Saba_Saba
|
«Reply #45 on: November 24, 2005, 05:36:40 PM » |
|
For Anisa Khan
Raat bhar jaagte rahein tumhe yaad karke Kyu jaana chahte ho hume barbad karke
Hume khabar hai tum chahte ho hum ko Kyu khud ko chhupate ho betab karke
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sometimes
Guest
|
|
«Reply #46 on: November 28, 2005, 07:13:12 AM » |
|
For Anisa Khan
Raat bhar jaagte rahein tumhe yaad karke Kyu jaana chahte ho hume barbad karke
Hume khabar hai tum chahte ho hum ko Kyu khud ko chhupate ho betab karke yeh mana key tum ney hamey raat bhar yad kia yeh na bhoolo tum ney hi hamey barbad kia zamaney se chupatey rahe keh chahte hani us ko sitam woh sangdil jaan kar bhi anjaan raha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #47 on: November 28, 2005, 12:28:01 PM » |
|
very nice all of you.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #48 on: December 10, 2005, 02:06:25 PM » |
|
Thanxxxxx...................amber anisa n saba januuu
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #49 on: February 12, 2006, 07:07:47 AM » |
|
Kyun Tamanayi Har Aehl-e-Bazam Hai MERA Nghma Suzu-o-Alam Taranam Hai Mera
Daam Kyun Loon Bahishat Main Kuch Dam K Liye Tehroon Ga Zameen Pe k Naam Adam Hai Mera
Raqeeboon S Jo Poucha Haal Mera Aaj Un K Dil Main Bhi Kuch Ghum Hai Mera
Munh Pher Kr Us Ney Sar Ko Jhuka Liya Lagta Hai Sanam Mujh S Nadam Hai Mera
Raaz Khulta Hai Meri Tishngi Ka Phir Robru Un K Sar Khaam Hai Mera
Aapna Sa Munh Le Kr Aaj Loutain Gay Mah Khwar Kal Jo Kehte Thay K Zarf Kam Hai Mera
Shyad Aaj Phir Pi Hai Maine "Faree" K Laab Aabhi Tak Purnam Hai Mera
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #50 on: February 17, 2006, 09:48:43 PM » |
|
Dil kisi yaar-e-bawafa ki tarah ba khabar hai bohat Khuda ki tarah
zindgi bhar tumhara naam meray dil se nikla kisi dua ki tarah
main nay har moor per tujhe dhoondha hijr ke sher ki hawa ki tarah
umer bhar tera dukha uthaya hai waqt ki di hoi saza ki tarah
kuch nahi sojhta muhabat main khoof aur ghum ki inteha ki tarah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #51 on: February 21, 2006, 03:24:53 AM » |
|
Juda Rehna Hum s Us Ney Seekh liya Hai Ghum K kachockay Dena Us Ney Seekh Liya Hai Hum Lakh Krein Un S Muhabbat "Faree" Unhooney Roothna Hum s Seekh Liya Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #52 on: February 21, 2006, 07:51:36 AM » |
|
Roothna hume jis ne sikhaya Aaj wohi ilzaam dete hai Aap dil ki raah takte hai Hum to aap par jaan dete hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #53 on: February 21, 2006, 09:11:05 AM » |
|
Bohat Hi khoob Faree & Saba Jee....
Mousam Ki nazakat hai hasraton ne pukara hai Kahein bhi to kiss sey kahien ki chaha hai tumhein Dil har fariyaad se khushian de aaya hai tumhein Abb lobon se aaur kya kahein tumhein.. Bass itna jaan lo ye shayrian hi iss baat ka ishara hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #54 on: February 24, 2006, 03:31:49 AM » |
|
Thank You nirbhay
Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga Yakeen Nahin To Dolee Se Jhankke Dekhna Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar Hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #55 on: March 01, 2006, 08:26:51 PM » |
|
ankh mai raha dil mai utar kar nahi dikh kashti k musafir nai samnabder nahi dikh pahter mujh khatay haan mera chahan wala mai mom hoon kisi nai mujh cho ker nahi dikh.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #56 on: March 03, 2006, 02:56:47 AM » |
|
Wafa K Badlay Jafa Humney Hai Payi Payar Kiya Aur Hai Ruswayi Humne Payi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #57 on: March 22, 2006, 07:03:06 AM » |
|
Dikhta Nahi hawa par mehasush karte hain hum Dikhta nahi pyar pyaar karte hain pyar hum Dikhta nahi khuda par uske aage sar jhukate hain hum "HAI" ka viswash hi to karte hain hum Rangin sapne hi to hai jo dekh rahe hain hum Kuch pane ki umeed me hi to ji rahe hain hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #58 on: May 19, 2006, 09:12:13 AM » |
|
Fir mulakaat ho aisa nahi lagta, Fir aapse baat ho aisa nahi lagta. Hum to dhoondenge aapko shaamo-sahar, Aapko yaad aayenge aisa nahi lagta. ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #59 on: May 20, 2006, 11:59:42 PM » |
|
Mauja-e-Subah jo sar-e-shakh gul utarne lage Shagoofe lams ki shokhi se hi nikharne lage
Kitab-e-umar ki boseedgi se dharka hai Hawa ho tez to khushk barg si bikharne lage
Kabhi ho aisa tere lehji ka shabnami sayyal Harf Harf rago me meri utarne lage
Us ke aane ki khabar paate hi Sitare aaj sar-e-shaam hi sanwarne lage
SABA ke saath rawana ho ek Siyataza Ke log phir deewaro pe diye dharne lage
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|