KACCHI DEEWAAR HOON THOKAR NA LAGANA MUJHKO...

by pandit on May 12, 2009, 01:22:29 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 5082 times)
Pooja
Guest
«Reply #60 on: May 14, 2009, 09:32:08 PM »
Reply with quote
again gud one pooja....

Thanks Pandit ji!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko by jugnu in Ghazals
*****kacchi kalam****** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Kachchi Deewaar,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Shayri
TERE BIN MAI KACCHI DOR HU~~~AKRAM~~~ by mrZakram in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
koi kamjor lamha hoon bhula de mujhko by soudagar in Share:Love Poetry
pandit
Guest
«Reply #61 on: May 14, 2009, 10:41:14 PM »
Reply with quote
Thanks Pandit ji!!!

u r most welcome pooja jee..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #62 on: May 15, 2009, 03:38:18 AM »
Reply with quote
SANU THANKS Usual Smile

Again.
mindblowing..............
Logged
Sonu
Guest
«Reply #63 on: May 15, 2009, 03:41:38 AM »
Reply with quote
HAANJI PANDIT JI...  NaNaNa

BAHUT KHOOB JAVAB NAHI APKA...

Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha
Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed
Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha
Kalam uthai hai lafs nahi milta,
Jisko dhund rahe hai wo shaks nahi milta,
Firte hai wo zamane ki talash me,
Bus hamare liye hi unhe waqt nahi milta

SONU JEE..

KACCHI DEEWAR HOON THOKAR NA LAGANA MUJHKO,
JAKHM KUCH AUR BAAKI HAIN,ABHI NA BHULANA MUJHKO.

JAKHM KITNE KHAAYE PAR AANSOO NA GIRAYA MAINE
INN JAKHMO KO HARA REHNE DE,MARHAM NA LAGANA MUJHKO.


.....PANDIT.....

Logged
Sonu
Guest
«Reply #64 on: May 15, 2009, 03:47:16 AM »
Reply with quote
bahut khoob sanju.. javab nahi apkaa... yeo hi likhte rahow...


KHATA KYA THE MERI JO CHAHA TUJHE DIL SE,
AB YAAD NA ANA, BHOOL PAYA HOON MUSHKIL SE.

HAR HASRAT KO TO DAFAN KAR AAYA HOON AAJ KHUD,
DAFAN HAI TERI UMMED JO SEENE ME,KAISE JAYEGE ISS DIL SE.

EK UMRA GUJAARI HAI HUMNE TUJHE BHULANE ME,
MAUT BHI SUKOON SE AAJAY, GAR PUKARLE MUJHE TU EK BAR DIL SE.


..PANDIT...


Logged
Sonu
Guest
«Reply #65 on: May 15, 2009, 03:47:45 AM »
Reply with quote
bahut khoob Celmira ji..

Yaadon Ko Dil Se Mitana Hai Mushkil,
Koshish Bohot Ki, Bhulana Hai Mushkil
Reh Gaye Hai Kahin Kisi Ek Pal Main
Un Lamhon Ko Wapis Bulana Hai Mushkil
Logged
Sonu
Guest
«Reply #66 on: May 15, 2009, 03:48:19 AM »
Reply with quote
bahut khoob sanju her bar ki thra bahut acha likha hia...

BHULNE K BAAD BHI WO BAHUT YAAD AAYE,
KARE HAR JATAN, DIL KAISE UNKO BHULAAYE,
AB TAK SUNA THA KYA HAI AFSAAN-E-MOHABBAT,
KHUDA AB BACHAYE, NA KOI ISSE AAZMAAYE.

...PANDIT..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #67 on: May 15, 2009, 03:49:17 AM »
Reply with quote
bahut khoob Celmira ji..

Thanks Pandit, Pooja Usual Smile

Mohabbat Ke Raste Bade Hi Hain Mushkil
Jaante Hue Bhi Lagaya Tha Yeh Dil,
Hua Phir Wohi Hota Aaya Hai Jo,
Baithe Hain Le Kar Ke Toota Hua Dil !

Logged
Sonu
Guest
«Reply #68 on: May 15, 2009, 03:51:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob pooja sis.. javab nahi apka

Bikhre aansu ke moti humm pi naa sake
Teri yaad mein saari raat hum so na sake
Beh na jaaye har yaad teri
Yeh sochkar hum ro na sake

kon azmaata hume, hum khud ke azmaaye hue hai
kisi main kaha thi himmat, hum khud he khud ka dil dikhaye hue hai
badi hasrato se nikla tha ek shakas, hume bhool jaana ka kah kar
hum bhoole use is kadar, ajj wo he kahta hai ki, wo humare sataye hue hai!!!



main koshish kar rahi hu ki main dard main na he likha karu.. jo likha wo bhi ek dard hai.. bas samjhne ki jaroorat hai!!

Logged
Sonu
Guest
«Reply #69 on: May 15, 2009, 03:52:56 AM »
Reply with quote
kea bat hai pandit ji..

Celmira ji..

Pooja ji

app sabne bahut acha likha hai yeo hi likhte rahye.. keep up the wonderful work dostoo
Logged
pandit
Guest
«Reply #70 on: May 15, 2009, 07:37:47 AM »
Reply with quote
kea bat hai pandit ji..

Celmira ji..

Pooja ji

app sabne bahut acha likha hai yeo hi likhte rahye.. keep up the wonderful work dostoo

WAKAI MAAN GAYE AAPKO SONU..
ZABARDAST SHAYAR HAIN AAP....
GREAT WORK.
KEEP IT UP...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #71 on: May 16, 2009, 06:16:22 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya sanju.. jo apko humari tuti phuti shayri bhi achi lagi yea to app jese dosto ka sath hai jinko humari tuti phuti shairy achi lagti hia or humey husla afjai kerte hia Usual Smile

app bhi ager kuch likhte to acha lagta Usual Smile

WAKAI MAAN GAYE AAPKO SONU..
ZABARDAST SHAYAR HAIN AAP....
GREAT WORK.
KEEP IT UP...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #72 on: May 16, 2009, 06:17:05 AM »
Reply with quote
Usne Kaha Tum Main Pehli Wali Baat Nahi
Maine Kaha Zindagi Main Tera Saath Nahi

Usne Kaha Ab Bhi Kisi Ke Aankhon Main Dhoob Jaati Ho ??
Maine Kaha Kisi Ke Aankhen Main Wo Gehri Baat Nahi

Usne Kaha Kiyo Itna Toot Kar Chaha Mujhey ??
Maine Kaha Insaan Hoon Pathar To Nahi

Usne Kaha Kya Main Bewafaa Hoon ??
Maine Kaha Mujhey Ab Wafa Ke Talash Nahi

Usne Kaha Bhool Jao Mujhey
Maine Kaha Tum Haqeeqat Ho Koi Khawab To Nahi …
Logged
pandit
Guest
«Reply #73 on: May 16, 2009, 02:50:16 PM »
Reply with quote
Usne Kaha Tum Main Pehli Wali Baat Nahi
Maine Kaha Zindagi Main Tera Saath Nahi

Usne Kaha Ab Bhi Kisi Ke Aankhon Main Dhoob Jaati Ho ??
Maine Kaha Kisi Ke Aankhen Main Wo Gehri Baat Nahi

Usne Kaha Kiyo Itna Toot Kar Chaha Mujhey ??
Maine Kaha Insaan Hoon Pathar To Nahi

Usne Kaha Kya Main Bewafaa Hoon ??
Maine Kaha Mujhey Ab Wafa Ke Talash Nahi

Usne Kaha Bhool Jao Mujhey
Maine Kaha Tum Haqeeqat Ho Koi Khawab To Nahi …


great job sonu...
maan gaye mughle-aazam....
Logged
pandit
Guest
«Reply #74 on: May 16, 2009, 02:57:40 PM »
Reply with quote


KACCHI DEWAAR HON THOKAR NA LAGANA MUJHKO,
TOOT GAYA HOON TO BIKHARNE SE BACHANA MUJHKO.

UMRA BHAR WAFA KA SILA BEWAFAI DIYA USNE,
WAFADARO KI BEWAFAI SE BACHANA MUJHKO.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:11:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer