kafan........

by Ninaah on February 13, 2005, 09:31:44 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 10722 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #60 on: June 22, 2005, 06:46:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bhale he zindagi gumon se bhari ho,
pur phool phir bhi khilte hain,
hum ik-dusre se kitne bhi door hon,
pur inn tehreeron ke jariye hum roz milte hain……





Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
tanhayee bhi zindagi mein saath nibhati hai,
koi sathi na bhi ho, pur ye bulate he aa jaati hai,
mein iss tanhayee ki shukra guzar hoon,
jo tanha hote he teri yaadein le aati hai.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
TERE PE HAI YAKEEN "NAVEED" USSE, PUR TERA IZHAAR BAKI HAI,
USKI ANKHON MEIN AB BHI TERE IZHAAR KA INTZAAR BAAKI HAI,
USSE PYAR SE DEKH KAR LE AA APNI ZINDAGI MEIN,
USSE BHI TUJH SE PYAR HOGA, PUR TERA IKRAAR BAKI HAI......



Quote from: "fakharenaveed"
NAZREIN MILI HAI UNSE MAGAR IKRAR ABHIE BAAKI HAI
HOGA KABHI DIL YE KEHTA HAI MAGAR INTZAR ABHIE BAAKI HAI
KABOOL USNE BHI KIYA YE MAGAR KARAR ABHIE BAAKI HAI
BANA RANJHA, BANA MAJNU PHIR YE YAAR ABHIE BAAKI HAI
TU KAR BHAROSA YAAR PAR "Naveed" KE AITBAR ABHIE BAAKI HAI
Ikraar s drta ahi mera dil aab
k krte hi woh ruth jaye ga

koi ye kaise bataye ke wo tanha kyu hai
wo ju apna tha wo hi kisi aur ka kyu hai
yehi duniya ka dastoor hai tu aisa kyu hai
yehi hota hai tu phir aisa hota kyu hai................
Teri Yaad Ate Hi Gar suu Phel Jata hai ujala
Tu Jab Bhi Ati Hai samney Phol Ban ajte hain Mala
yun milna bhi kitan ajeeb hai mere dost
tu lgta hai dil k kitne qareeb mere dost
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #61 on: June 22, 2005, 06:54:29 AM »
Reply with quote
bhale he ajeeb ho humara milna iss tarah,
pur humne khushkismati se tumhe paya hai,
tum ye mana ya na mano,
pur tum mein hume ek saccha dost nazar aaya hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
bhale he zindagi gumon se bhari ho,
pur phool phir bhi khilte hain,
hum ik-dusre se kitne bhi door hon,
pur inn tehreeron ke jariye hum roz milte hain……





Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
tanhayee bhi zindagi mein saath nibhati hai,
koi sathi na bhi ho, pur ye bulate he aa jaati hai,
mein iss tanhayee ki shukra guzar hoon,
jo tanha hote he teri yaadein le aati hai.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
TERE PE HAI YAKEEN "NAVEED" USSE, PUR TERA IZHAAR BAKI HAI,
USKI ANKHON MEIN AB BHI TERE IZHAAR KA INTZAAR BAAKI HAI,
USSE PYAR SE DEKH KAR LE AA APNI ZINDAGI MEIN,
USSE BHI TUJH SE PYAR HOGA, PUR TERA IKRAAR BAKI HAI......



Quote from: "fakharenaveed"
NAZREIN MILI HAI UNSE MAGAR IKRAR ABHIE BAAKI HAI
HOGA KABHI DIL YE KEHTA HAI MAGAR INTZAR ABHIE BAAKI HAI
KABOOL USNE BHI KIYA YE MAGAR KARAR ABHIE BAAKI HAI
BANA RANJHA, BANA MAJNU PHIR YE YAAR ABHIE BAAKI HAI
TU KAR BHAROSA YAAR PAR "Naveed" KE AITBAR ABHIE BAAKI HAI
Ikraar s drta ahi mera dil aab
k krte hi woh ruth jaye ga

koi ye kaise bataye ke wo tanha kyu hai
wo ju apna tha wo hi kisi aur ka kyu hai
yehi duniya ka dastoor hai tu aisa kyu hai
yehi hota hai tu phir aisa hota kyu hai................
Teri Yaad Ate Hi Gar suu Phel Jata hai ujala
Tu Jab Bhi Ati Hai samney Phol Ban ajte hain Mala
yun milna bhi kitan ajeeb hai mere dost
tu lgta hai dil k kitne qareeb mere dost
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #62 on: June 22, 2005, 07:02:44 AM »
Reply with quote
Dost hum kO tu aap bhi apnay apnay lgtay ho
Aap tu meri zindgi emin bsay bsay lgtay ho
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #63 on: June 22, 2005, 07:10:32 AM »
Reply with quote
hum bhi aapki tarah yahan pe saans lete hain,
jab yaad aati hai aapki to dil se awaaz dete hain,
jis saaz se dosti aur nikhare humari,
hum uss ko apni zindagi se parwaaz dete hain.....



Quote from: "fakharenaveed"
Dost hum kO tu aap bhi apnay apnay lgtay ho
Aap tu meri zindgi emin bsay bsay lgtay ho
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #64 on: June 22, 2005, 07:18:39 AM »
Reply with quote
Aap Ka saath hota hai tu aise lgta hai
jaise zindgi mein ghntian si baj rhi hoon meray
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #65 on: June 22, 2005, 10:16:18 AM »
Reply with quote
HUMNE HAR ROZ ZINDAGI TAMMAM HOTE DEKHA HAI,
PYAR MEIN ZINDAGI KI SHAAM HOTE DEKHA HAI,
KUCH BEWAFAON KI MEHFIL MEIN,
PYAR KO BADNAAM SAR-E-AAM HOTE DEKHA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
Aap Ka saath hota hai tu aise lgta hai
jaise zindgi mein ghntian si baj rhi hoon meray
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #66 on: June 22, 2005, 06:59:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
HUMNE HAR ROZ ZINDAGI TAMMAM HOTE DEKHA HAI,
PYAR MEIN ZINDAGI KI SHAAM HOTE DEKHA HAI,
KUCH BEWAFAON KI MEHFIL MEIN,
PYAR KO BADNAAM SAR-E-AAM HOTE DEKHA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
Aap Ka saath hota hai tu aise lgta hai
jaise zindgi mein ghntian si baj rhi hoon meray
Nice.


Kia HUwa Jo Aaj Hum Bdnaam Ho gaye hain
Kia yeh Kam hai .k Hum aik ho agye hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #67 on: June 23, 2005, 08:43:27 AM »
Reply with quote
har gum ko humnse seene se lagaya hai,
aur ussi gum mein humne bahot sukoon paya hai..........



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
HUMNE HAR ROZ ZINDAGI TAMMAM HOTE DEKHA HAI,
PYAR MEIN ZINDAGI KI SHAAM HOTE DEKHA HAI,
KUCH BEWAFAON KI MEHFIL MEIN,
PYAR KO BADNAAM SAR-E-AAM HOTE DEKHA HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
Aap Ka saath hota hai tu aise lgta hai
jaise zindgi mein ghntian si baj rhi hoon meray
Nice.


Kia HUwa Jo Aaj Hum Bdnaam Ho gaye hain
Kia yeh Kam hai .k Hum aik ho agye hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #68 on: June 23, 2005, 06:34:09 PM »
Reply with quote
Ghumon Ki Daldal mein Aab yun mein dhnsta gya hoon
Sabhi Dushman Milay mere dost Jahan mein Gya hoon
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #69 on: June 24, 2005, 06:24:41 AM »
Reply with quote
dushmano ki bheed mein bhi dost mil jaate hain,
jahan hume umeed na ho, wohi hum unhe paate hain,
tum jara apni nazaron se unhe pehchano to sahi,
khuda ke farishte tumhare liye unhe jannat se laate hain....




Quote from: "fakharenaveed"
Ghumon Ki Daldal mein Aab yun mein dhnsta gya hoon
Sabhi Dushman Milay mere dost Jahan mein Gya hoon
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #70 on: June 24, 2005, 06:26:17 AM »
Reply with quote
woh tu khud frishta maloom hotey hain
un k dil humein masoom s lagtay hain
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #71 on: June 24, 2005, 07:26:26 AM »
Reply with quote
BIKHAR GAYEE HOOON MEIN,
ZINDAGI MEIN BEWAFAYEE HAI,
HAR KISI SE RISHTA TOOT GAYA,
MAUT NE YE RAAH DIKHAYEE HAI....


Quote from: "fakharenaveed"
woh tu khud frishta maloom hotey hain
un k dil humein masoom s lagtay hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #72 on: June 24, 2005, 07:47:52 AM »
Reply with quote
maut ka  rsta modd diya hota
gar tu mujhay mil gya hota
mein har cheez cheen leta
gar tera ek ishra mil gya hota
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #73 on: June 24, 2005, 08:12:19 AM »
Reply with quote
MAUT SE HUM DOOR BHAGTE HAIN,
AUR ZINDAGI KE PASS JAATE HAIN,
MAUT PHIR BHI HUME THAM LETI HAI,
AUR ZINDAGI KO HUM PAKAD NAHI PAATE HAIN....




Quote from: "fakharenaveed"
maut ka  rsta modd diya hota
gar tu mujhay mil gya hota
mein har cheez cheen leta
gar tera ek ishra mil gya hota
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #74 on: June 24, 2005, 08:32:44 AM »
Reply with quote
Aaj aik nya mosam char rha hai emri zindgi  mein
koi saath mujhay mil rha hai meri zindgi emin
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:36:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer