waheed_rose2004
Guest
|
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi
Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga Bhatakti nigha Mein Chehra Koi Bana Hoga Udaas Raah Koi Dastaan Sunayegi Karoge Yaad To...
Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga Hatheliyon Ki Heena Yaad Kuchh Dilayegi Karoge Yaad To...
Gali Ke Mor Pe Soona Sa Koi Darwaaza Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega Nigaah Door Talak Jaake Laut Aayegi Karoge Yaad To............................................... ....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #1 on: December 12, 2004, 04:02:36 PM » |
|
very nice vvaheed ji :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Meena
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 17, 2004, 08:11:12 PM » |
|
nice one waheed ji!
Tootay huway khaboon ki chubhan kam naheen hoti Ab ro kay bhi aankhoon ki jalan kam naheen hoti (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SADIQA JAWED
Guest
|
|
«Reply #3 on: December 18, 2004, 09:13:56 AM » |
|
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi
Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga Bhatakti nigha Mein Chehra Koi Bana Hoga Udaas Raah Koi Dastaan Sunayegi Karoge Yaad To...
Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga Hatheliyon Ki Heena Yaad Kuchh Dilayegi Karoge Yaad To...
Gali Ke Mor Pe Soona Sa Koi Darwaaza Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega Nigaah Door Talak Jaake Laut Aayegi Karoge Yaad To............................................... .................... KHOOL WAHEED............!!!! TOO KHOOL....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tamanna4u
Guest
|
|
«Reply #4 on: December 22, 2004, 12:40:08 PM » |
|
very nice waheed.......u write too gud!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 22, 2004, 03:57:52 PM » |
|
ur welcome..........heart....tamanna....sadiqa....me ena...........
Us Ko Juda Huey Bhi Zamana Bohat Huwa Aab Kya Kahin Qissa Purana Bohat Hua
Dhalti Na Thee Kisi Bhi Jatan Sey Shab-E-Faragh Ayy Marge-E-Na Gahan! Tera Anna Bohat Hua
Hum Khild Sey Nikal Tu Gaye Hain Par Ayye Khuda! Itnay Sey Afsanay Ka Waqaya Bohat Hua
Abb Hum Hain Aur Saray Zamanay Ki Dushmani Iss Sey Zara Sa Rabth Barhana Bohat Hua
Abb Kyun Na Zindagi Pey Mohabbat Ko Waar Dain Iss Ashiqi Mey Jan Sey Jana Bohat Hua
Abb Tak Tu Dil Sey Sil Ka Taruff Na Ho Saka Mana Key Iss Sey Milna Malana Bohat Hua
Kya Kya Na Hum Kharab Huey Hain Magar Yah Dil Ayy Yaad - E - Yaar Tera Theekana Bohat Hua
Kehta Hai Nashoun Sey Meray Moun Na Ayyoo Phir Kya Thaa Aik Hoo Ka Bahana Bohat Hua
Loo Phir Teray Labon Pey Issi Bewafa Ka Zikr Waheed Tujh Sey Kaha Na' Bohat Hua... (nm)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
WAQAS AHMED
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 24, 2008, 08:52:23 AM » |
|
lagy rahooooooooooooooo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 24, 2008, 01:20:56 PM » |
|
ur welcome..........heart....tamanna....sadiqa....me ena...........
Us Ko Juda Huey Bhi Zamana Bohat Huwa Aab Kya Kahin Qissa Purana Bohat Hua
Dhalti Na Thee Kisi Bhi Jatan Sey Shab-E-Faragh Ayy Marge-E-Na Gahan! Tera Anna Bohat Hua
Hum Khild Sey Nikal Tu Gaye Hain Par Ayye Khuda! Itnay Sey Afsanay Ka Waqaya Bohat Hua
Abb Hum Hain Aur Saray Zamanay Ki Dushmani Iss Sey Zara Sa Rabth Barhana Bohat Hua
Abb Kyun Na Zindagi Pey Mohabbat Ko Waar Dain Iss Ashiqi Mey Jan Sey Jana Bohat Hua
Abb Tak Tu Dil Sey Sil Ka Taruff Na Ho Saka Mana Key Iss Sey Milna Malana Bohat Hua
Kya Kya Na Hum Kharab Huey Hain Magar Yah Dil Ayy Yaad - E - Yaar Tera Theekana Bohat Hua
Kehta Hai Nashoun Sey Meray Moun Na Ayyoo Phir Kya Thaa Aik Hoo Ka Bahana Bohat Hua
Loo Phir Teray Labon Pey Issi Bewafa Ka Zikr Waheed Tujh Sey Kaha Na' Bohat Hua... (nm)
Wah bahut khoob ... nice sharing Waheed ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
syednaami
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 08, 2008, 07:28:20 PM » |
|
Buhat umda nazmen paish ki gayin hain... Wahid saahib buhat kamaal likha hai aap ne...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljala
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 18, 2008, 04:09:37 AM » |
|
Wha Whaeed Ji
Karoge to har baat yaad aayegi najere na uthao ye dunya samajh jayegi aaj bhi ishq ko na samjh saki ye dunya aaj bhi ishq wale badnaam hua kati hai jab bhi dakhegi aap ki aankho.n mai.n koi nai baat le kar baith jayegi hum to ishq wale hai.n ishq ko samjhtai hai.n ye dunya phir ishq ko sare aam ruswa kar jayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 24, 2009, 07:02:25 PM » |
|
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi
Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga Bhatakti nigha Mein Chehra Koi Bana Hoga Udaas Raah Koi Dastaan Sunayegi Karoge Yaad To...
Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga Hatheliyon Ki Heena Yaad Kuchh Dilayegi Karoge Yaad To...
Gali Ke Mor Pe Soona Sa Koi Darwaaza Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega Nigaah Door Talak Jaake Laut Aayegi Karoge Yaad To............................................... ....................
sahi likh kar gaye app waheed bhaijaan!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Fatima..
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 25, 2009, 10:31:13 AM » |
|
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi
Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga Bhatakti nigha Mein Chehra Koi Bana Hoga Udaas Raah Koi Dastaan Sunayegi Karoge Yaad To...
Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga Hatheliyon Ki Heena Yaad Kuchh Dilayegi Karoge Yaad To...
Gali Ke Mor Pe Soona Sa Koi Darwaaza Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega Nigaah Door Talak Jaake Laut Aayegi Karoge Yaad To............................................... ....................
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitralsony
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 14, 2009, 08:49:04 PM » |
|
bhoot hi khob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #13 on: November 16, 2009, 03:25:39 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja_malar
Guest
|
|
«Reply #14 on: November 18, 2009, 07:26:08 AM » |
|
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi
Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga Bhatakti nigha Mein Chehra Koi Bana Hoga Udaas Raah Koi Dastaan Sunayegi Karoge Yaad To...
Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga Hatheliyon Ki Heena Yaad Kuchh Dilayegi Karoge Yaad To...
Gali Ke Mor Pe Soona Sa Koi Darwaaza Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega Nigaah Door Talak Jaake Laut Aayegi Karoge Yaad To............................................... ....................
Karte hai yaad tumhe Waheed ji. Well writtern
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|