kafan........

by Ninaah on February 13, 2005, 09:31:44 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 10720 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #45 on: May 12, 2005, 09:13:02 PM »
Reply with quote
Dil todna humari aadat nahi
Dil hum kissi ka dukhate nahi
Bharosa rakhna meri wafaon pe
Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #46 on: May 23, 2005, 10:14:27 PM »
Reply with quote
Tujhse bichad ke tanha jiye ja raha hu,
darde judayi ka jam piye ja raha hu,
bhagvan bachaye tujhe har kahar har bala se,
zamane ke darde-gam apne sath liye ja raha hu..
Logged
ibrahim
Guest
«Reply #47 on: June 04, 2005, 11:37:53 AM »
Reply with quote
Kafan na dalo mere chehre pe
Mujhe ab bhi ummeed hai uske aane ki...........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #48 on: June 06, 2005, 06:29:14 AM »
Reply with quote
KAFAN NA DALENGE TERE CHEHRE PE,
PUR KYON TUJHE UMEED HAI AB BHI USKE AANE KI,
HAR SHAKS KYON PARESHAAN HAI TERI UMEEDON SE,
PHIR KYON TUTI HAI UMEED ISS BHALE ZAMANE KI......

Quote from: "ibrahim"
Kafan na dalo mere chehre pe
Mujhe ab bhi ummeed hai uske aane ki...........
Logged
ibrahim
Guest
«Reply #49 on: June 06, 2005, 10:28:00 AM »
Reply with quote
Yaro jab hamari maut ho jaye,
Hamara janaza gali gali se ghuma dena,
Raste mein aye agar mere mashuq ka ghar,
To sar se jara kafan hata dena............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #50 on: June 06, 2005, 11:27:25 PM »
Reply with quote
Kafan tu usi din par gya tha meri is laash pr
jab tumney hum s milna hi choor diya tha
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #51 on: June 07, 2005, 05:08:22 AM »
Reply with quote
milti kaise tujh se mein to khud bejaan hoon,
teri kya baat karoon mein ab zindagi se anjaan hoon,
tere se pehale mera janaza uth chuka hai iss duniya se,
mein to ab iss bhari duniya se he badgumaan hoon.....

Quote from: "fakharenaveed"
Kafan tu usi din par gya tha meri is laash pr
jab tumney hum s milna hi choor diya tha
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: June 07, 2005, 10:31:24 PM »
Reply with quote
KUCH DOOR HUMARE SAATH CHALO HUM DIL KI KAHANI KEH DENGE,
SAMAJH NA JISE TUM AANKHON SE WO BAAT ZUBAANI KEH DENGE,

PHOOLO KI TARAH JAB HONTO PE EK SHOKH TABASSUM BIKHREGA,
DHEERE SE TUMAHER KAANO MEIN EK BAAT PURAANI KEH DENGE,

IZHAAR-E-WAFAA TUM KYA JANO IQRAAR-E-WAFA TUM KYA JANO
HUM ZIKR KARENGE GAIROON KA AUR APNI KAHANI KEH DENGE

MAUSAM TU BARA HI ZALIM HAI HAI TOOFAN UTHAATA REHTA HAI
KUCH LOG MAGAR IS HAL-CHUL KO BUD-MAST JAWANI KEH DENGE.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #53 on: June 08, 2005, 08:00:25 AM »
Reply with quote
KHUSHNASEEB HAIN WOH JO SAATH TUMHARA PAATE HAIN,
HUM ITNE BADNASEEB HAIN KI LOG HAMARE SAAYE SE BHI GHABRATE HAIN,

HUMNE JISKO BHI CHAHA ZINDAGI MEIN, WO HUMSE DOOR CHALE JAATE HAIN,
ISS BHEED BHARI DUNIYA MEIN KYON APNE KO AKELA SA PAATE HAIN,

TEES SI UTHATI HAI DIL MEIN, PUR HOTHON PE MUSKURAHAT SAJATE HAIN,
APNA DARD BHUL KAR HUM UNKI KHUSHIYAN DHUND-DHUND KAR LAATE HAIN........

Quote from: "fakharenaveed"
KUCH DOOR HUMARE SAATH CHALO HUM DIL KI KAHANI KEH DENGE,
SAMAJH NA JISE TUM AANKHON SE WO BAAT ZUBAANI KEH DENGE,

PHOOLO KI TARAH JAB HONTO PE EK SHOKH TABASSUM BIKHREGA,
DHEERE SE TUMAHER KAANO MEIN EK BAAT PURAANI KEH DENGE,

IZHAAR-E-WAFAA TUM KYA JANO IQRAAR-E-WAFA TUM KYA JANO
HUM ZIKR KARENGE GAIROON KA AUR APNI KAHANI KEH DENGE

MAUSAM TU BARA HI ZALIM HAI HAI TOOFAN UTHAATA REHTA HAI
KUCH LOG MAGAR IS HAL-CHUL KO BUD-MAST JAWANI KEH DENGE.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: June 08, 2005, 09:09:29 PM »
Reply with quote
NAZREIN MILI HAI UNSE MAGAR IKRAR ABHIE BAAKI HAI
HOGA KABHI DIL YE KEHTA HAI MAGAR INTZAR ABHIE BAAKI HAI
KABOOL USNE BHI KIYA YE MAGAR KARAR ABHIE BAAKI HAI
BANA RANJHA, BANA MAJNU PHIR YE YAAR ABHIE BAAKI HAI
TU KAR BHAROSA YAAR PAR "Naveed" KE AITBAR ABHIE BAAKI HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #55 on: June 09, 2005, 12:30:53 PM »
Reply with quote
TERE PE HAI YAKEEN "NAVEED" USSE, PUR TERA IZHAAR BAKI HAI,
USKI ANKHON MEIN AB BHI TERE IZHAAR KA INTZAAR BAAKI HAI,
USSE PYAR SE DEKH KAR LE AA APNI ZINDAGI MEIN,
USSE BHI TUJH SE PYAR HOGA, PUR TERA IKRAAR BAKI HAI......

Quote from: "fakharenaveed"
NAZREIN MILI HAI UNSE MAGAR IKRAR ABHIE BAAKI HAI
HOGA KABHI DIL YE KEHTA HAI MAGAR INTZAR ABHIE BAAKI HAI
KABOOL USNE BHI KIYA YE MAGAR KARAR ABHIE BAAKI HAI
BANA RANJHA, BANA MAJNU PHIR YE YAAR ABHIE BAAKI HAI
TU KAR BHAROSA YAAR PAR "Naveed" KE AITBAR ABHIE BAAKI HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #56 on: June 09, 2005, 09:59:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"

Ikraar s drta ahi mera dil aab
k krte hi woh ruth jaye ga

koi ye kaise bataye ke wo tanha kyu hai
wo ju apna tha wo hi kisi aur ka kyu hai
yehi duniya ka dastoor hai tu aisa kyu hai
yehi hota hai tu phir aisa hota kyu hai................
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #57 on: June 21, 2005, 06:45:30 AM »
Reply with quote
tanhayee bhi zindagi mein saath nibhati hai,
koi sathi na bhi ho, pur ye bulate he aa jaati hai,
mein iss tanhayee ki shukra guzar hoon,
jo tanha hote he teri yaadein le aati hai.....

«Reply #58 on: June 21, 2005, 09:12:58 PM »

Teri Yaad Ate Hi Gar suu Phel Jata hai ujala
Tu Jab Bhi Ati Hai samney Phol Ban ajte hain Mala
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #59 on: June 22, 2005, 06:35:48 AM »
Reply with quote
bhale he zindagi gumon se bhari ho,
pur phool phir bhi khilte hain,
hum ik-dusre se kitne bhi door hon,
pur inn tehreeron ke jariye hum roz milte hain……

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
tanhayee bhi zindagi mein saath nibhati hai,
koi sathi na bhi ho, pur ye bulate he aa jaati hai,
mein iss tanhayee ki shukra guzar hoon,
jo tanha hote he teri yaadein le aati hai.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
TERE PE HAI YAKEEN "NAVEED" USSE, PUR TERA IZHAAR BAKI HAI,
USKI ANKHON MEIN AB BHI TERE IZHAAR KA INTZAAR BAAKI HAI,
USSE PYAR SE DEKH KAR LE AA APNI ZINDAGI MEIN,
USSE BHI TUJH SE PYAR HOGA, PUR TERA IKRAAR BAKI HAI......

Quote from: "fakharenaveed"
NAZREIN MILI HAI UNSE MAGAR IKRAR ABHIE BAAKI HAI
HOGA KABHI DIL YE KEHTA HAI MAGAR INTZAR ABHIE BAAKI HAI
KABOOL USNE BHI KIYA YE MAGAR KARAR ABHIE BAAKI HAI
BANA RANJHA, BANA MAJNU PHIR YE YAAR ABHIE BAAKI HAI
TU KAR BHAROSA YAAR PAR "Naveed" KE AITBAR ABHIE BAAKI HAI
Ikraar s drta ahi mera dil aab
k krte hi woh ruth jaye ga

koi ye kaise bataye ke wo tanha kyu hai
wo ju apna tha wo hi kisi aur ka kyu hai
yehi duniya ka dastoor hai tu aisa kyu hai
yehi hota hai tu phir aisa hota kyu hai................
Teri Yaad Ate Hi Gar suu Phel Jata hai ujala
Tu Jab Bhi Ati Hai samney Phol Ban ajte hain Mala
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:33:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer