hai
mujh se tadap ye bardaast nahi hoti
woh mujhe kyun nahi hai kehti
main to bas jaam piye jaa raha hoon
uski yaad mein meri aashk bhi hai behti


KHUDA NE HAMEIN JUDA KIYA, PHIR MILAYA, PHIR JUDA KIYA
AB THO BUS YEHI HAI DUA
KE MIL KAR HUM PHIR KABHI NA HO JUDA!!!
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #36 on: October 01, 2005, 05:45:38 AM »
Reply with quote
Sweet girl .......... very sweet tongue3 :oops:

keep it up


Milte rahe bichharte rahe
Har pal judayi ka gum sehte rahe
Sabz mausam jo aaye zindagi me
Hum milne ki dua karte rahe
Logged
Ladke_hain_duffer
Guest
«Reply #37 on: October 04, 2005, 07:33:17 PM »
Reply with quote
Faree, Saba aur Sweetgirl  bahut accha likha hai ... keep it up :thumb:

Meri aankhon mein woh basa hai
Meri Sansoon mein racha hai
Usske aane ki hai umeed
Meri hasrat ne kaha hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #38 on: October 06, 2005, 05:01:31 PM »
Reply with quote
Thanxxxxx.... This one is cooool

Hasratein na tamam zindagi meri
Hai mohabbat dil me kitni adhuri
Kab hoga paas woh jane tamanna
Kab hogi meri aarzu yeh puri
Logged
anisakhan
Guest
«Reply #39 on: October 13, 2005, 03:45:36 AM »
Reply with quote
Bayan   her aik se hijer o wasal kerte ho
Kiun apna shehar mein jeena mohal kerte ho?

Ye aashnai use yaad hi na ho  shaid
Wo jis ke naam sab hi mah o saal kerte ho

Bhla bicher ke mile hain kabhi musfer bhi?
Kiun apne aap ko youn hi nidhal kerte ho?

Uter geya hai nigahoun mein is lie shaid
Her  aik baat us ki masaal kerte  ho

Suna hai wo bhi  tumain pouchta hai aese hi
Tum us ke bare mein jese sawal kerte ho

Bohat aziz tha shaid wo iss  lie
Bicherne wale ka ab tak malal kerte ho
Logged
amber ali
Guest
«Reply #40 on: October 13, 2005, 04:45:05 AM »
Reply with quote
nice anisa dear tongue3 &faree tongue3


  EIK saal porana kisa hai,
eik ladki thi diwane see,
kertee thee bedi mun manee bhi,
wo shokh shokh chunchel see,
mehkee mehkee pagal see,
eik rooz mohabat ker bethee,
or ab kay saal  ka kisa hai,
ab woo mazee ka hisaa hai,
woo pyar per jaan koo waar gayee,
or apney app koo maar gayee,
sarey jug say too jeat gayee,
bus apney aap say haar gayee.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #41 on: October 20, 2005, 09:01:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "anisakhan"
Bayan   her aik se hijer o wasal kerte ho
Kiun apna shehar mein jeena mohal kerte ho?

Ye aashnai use yaad hi na ho  shaid
Wo jis ke naam sab hi mah o saal kerte ho

Bhla bicher ke mile hain kabhi musfer bhi?
Kiun apne aap ko youn hi nidhal kerte ho?

Uter geya hai nigahoun mein is lie shaid
Her  aik baat us ki masaal kerte  ho

Suna hai wo bhi  tumain pouchta hai aese hi
Tum us ke bare mein jese sawal kerte ho

Bohat aziz tha shaid wo iss  lie
Bicherne wale ka ab tak malal kerte ho


Hello Anisa .... Nice to see u here
Hwz is everything

Welcome to Yoindia

Aap ki baato.n me kuchh gehrayi lagti hai
Mere aangan me shaam utar aayi lagti hai
Dhundhli si yaado.n ki tasveer me
Aap ki surat aa samaayi si lagti hai
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #42 on: October 28, 2005, 01:47:37 PM »
Reply with quote
Reply for someone ...

Woh hai udaas to kuchh wajah hogi
Us ke dil me koi phaans chubhi hogi

Aankhein hai nam
to kisi ki yaad me royi hogi

Us ke dil ka haal tum kya jaano
usne kaisee manzil khoyi hogi

Aaj phir us se kehte ho ke hoja kisi ki
Yeh na socha ke kitna woh tarpi hogi
Logged
captainyr
Guest
«Reply #43 on: October 28, 2005, 03:18:24 PM »
Reply with quote
very very nice , keep it up  :lol:
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #44 on: November 24, 2005, 05:35:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "captainyr"
very very nice , keep it up  :lol:


Thank You Captainyr ...... Usual Smile :oops:
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:14:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer